EUR/USD, 2019
United States America me yaume azadi ke jashn ki wajah se, aaj hamare liye aam din nahin hai. Khair, mein yad dila dun keh ham red line par aa gaye hain jo aam simt ko zahir karta hai. Iska matlab hai keh aage ka rasta aasan nahin hoga. Lekin chunkeh H1 abhi bhi downward hai, aur isne ooper wave nahin diya, iska matlab hai keh downtrend ab bhi taqat me hai, lekin yah ikhtetam ke qarib hai. Halankeh, yah upward movement aham nahin hoga, kiyunkeh 1.1370 par H4 par rukawaten hain. Agarcheh, agar H1 ooper turn hota hai to, mein sell deals kholna band kar dunga. I s dauran, mein wazahat karunga keh reversal ke liye hamein H1 par kya karne ki zarurat hai. Kal, uptrend ki tasdiq ki gayi thi. Tasdiq ke bad, ham aam taur par low par wapas jate hai. Aur phir ham wapas aate hain aur high ko todne ki koshish karte hain. Aur is tarah ke movement ke bad, bottom line ko ooper ki taraf wave dena chahiye. EURUSD se mein yahi tawaqqo karta hun. Aaj, hamare pas shayad hi yah sab karne ka waqt hoga, kiyunkeh Americans ki chutti hai.
Aaj ke liye intraday satah.
Oopri satah 1.1310 hai, jabkeh nichli satah 1.1268 hai. Hamein 1.1268 tak pahunchne ki zarurat hai. Fir 1.1235 aur 1.1210 ki taraf ka rasta khul jayega. Halankeh, United States America me yaume azadi ke jashan ki wajah se, European speculators shayad hi is se nipat payenge. Khair, ummid karte hain.
Intraday trading.
Targets kal ki tarah hi, 1.1250 aur 1.1235 hai. Downtrend ki mansukhi 1.1310 hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим