Nzd/usd

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nzd/usd
    Nzd/usd
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    NZD/USD ANALYSIS
    guzashta roz newzea land dollar mein, halki si shumali wapsi ke baad, qeemat palat gayi aur aetmaad ke sath junoob ki taraf chali gayi, jis ke nateejay mein aik mukammal mandi ki mom batii peda hui, jo guzashta roz marrah ki kam tareen had se neechay aasani se mazboot honay ke qabil thi. jaisa ke mein ne kayi baar kaha hai, is alay ke liye, mein qareeb tareen support level, jo 0. 59851 par waqay hai, qeematon mein izafah ko kaafi had tak tasleem karta hon. is support level ke qareeb sorat e haal ki taraqqi ke liye do mnzrname hon ge. tarjeehi manzar naame ka talluq is satah se neechay qeematon ke taayun aur mazeed junoob ki janib harkat se hai .agar yeh mansoobah tayyar ho jata hai, to mein tawaqqa karoon ga ke qeemat support level tak pahonch jaye gi, jo 0. 58403 par waqay hai. is support level ke qareeb, mein trading set up ki tashkeel ka intzaar karoon ga, jo trading ki mazeed simt ka taayun karne mein madad kere ga. bilashuba, mein tasleem karta hon ke qeemat ko mazeed junoob ki taraf badhaya ja sakta hai aglay bearish hadaf ki taraf , lekin yahan sorat e haal ko dekhna zaroori ho ga aur sab kuch is baat par munhasir ho ga ke qeemat bherne ke sath hi khabron ka pas manzar kis qisam ka ho ga. 0. 59851 ki support level ke qareeb pounchanay par qeemat ki harkat ke liye aik mutabadil option aik mom batii ki tashkeel aur qeemat ki harkat ko oopar ki taraf dobarah shuru karne ka mansoobah hoga. agar yeh mansoobah kaam karta hai, to mein tawaqqa karoon ga ke qeemat muzahmati satah par wapas aajay gi, jo 0. 61112 par waqay hai. muzahmat ki is satah ke qareeb, mein mom batii ke badalny aur qeematon mein kami ke dobarah shuru honay ka intzaar karoon ga. aam tor par, mukhtasir tor par, aaj mein muqami tor par –apne aap ko thora sa shumali pal back ke baad, janoobi tehreek ko jari rakhnay ki ijazat deta hon, lekin qareeb tareen support level ke qareeb, mein pehlay hi sorat e haal ko daikhon ga .
    Daily Chart Frame
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      NZD/USD ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : One hour ka time frame par is nzd/usd ko analysis kiya jay to is one hour wala te frame jo is nzd/usd ki price ha ya 0.6180 par move kar rahi ha or is nzd/usd ki price is time par resistance or support level ka middle ma move kar rahi ha is nzd/usd ko one hour ka time frame par analysis kiya jay to is nzd/usd ka one hour ka time frame par jo resistance level ha ya high ke janab 0.6200 par ha or is nzd/usd ka one hour ka time frame par jo support level ha ya 0.6148 par ha or is nzd/usd ki price resistance ya support level ke janab move ho kar jati ha to traders ko trade ko enter karna ka signal mila ga or agar is nzd/usd ki price high ke traf jati ha or higher ma jo resistance level ha 0.6200 ka is resistance level ko agar nzd/usd ki jo one hour ke candle ha ya high ke traf jata hua is resistance level ko hit karti ha or ya one hour ke candle ha ya is resistance level 0.6200 sa lower ma close hoti ha to traders ko is nzd/usd ki price ka down ma jana ka signal mila ga or traders is ma sell ke trade ko enter karay ga or agar is nzd/usd ki price lower ke janab jati ha or lower ma jo support level ha 0.6148 ka is support level ko agar nzd/usd ki one hour ke candle lower ata hua hit karti ha or ya onr hour ke candle is 0.6148 ka support level sa high ke traf close ho jati ha is ko hit kar ka to traders ko is ma buy ke trade ko enter karna ka signal mila ga or traders buy ke trade ko enter karay ga. NZD/USD ANALYSIS AT FOUR HOURS TIME FRAME : Four hours ka time frame par nzf/usd ko analysis kiya jay to is nzd/usd ki price ha jo four hours ka time frame par ya high ke traf move karti hoi ja rahi ha or is nzd/usd ka four hours ka time frame huma uptrend dakhna ko mil raha ha or is nzd/usd ki jo price ha ya higher ke janab strong trend ko banata hua ja rahi ha or is nzd/usd ka four hours ka time frame par jo resistance level ha ya high ke traf 0.6232 par ha or is nzd/usd ki price four hours ka chart frame ma high ke janab jata hua higher ma jo ya resistance level ha 0.6232 ka is resistance level ko agar nzd/usd ki four hours ke candel high ma jata hua hit karti ha or ya four hours ki nzd/usd ki candle is resistance level 0.6232 sa lower ma close hoti ha to traders is nzd/usd ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga or agar is nzd/usd ki price uptrend ko follow ni karti or lower ke janab reversal hoti ha to is nzd/usd ka four hours ka time frame par jo support level ha ya lower ke janab 0.6125 par ha or is support level ko agar nzf/usd ki four hihrs ke candel lower ke traf ata hua is support level 0.6125 ko hit karti ha or ya four hours ki candle ha is nzd/usd ki ya is support level sa higher ma close hoti ha to traders is ma buy ke trade ko enter karay ga jo ka phir sa is nzd/usd ki price ko upwards ke janab uptrend ko follow kana ka signal da ga. NZD/USD ANALYSIS AT DAY TIME FRAME : Is day wala time frame nzd/usd ko analysis kiya jay to is day ka time frame par bhi jo is nzd/usd ki price ha ya high ke janab move karti hoi ja rahi ha or is nzd/usd ka day ka time frame par jo is time par price ha ya resistance or support level ka mid ke traf move kar rahi ha or is nzd/usd ka day ka time frame par jo ya resistance level ha ya 0.6290 par ha or is nzd/usd ki price high ke janab jata hua higher ma jo resistance level ha 0.6290 ka is resistance level ko agar nzd/usd ki day ke candel high ma ja kar hit karti ha or ya day wali candle ha ya is resistance level ko hit karna ka bad is resistance level sa lower ma close hoti ha to traders ko is nzd/usd ki price ka downward jana ka signal mila ga or traders sell ke trade ko enter karay ga or agar is nzd/usd ki jo price ha day ka time frame par ya lower ke traf move karti hoi jati ha to is nzd/usd ka day ka tome frame par jo support level ha ya 0.6062 par ha or is nzd/usd ki day ke candel lower ma jata hua is 0.6062 ka support level ko hit kar ka is level sa high ma close hoti ha to traders ko is nzd/usd ki price ka up ke janab jana ka signal mila ga or traders isa buy ke trade ko enter karay ga. NZD/USD ANALYSIS AT WEEK TIME FRAME : Week ka time frame par is nzd/usd ko analysis kiya jay to ya week eala time frame nzd/usd huma koi bhi trade ko enter karna ka signal ni da raha ha q ka jo is nzd/usd ki price ha ya ak hi level ma is time par move kar rahi ha or is nzd/usd ko week ka time frame par hum analysis karay to is nzd/usd ka week ka te frame par jo support level ha ya lower ke traf 0.5795 par ha or is nzd/usd ka four hours ka time frame par jo resistance level ha ya higher ma 0.6771 par ha or is nzd/usd ki price agar high ke traf move karti hoi jati ha or higher ke janab nzd/usd ki price jata hua higher ma jo ya resistance level ha 0.6771 ka is resistance level ko agar nzd/usd ki week ke candel hit karti ha or ya week ke candel is nzd/usd ka resistance level 0.6771 ka level sa lower ma close hoti ha to traders ko is nzd/usd ki price ka down ke janab jana ka signal mila ga or traders is ma sell ke trade ko enter karay ga or agar is nzd/usd ki price down ke janab jati ha or lower ma jo ya support level ha 0.5795 ka is support level ko agar nzd/usd ki week ka time frame ma jo week wali candle ha ya is support level ko hit kar ka is 0.5795 ka support lrvel sa up ma close hoti ha to traders ko isa buy ke trade ko enter karna ka signal mila ga or traders buy ke trade ko enter karay ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X