Time frame ke linear regression channel ki taraf dilwana chahta hoon, jo ke upwards slope kar raha hai, aur ye buyers ke trend ka izhar kar raha hai. Is beech bears bhi apni activity dikha rahe hain, jo price ko neeche push karne ki koshish kar rahe hain. Main observe kar raha hoon ke price 1.09196 se neeche break kar rahi hai, jo channel ki lower boundary 1.09228 ke bahar hai, aur ye 1.09095 tak ke possible decline ka signal de sakta hai. Lekin, ye bhi worth noting hai ke 1.09095 ke level par buyers ki taraf se sellers ko strong resistance face karna par sakta hai. Analysis suggest karta hai ke 1.09095 tak sell kiya ja sakta hai, lekin main recommend karta hoon ke is level par positions close kar den ya at least order ko breakeven par secure kar len. Jaise ke hamesha, ehtiyaat aur proper risk management successful trading ke key principles hain! Mera strategic goal hai ke main downtrend par position hold karun aur 1.09095 ke level par barrier ko break karun. Lekin, yeh zaroori hai ke hourly channel ke position ko bhi madde nazar rakha jaye kyunki yeh downward movement ko limit kar sakta hai. Isliye, main sabhi risks ko consider karta hoon aur necessary analysis conduct karta hoon taake losses ko protect aur minimize kiya ja sake. Hourly chart par, linear regression channel bhi upwards slope kar raha hai, jo buyers ki strength ko dikhata hai jo market par dominate kar rahe hain. Is case mein, H1 channel M15 se zyada significance rakhta hai. Agar channel ki lower boundary 1.09095 tak pohanchi, to yeh ek strong buyer ka izhar ho sakta hai. Filhal, M15 par linear regression ek correction suggest karta hai, jiske baad bulls zyada active ho sakte hain. Agar market 1.09095 ke level par hold karta hai, to yeh ek buying opportunity ho sakti hai, jo ek accha idea ho sakta hai. Target 1.09425 ka hoga. Is target ko achieve karne ke baad, agar koi active seller 1.09425 ke level par appear hota hai to market ka direction bearish ho sakta hai. Agar price 1.09095 ke neeche break kar jata hai, to yeh selling ka signal ho sakta hai, kyunki yeh trend reversal ka indication de
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим