Nzd/usd

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nzd/usd
    Nzd/usd
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    NZD/USD TECHNICAL ANALYSIS fi ghanta time frame takneeki out look
    nzdusd jori ke liye fi ghanta chart par ghhor karen. jaisa ke aap chart se dekh satke hain, qeemat 1 / 2 zavia se neechay aur 0. 6250 par 50 % muzahmati satah se neechay hai. is se zahir hota hai ke bail market mein ab bhi kami aur kamzoree hai. is waqt, taaqat aur simt reechh ki market ke haq mein hai. ema 50 aur macd andikitrz ke mutabiq, hamaray paas signal kharedtay hain. nateejay ke tor par, aik khaas islaah ke baad, mein taizi ke jazbaat ke sath qaim rahon ga. tasheeh honay ke intzaar mein, mein 0. 6250 par aik zair iltiwa order tarteeb dainay ja raha hon. qeemat muzahmat ki satah ko chone ke baad, mein khareed order ke sath market mein daakhil hon ga. agar isharay khareed ke signal dete rehtay hain to mein tijarat mein rahon ga. agar qeemat muzahmati satah se toot jati hai, to mein position ko band karoon ga aur market ka dobarah jaiza lon ga. agar isharay farokht ke signal dainay ke liye palat jatay hain, to mein tijarat se bahar nikal jaoon ga aur kahin aur mawaqay talaash karoon ga. is ke baad, mein yeh dekhnay ke liye market ka jaiza lon ga ke aaya mujhe apni hikmat e amli ko adjust karne ki zaroorat hai. agar market ke halaat sazgaar rahay to mein tijarat jari rakhon ga. doosri soorat mein, mein sorat e haal ka dobarah jaiza lainay ke liye waqfa lon ga. mein is tashkhees ka istemaal yeh faisla karne ke liye karoon ga ke aaya mujhe market mein rehna chahiye ya nahi. agar mein rehne ka faisla karta hon, to mein market ke mojooda halaat ke hisaab se apni hikmat e amli ko adjust karoon ga. agar nahi, to mein aik waqfa lon ga aur market ke mazeed sazgaar honay ka intzaar karoon ga
    chaar ghantay ka time frame technical out look
    4 ghantay ka chart sirf candle stuck ki aqsam aur ko dekhata hai, jo ke taraqqi ke marhalay ke qareeb pahonch chuka hai, jo ke islaah ki nishandahi karta hai. 0. 6190 ki nisbat qeemat ki harkat mustaqbil mein bohat ahem hogi. 0. 6310 - 0. 6355 hafta waar chart par aik intehai ahem 200 - hafta waar mutharrak ost ki numaindagi karta hai. qeemat is satah se oopar nah bherne ki soorat mein" mandi" ki harkat dobarah shuru kar sakti hai. agar qeemat 0. 6100 se oopar theek ho jati hai to oopar ki raftaar 0. 6300 tak jari reh sakti hai. agar qeemat 0. 6300 se oopar theek ho jati hai, to taraqqi ki salahiyat 0. 6370, aur phir 0. 6400 tak pahonch sakti hai. taham, 0. 6190 se neechay ka waqfa 0. 6050 ki simt mein gehri islaah ka baais ban sakta hai. agar qeemat 0. 6050 se neechay aati hai, to mandi ki raftaar barh sakti hai aur qeemat 0. 6000 tak pahonch sakti hai. mazeed neechay ki harkat qeemat ko 0. 5950 aur yahan tak ke 0. 5850 tak le ja sakti hai. 0. 5850 se agay, mazeed kami ka khatrah hai. taham, agar qeemat 0. 6050 se oopar rehti hai, to market had tak mehdood reh sakti hai .
     
    • #3 Collapse

      NZD/USD ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : Nzd/usd ko hum agar one hour ka time frame par dakhta hua analysis karay to is nzd/usd ki jo price ha is time par wo 0.6136 ka level par move kar rahi ha or is nzd/usd ko technical analysis karay to is nzd/usd ka one hour wala chart frame par jo resistance level ha ya 0.6172 par ha or is nzd/usd ma jo support level ha ya 0.6120 par ha or agar is nzd/usd ki jo price ha ya one hour ka chart frame par higher ke janab is nzd/usd ki price jati ha or higher ki traf id ke price jati hoi jo high ma resistance level ha 0.6172 ka is level ko agar nzd/usd ki one hour ke candle hit kar ka is resistance level sa lower ma close hoti ha to traders is nzd/usd ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga or agar is jo nzd/usd ki price ha ya higher ma ni jati or lower ke janab ati ha or lower ma jo support level ha 0.6120 ka is support level ko agar nzd/usd ki one hour ke candle ha ya is 0.6120 ka support level ko one hour ke candle hit kar ka high ma is support level ka close hoti ha to trader is ma buy ke trade ko enter karay ga. NZD/USD ANALYSIS AT FOUR HOURS TIME FRAME : Hum is nzd/usd ko four hours ka chart frame par analysis karay to is nzd/usd ka four hours ka chart par jo resistance level ha ya higher ke janab 0.6211 ka or agar is nzd/usd ki price agar lower ma jato ha to lower ma support level ha 0.6100 par ha or agar is nzd/usd ki jo price ha ya agar high ma jati ha to higher ma jo resistance level ha 0.6211 ka is resistance level ko agar nzd/usd ki four hours ki candle ja kar hit karti ha or is nzd/usd ka four hour ke candle lower ma close hoti ha to traders is nzd/usd ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga or agar is nzd/usd ki four hours ka chart ma jo price ha ya lower ke janab jati ha or lower ma ajti hoi low ma jo support level ha 0.6100 ka is support level ko agar is nzd/usd ki four hours ke candel hit kar ka high ma close hoti ha to traders is nzd/usd ma four hours ki candle lower ma close hoti ha to traders is ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga.
       
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        NZD/USD ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : Analysis karay is nzd/usd ko one hour ka time frame par to is time par jo is nzd/usd ki price chal rahi ha ya 0.6079 par ha or is nzd/usd ka one hour ka timr frame par jo resistance level ha ya 0.6114 par ha or is nzd/usd ma jo support level ha ya 0.6064 par ha or is nzd/usd ki price resistance ya support level ke janab move karti hoi jati ha to traders is nzd/usd ma trade ko enter karay ga agar is nzd/usd ki price lower ma jo support level ha 0.6064 ka is support level ko agar nzd/usd ki one hour ke candle ja kar hit karti ha or ya one hour ke candle is nzd/usd ke hit karna ka bad support level 0.6064 ko or close is 0.6064 ka support level sa high ma hoti ha to traders is nzd/usd ka one hour ka time frame par buy ke trade ko enter karay ga or agar is nzf/usd ki price one hour ka time frame par higher ke janab move karti hoi jati hs or higher ma jo resistance level ha 0.6114 ka resistance level ko agar is nzd/usd ki one hout ke candel hit kar ks is resistance level sa lower ma nzd/usd ki one hour wali candle close hoti ha to traders is nzd/usd ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga. NZD/USD ANALYSIS AT 4 HOURS TIME FRAME : Hum is nzd/usd ko four hours ka chart frame par analysis karta ha to is nzd/usd ki jo is time par price ha four hours ka time frame par ya resistance or support level ka middle ma movr kar rahi ha or is nzd/usd ka four hours ka time frame par jo resistance level ha ya 0.6154 par ha or jo is nzd/usd ma support level ha ya 0.6043 par ha or agar is nzd/usd ki price higher ke janab move karti joi jati hs ot higher ma jo resistance level ha 0.6154 ka is resistance level ko agar nzd/usd ki four hours ke candle hit kar ka is resistance level 0.6154 sa lower ma close hoti ha to trader sell ke trade ko enter karay ga or agar is nzd/usd ki price downward ke traf move karti hoi jati ha or downward ma jo support level ha 0.6042 ka is support level ko agar nzd/usd ki four hours ki candle ja kar hit karti hs or ya four hours wali candle is support level 0.6042 sa higher ma close hoti ha to traders is ma long term ka liya buy ma entry karay ga.
         

        اب آن لائن

        Working...
        X