EUR/USD, 2020
Assalam Aalikum!
Buniyadi tajziyah
Iftetahi din ke mauqe par, naye Americi sadar Joe Biden ne United States America me naye state management methods ko apnaya hai. Halankeh woh abhi tak official president nahin hai, lekin Joe Biden pahle hi sanjidah faisle kar chuke hain. Sab se pahle, kayi trillion dollars maliyat ke ek bade coronavirus relief package par faisla. Coronavirus plan ka ailan karne ke bad, Americi dollar us khabar ke dawab me aa gaya aur qimat me izafe ko rok diya. Jahan tak European Union ki baat hai, yah mansuba bandi ke mutabiq vaccination programmes ko anjam dete hue ahista ahista diye gaye raste par chal raha hai. Iske alawa, manufacturers kam jari rakhe hue hai. Halankeh, labor force ki shirkat ki sherah kam hui hai. Berozgari ki baat karte hue, hamein coronavirus pandemic ki tarah musgkil waqt ko madde nazar rakhna chahiye.
Takniki tajziyah
Jaisa keh aap chart se dekh sakte hain, 1.2133 ki satah euro/dollar jodi ke liye support fraham karti hai. Zahir hai, kharidaron ki taqat kam ho rahi hai. Lehaza, mai tawaqqo karta hun keh yah jodi range ke nichle hisse se niche mustahkam hogi, jo farokht ka ishara hoga. Agar qimat SB aur KS lines tak badh jati hai aur us se ooper mustahkam ho jati hai to, imkan hai keh euro/dollar ki jodi rabge ki bulandi tak badhegi, jo wazeh taur par range ke andar movement dikhayegi. 1.2341 ki satah mazbut muzahmat ki haisiyat se kam karti hai, jahan se is jodi ke nichli satah ka test karne ke maqsad se niche jane ki tawaqqo hai, iske bad breakout hoga aur niche ki taraf movement jari rahegi.
Takniki nuqtah nazar se, hamara buniyadi hadaf jodi ki taraqqi hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим