یورپی ڈالر بمقابلہ امریکی ڈالر

No announcement yet.
`

یورپی ڈالر بمقابلہ امریکی ڈالر

Theme: Eur/usd
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3271 Collapse

    EUR/USD, 2021

    Assalam Alaikum!

    Kal, mujhe ummid thi keh euro/dollar ki jodi qimat me izafa karegi. Halankeh, qimat meri tawaqqoaat ke mutabiq nahin rahi. Natije ke taur par, quotes kal ki ibtedai satah se niche gir gayin. Is tarah, tezi ke scenario ka imkan nahin hai. Aaj, mujhe lagta hai keh jodi apni niche ki movement jari rakhegi aur 1.1185 ki satah se niche fisalte hue ek nayi nichli satah tak pahunchegi. Suratehal kafi ghair yaqini hai. Lehaza, maine apne orders ko breakeven par muntaqil kar diya hai. Aam taur par, mujhe ummid hai keh qimat lazmi zone se gir jayegi.

    Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	42.1 کلوبائٹ
ID:	12354034

    GBP/USD

    Pound sterling ke sath suratehal mukhtalif hai. Jodi ki mazid movement ke do mumkena scenario hain (chart par neele aur surkh rang me dikhaya gaya hai). Jab European session shuru hoga to, mai indicators par gahri nazar dalunga. Filhal, mujhe yaqin hai keh 1.3381 ke nishan ko todne ke maqsad se taraqqi ki tajwiz karne wale scenario ka sab se zyada imkan hai.

    Click image for larger version

Name:	E22.png
Views:	1
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12354035
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3272 Collapse

      EUR/USD, 2021

      Assalam Alaikum! Aaj ke liye EUR/USD ki peshangoi. H1 trading chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator niche ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. H4 chart se pata chalta hai keh moving average ooper ki taraf ishara kar rahi hai. Trendline darmiyani line se ooper hai. Stochastic indicator ooper ki taraf badh raha hai. D1 trading chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator niche ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Is tarah, mai tawaqqo karta hun keh euro 1.1280 ki satah tak fisal jayega.

      Click image for larger version

Name:	E11.PNG
Views:	1
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12354188

      Click image for larger version

Name:	E12.png
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12354189

      Click image for larger version

Name:	E13.png
Views:	1
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12354190

      Click image for larger version

Name:	E14.png
Views:	1
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12354191
         
      • #3273 Collapse

        EUR/USD, 2021

        Assalam Alaikum!

        Americi Federal Reserve ne ummid ke mutabiq apni monetary policy ko sakht karne ka faisla kiya. Policymakers ne January se mahana bound ki kharidari ko kam karne ki raftar ko duguna karne par ittefaq kiya. Natije ke taur par, jodi ka rujhan mandi ka shikar raha. Mai is ki haliya tezi ko islah ke taur par dekhta hun. Mai taslim karta hun keh European session me, euro/dollar ki jodi 1.1320 ke qarib waqe muzahmati band tak aage badh sakta hai. Is ilaqe me, mai jodi par short positions par gaur karunga.

        Sath, yah bat qabile gaur hai keh aaj ke macroeconomic calendar me ECB ki meeting shamil hai. Is pash manzar me, market ke utar-chadhaw me izafa ho sakta hai.

        Maujudah descending channel ke andar 1.1200 ki satah ki taraf jodi ki kami par aitemad karte hue, mai short jaunga.

        Jahan tak long positions ki bat hai, mai un par bilkul bhi gaur nahin karta. Halankeh, agar qimat aaj 1.1320 se ooper toot jati hai to, quotes ooper ki taraf karobar jari rakhengi aur mumkena taur par 1.1370 ke nishan tak pahunch jayegi. Is surat me, bulls badhtari hasil karengi aur ummid hai keh jodi niche ke rujhan se mazbut islah me dakhil hogi.

        Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12354192
           
        • #3274 Collapse

          EUR/USD, 2021

          Assalam Alaikum!

          Pichla karobari din aham releases aur events se bhara hua hai. Lehaza, market participants kharidon aur farokht karne walon me taqsim ho gaye, jo ek aam bat hai. Hamare forum me asset aur short positions ke pursitar bhi hain. Asal me, euro/dollar ki jodi filhal dawab me karobar kar rahi hai. Lehaza sahih faisla karna kafi mushkil hai.

          Takniki nuqtah nazar se, qimat ne 1.1221 ki satah ka test kiya aur ooper ki taraf ek tez pullback ki. Is se zahir hota hai keh kharidaron aur farokht karne walon me positions ki taqsim hai. Long positions ka hajam taqriban short positions ke barabar hai. Bulls qimat ko 1.1221 se niche nahin girne dena chahte hain, jabkeh bears nahin chahte hain keh qimat 1.1290 se ooper jaye. Range ke andar trading ki ja sakti hai. Iske alawa, euro/dollar ki jodi mumkena taur par hafte ke aakhir tak is tejarati hadd ke andar drift karegi.

          Click image for larger version

Name:	E31.png
Views:	1
Size:	30.8 کلوبائٹ
ID:	12354194
             
          • #3275 Collapse

            EUR/USD, 2021

            Assalam Alaikum!

            Euro/dollar ki jodi 1.1329 par karobar kar rahi hai. Kal, qimat maslas ki nichli hadd ki taraf nahin badhi. Ab yah maslas ki bilkul oopri hadd ke qarib badh raha hai aur iske ooper ki taraf tootne ka imkan hai. Envelopes ke mutabiq, agar qimat 1.1293 - 1.1297 ke raqbe ko todti hai to ooper ka rujhan mansukh ho jayega. H1 trading chart se pata chalta hai keh agar nichli satah 1.1297 se ooper uthti hai to, jodi mumkena taur par mazbut ooper ki taraftar hasil karegi. Lehaza, mujhe lagta hai keh munafa kamane ka behtarin tariqa long positions kholna hai. Short positions wale tabhi relevant honge jab H4 candlestick ko band kar ke qimat 1.1297 se niche chali jayegi. 1.1410 ki satah ko hadaf ke taur par dekha ja sakta hai. Halankeh, jodi ki tezi 1.1366 ki satah tak mahdud ho sakti hai, jis par 200-roza moving average daudti hai.

            Click image for larger version

Name:	E11.png
Views:	1
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12354360
               
            • #3276 Collapse

              EUR/USD, 2021

              Assalam Alaikum! H4 chart ke mutabiq, euro/dollar ki jodi abhi bhi 1.1250 aur 1.1350 ki satah ke darmiyan ek hadd ke andar karobar kar rahi hai. Ghantawar chart se pata chalta hai keh intraday trading ki suratehal ghair yaqini hai kiyunkeh jodi ooper aur dono niche dono taraf ja sakti hai.

              Aakhri wave ooper ki taraf thi. Lehaza, mujhe ummid hai keh qimat ooper ki taraf karobar karegi. Aaj, qimat 1.1380 tak gir sakti hai, sideways range se bahar nikal sakti hai, aur fir ooper ki taraf raftar hasil karna shuru kar sakti hai.

              Khair, mai pichle hafte se range ke breakout ka intezar kar raha hun.

              Book order ke mutabiq, kharidar apni positions ko khula rakhna jari rakhte hain, jo ooper ki taraf paltaw ke liye accha nahin hai.

              Is dauran, qimat 1.12 tak niche jane aur wahan order lene ka imkan hai.

              Aam taur par, suratehal me koi tabdili nahin aayi hai. Kharidari ke koi signal nahin hain. Lehaza, mai market me dakhil hone ke liye jalbaji nahin karunga.

              Aaj, mai euro/dollar jodi ke aage badhne ki tawaqqo rakhta hun, lekin iski tezi ki naqal o harkat 1.1380 ki satah tak mahdud rahne ka imkan hai.

              Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12354375

              Click image for larger version

Name:	E22.png
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12354376
                 
              • #3277 Collapse

                EUR/USD

                Agar jodi muzahmat ko todne me kmyab ho jati hai to, yah halki satah tak pahunch sakti hai. Halankeh, yah waqt ki bat hai. Isme koi shak nahin hai keh yah jodi aisa karti hai. Fir bhi, maine apne long positions ko khula rakhne ka faisla kiya, aur agar jodi pullback karti hai to mai mazid long positions kholunga. Hamesha ki tarah, hamein jodi se mumkena ghair mutawaqqe chalon ke bare me yad rakhna hoga. Is bat ko madde nazar rakhte hue keh support ke ooper qimat mazbuti se fix hai, imkan hai keh jodi apni rally ko jari rakhegi. Have a good day!

                Click image for larger version

Name:	E31.png
Views:	1
Size:	61.3 کلوبائٹ
ID:	12354377
                   
                • #3278 Collapse

                  EUR/USD, 2021

                  Assalam Alaikum! Aaj ke liye EUR/USD ki peshangoi. H1 chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator ooper ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. H4 trading chart se pata chalta hai keh moving avarege ooper ki taraf ishara kar raha hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Stochastic indicator niche ki taraf badh raha hai. D1 chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator niche ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Is tarah, mujhe ummid hai keh euro ooper ki taraf pullback ke hisse ke taur par 1.1260 ki satah tak aage badhega. Lehaza maine long positions kholi hai.

                  Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12354802

                  Click image for larger version

Name:	E22.png
Views:	1
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12354803

                  Click image for larger version

Name:	E23.png
Views:	1
Size:	26.8 کلوبائٹ
ID:	12354804
                     
                  • #3279 Collapse

                    Re: Eur/usd

                    eurusd 1.1185 ki 16 mah ki aur 1.1360 muzahmati satah ke andar –apne fawaid ko mustahkam kar raha hai, darmiyan mein 1.1280 par 20 din ki saada moving average ( sma ) ki satah ke sath.

                    takneeki isharay ke hawalay se, macd ab bhi manfi khittay mein apni trigger line se oopar ja raha hai, sifar ki satah ke qareeb pahonch raha hai, jab ke rsi 50 ki ghair janabdaar had se neechay ki taraf dhal raha hai. 20 din ka sma aik ultay mourr ke liye tayyar nazar aa raha hai. agarchay 40 din ka sma manfi iqdaam jari rakhay hue hai.

                    mukhtsiran, eurusd neechay ki taraf se honay wali islahat ke samnay baqi hai kyunkay qeemat ab bhi taweel mudti down trained line ke neechay ja rahi hai. 1.1765 par sirf 200-day sma se oopar charhne se yeh nuqta nazar badal sakta hai.


                    Click image for larger version

Name:	eurusd.jpg
Views:	1
Size:	85.8 کلوبائٹ
ID:	12354897
                       
                    • #3280 Collapse

                      EUR/USD, 2021

                      Assalam Alaikum! Aaj ke liye EUR/USD ki peshangoi. H1 traidng chart ke mutabiq, moving average ooper ki taraf directed hai. Stochastic indicator ooper ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. H4 chart zahir karta hai keh moving average ooper ki taraf ishara kar rahi hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Stochastic indicator bulandi ki taraf badh raha hai. D1 trading chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator niche ki taraf jhuka hua hai. Trend line darmiyani line se niche hai. Is tarah, mujhe ummid hai keh euro 1.1285 ki satah tak badh jayega.

                      Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12354987

                      Click image for larger version

Name:	E22.png
Views:	1
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12354988

                      Click image for larger version

Name:	E23.png
Views:	1
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12354989

                      Click image for larger version

Name:	E24.png
Views:	1
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12354990
                         
                      • #3281 Collapse

                        Assalam Alaikum!

                        Click image for larger version

Name:	E31.png
Views:	1
Size:	185.3 کلوبائٹ
ID:	12355006
                        Meri rai me, imkan hai keh EUR/USD ki jodi maujudah satah se giregi. Halankeh, agar yah ooper jata hai to, pahli koshish me 1.1331 tak pahunchne ka imkan nahin hai. Yah sirf mera mafruza hai, lekin yah satah mazbut hai.

                        Agar jodi girti hai to, 1,1235 - 1,1222 ka raqba qimat ko 1.1184 ki taraf firne se rok sakti hai. Imkan hai keh yah jodi is sata se niche ek nichli satah par pahunchegi kiyunkeh market stop-loss orders ko trigger kar sakta hai.

                        Mera tejarati mansuba kya hai? Mujhe abhi tak malum nahin hai, kiyunkeh long positions kholne ke liye ek behtarin entry points 1.1184 se niche waqe hai. Is positions ke liye mera hadaf 1.1690 hai. Yaqini taur par, koi bhi stop-loss order lagaye begair bhi 1.1331 se kuch pips ko mahfuz tariqe se nikal sakta hai. Halankeh, hamein ek bahut mazbut signal ki zarurat hai aur mujhe shak hai keh aaj yah hoga.
                           
                        • #3282 Collapse

                          EUR/USD, 2021

                          Assalam Alaikum!

                          Kal, maine apni short positions band kar din. Filhal, mai market se bahar hun kiyunkeh euro/dollar ki jodi ab 1.1273 aur 1.1289 ki satahon ke darmiyan bahut hi tang range me karobar kar rahi hai. Filhal, iski qimat 1.1276 hai. H1 chart ke mutabiq, qimat pahle se hi kharidari ke zone me hai aur yah long jane waqt hai. H4 chart se pata chalta hai keh qimat ab bhi sell zone me karobar kar rahi hai. Lehaza, quotes mumkena taur par 1.1273 se nache jayengi. Halankeh, ghantawar candlestick band hone tak short positions kholne se gurez karna qabile zikar hai. Aaj, mai tawaqqo karta hun keh EUR/USD apni hadud me se ek ko todte hue hadd se bahar nikal jayega, jo jodi ki mazid simt ki nishandahi karega. Mutabadil ke taur par, qimat 1.1270 aur 1.1290 ki satahon ke darmiyan taqriban 20 pips ki utar-chadhaw ke sath drift karte hue guzar sakti hai.

                          Click image for larger version

Name:	E11.png
Views:	1
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12355195
                             
                          • #3283 Collapse

                            EUR/USD, 2021

                            Assalam Alaikum! Aaj ke liye EUR/USD ki peshangoi. H1 trading chart ke mutabiq, moving average ooper ki taraf directed hai. Stochastic indicator niche ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. H4 chart se pata chalta hai keh moving average ooper ki taraf ishara kar rahi hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Stochastic indicator niche ki taraf badh raha hai. D1 trading chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator niche ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Is tarah, mai tawaqqo karta hun keh euro 1.1260 ki satah tak fisal jayega aur fir ooper ki taraf mud jayega. Aaj ke macroeconomic calendar me kuch aham releases shamil hain jo Americi dollar ki harkiyat par shadid asar dal sakta hai. Lehaza, long positions kholne se rokna danishmandana faisla hoga.

                            Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12355198

                            Click image for larger version

Name:	E22.png
Views:	1
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12355199

                            Click image for larger version

Name:	E23.png
Views:	1
Size:	29.6 کلوبائٹ
ID:	12355200

                            Click image for larger version

Name:	E24.png
Views:	1
Size:	27.7 کلوبائٹ
ID:	12355201
                               
                            • #3284 Collapse

                              Maine haqiqat me ek chote se munafe ke sath apni short positions ko band karne ka faisla kiya hai. Bahar hal, kisi bhi waqt dusra kholna koi masla nahin hai. Lekin mujhe abhi bhi ummid hai keh jodi par tawil arse se intezar kardah downtrend dikhayi dega. Aisa nahin hai keh mai rujhan ke andar trading ka bada pur sitar hun. Mujhe lagta hai keh kam az kam jab tak wo mansukh nahin ho jate hain, tab tak indicator ke zariye faraham kardah signals par amal karna muntaqi hai. Yah sach hai keh kabhi kabhi indicators ghalat ho sakte hain mai fir bhi un par aitemad karna pasand karta hun.

                              To, ab hamare pas kya hai? 1.1301 - 1.1306 par muzahmati zone ne qimat ko ooper jane ki ijazat nahin di, aur mai is se bahut khush hun. Kal, jodi ne chote time frame par support satah ko todte hue, niche ki taraf badhne ki koshish ki. Halankeh, qimat hal hi me kam ki buland satah par wapas aa gayi hai jo mujhe waqai pasand nahin hai. Abhi tak koi breakout nahin hua hai, lekin fir bhi yah ek aachi alamat nahin hai.

                              Mujhe yaqin hai keh 1.1301 tak ibtedai izafa ek islah thi, aur jodi ko ab 1.1234 ki satah ko dubara se test karne ki zarurat hai. Aage kya hoga yah kahna mushkil hai. Yah bahut accha hoga agar qimat is satah ko tod kar 1.1190 par aa jaye, lekin abhi iski ummid karna jald baji hogi. Aaiye mazid wazahat ka intezar karen. 1.1306 se ooper ka istehkam is scenario ko mansukh kar dega.

                              Click image for larger version

Name:	E31.png
Views:	1
Size:	42.8 کلوبائٹ
ID:	12355202
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3285 Collapse

                                EUR/USD, 2021

                                Assalam Alaikum! Aaj ke liye EUR/USD ki peshangoi. H1 trading chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator ooper ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se ooper hai. H4 trading chart se pata chalta hai keh moving average niche ki taraf badh raha hai. Trendline darmiyani line se ooper hai. Stochastic indicator ooper ki taraf ishara kar raha hai. D1 trading chart ke mutabiq, moving average niche ki taraf directed hai. Stochastic indicator ooper ki taraf jhuka hua hai. Trendline darmiyani line se niche hai. Is tarah, mai tawaqqo karta hun keh euro 1.1350 ki satah tak pahunch jayega. Mujhe lagta hai keh European currency ke liye kam az kam 1.1390 ki satah tak qimat me izafa karne ka waqt aa gaya hai.

                                Click image for larger version

Name:	E11.PNG
Views:	1
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12355416

                                Click image for larger version

Name:	E12.png
Views:	1
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12355417

                                Click image for larger version

Name:	E13.png
Views:	1
Size:	29.2 کلوبائٹ
ID:	12355418

                                Click image for larger version

Name:	E14.png
Views:	1
Size:	28.1 کلوبائٹ
ID:	12355419
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X