USD/JPY Analysis
Daily time frame pe, main Trend line ka use karta hoon. Pichle saal ke chart ke mutabiq, market bearish direction mein chal rahi thi. December 2024 ke aakhri dino mein, bullish movement ne Trend Line ko paar kar diya aur price bearish area se bahar nikal gayi. Ab market bullish direction mein chal rahi hai.
Is haal se lagta hai ke buyers market par bohot zyada dominancy kar rahe hain aur price ko uthane ki koshish kar rahe hain. Bullish reversal ka imkaan barh gaya hai.
Choti time frame, yani H4 pe, maine 120-period Simple Moving Average (SMA) indicator ka use kiya hai taake pichle paanch dinon ka moving average dekha ja sake. USD/JPY ab bhi apne 120 SMA ke upar move kar raha hai. Price sirf 120 SMA ke qareeb aayi hai, halankeh sellers ne price ko neeche push karne ki koshish ki. USD/JPY trend pair ko Weekly, Daily, aur H4 teen different time frames pe compare karne se yeh nikalta hai ke USD/JPY trend pair ab bhi bullish direction mein hai. Is wajah se price movement 150 SMA indicator ke upar hai, halankeh sellers ne koi strong resistance nahi dikhaya hai.
H4 time frame pe dheyan se dekhne par yeh nazar aata hai ke pehla trend bullish tha lekin ab bearish ho gaya hai. Yeh seller sentiment ke significant pressure ki wajah se hai, jisne price ko pehle ke lowest price 146.80 ke neeche penetrate karne diya aur phir 147.80 par wapas aayi.Aapka trading day Acha rhe.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим