Usd/cad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usd/cad
    Usd/cad
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    USD CAD ANALYSIS canada ki khorda farokht par marketon ki nazar
    Canadian khorda farokht ne aik mushkil sarrak ko nishana banaya. retail sales aur cover retail sales dono ka March mein barah e raast dosray mahinay ke liye moahida sun-hwa. head line retail sales -1. 4 % thi, jis ki bunyadi sharah 0. 3 % kam thi. markitin April ki report se behtar khabron ki tawaqqa kar rahi hain, jis mein 0. 2 % ki surkhi ki sharah aur 0. 4 % ki bunyadi sharah ke liye ittafaq raye hai. sarfeen, zindagi ke bohraan se sakht mutasir, akhrajaat mein kami kar rahay hain kyunkay bank of canada ne sharah sood mein izafah jari rakha sun-hwa hai kyunkay afraat zar 4. 4 % par khara hai, bank of canada ko mojooda sharah mein sakhti ke daur ko khatam karne ke liye aik thandak maeeshat ki zaroorat hai. bank of canada ne is mah ke shuru mein sharah mein izafay ke sath marketon ko heran kar diya, kyunkay sarmaya karon ko sharah mein izafay mein teesray seedhay waqfay ki tawaqqa thi. bank of canada ne tawaqqa se ziyada gdp aur afraat zar ki taraf ishara karte hue apni sharah mein izafay ka juwaz paish kya. labour market tang rehti hai, jo markazi bank ki afraat zar ke sath jung ​​کو paicheeda banati hai, jis ka matlab markazi bank ki tawaqqa se ziyada" aala aur taweel" sharah mein izafay ka chakkar ho sakta hai . powell ne congress ke samnay gawahi di . feed ke chairman powell budh aur jumaraat ko congress ke samnay gawahi den ge aur feed ki sharah ke rastay ke baray mein sawalaat ka saamna karen ge. federal reserves ne is mah apni meeting moattal kar di thi lekin tawaqqa hai ke is ki July ki meeting mein shrhin barh jayen gi. powell ne kaha hai ke woh naram landing haasil kar satke hain aur kasaad bazari aur barray pemanay par se bach satke hain, lekin bohat se qanoon saaz is baat par tashweesh mein mubtala hain ke is saal shrhon mein izafay se Amrici maeeshat ko khasa nuqsaan puhanche ga .
     
    • #3 Collapse

      "USD/CAD Tashkhees: Roman Urdu mein Forex Trading ke liye Analysis" Forex trading mein USD/CAD ki tashkhees aur tajarbaat karne ke liye, hamein analysis aur chart review ke madad se tajurbe ki zaroorat hoti hai. USD/CAD, jahan "USD" Ameriki dollar ko darshaata hai aur "CAD" Canadian dollar ko, ye dono currency pairs hain jo Forex market mein ahem hain. Roman Urdu mein USD/CAD ka tashkhees aur waqt chart samajhne ka aasan tareeqa hai.Tashkhees, Forex traders ke liye ahem hai kyunki isse unhain samajhne aur market ke future ke hawale se faisla lena aasaan ho jata hai. USD/CAD ke tashkhees mein, kai factors jaise economic indicators, geopolitical events, aur monetary policies ko mad-e-nazar rakha jata hai. Ye factors dono deshon ke arthik hawale se prabhavit hote hain. "USD/CAD Waqt Chart: Roman Urdu mein Forex Trading ke liye Chart Review" Chart review bhi traders ke liye zaroori hai kyunki isse ve price movement aur trend ko samajh sakte hain. Roman Urdu mein chart review karne ke liye, Forex trading platforms jaise MetaTrader 4 ya 5 ka istemaal kiya ja sakta hai. Is platform par, traders ko USD/CAD ki candles, line charts, aur technical indicators jaise RSI (Relative Strength Index) aur MACD (Moving Average Convergence Divergence) ke saath samjha ja sakta hai. Tashkhees aur chart review ke liye, traders technical aur fundamental analysis ka bhi istemaal karte hain. Technical analysis mein, past price data aur indicators ki madad se future price movement ka tajurba kiya jata hai. Chart patterns, trend lines, aur Fibonacci retracements jaise tools istemaal karke, traders USD/CAD ke price ke patterns ko samajh sakte hain.Fundamental analysis mein, economic indicators aur news events ke impact ko samjha jata hai. Ismein traders economic calendar aur news websites ka istemaal karte hain. Roman Urdu mein, USD/CAD ke tashkhees ke liye economic indicators jaise GDP growth rate, interest rates, aur employment data ka moolyankan kiya ja sakta hai.Time chart per analysis aur chart review karne ke liye, traders various timeframes jaise 1-minute, 5-minute, 1-hour, aur daily charts ka istemaal karte hain. Har timeframe ke saath, price movement aur trend ki tashkhees karne ke liye traders ko sahi tools aur indicators ka istemaal karna hota hai. In conclusion, USD/CAD ki tashkhees aur waqt chart samajhne ke liye, analysis aur chart review ka istemaal zaroori hai. Roman Urdu mein, traders ko technical aur fundamental analysis ke concepts ko samajhna chahiye aur Forex trading platforms ka istemaal karke USD/CAD ke chart patterns aur price movement ko samajhna chahiye. Is tarike se, ve sahi faislon par amal kar sakte hain aur Forex market mein safalta pa sakte hain.
      • #4 Collapse

        USD/CAD ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : Usd/cad ko 1 hour ka time frame par analysis karay to jo ya usd/cad ha ya huma is time par koi bhi signal ni da raha ha or is usd/cad ma jo resistance level ha ya high ma 1.3217 par ha or jo support level ha is usd/cad ma 131.54 par ha or agar is usd/cad ki price lower ma jati ha support level ke janab to jo lower m jata hua jo support level ha 1.3153 ka is support level ko agar is usd/cad ki one hour ke candle hit kar ka is support level sa high ma close hoti ha to traders is usd/cad ma buy ke trade ko enter karay ga or agar is usd/cad ki price one hour ka chart frame par high ke janab jati ha or higher ma usd/cad ki price jati hoi high ma jo resistance level ha 1.3217 ka is resistance level ko agar usd/cad ki one hour ke candle hit kar ka is 1.3217 ka level sa lower ma close hoti ha to trader is usd/cad ma sell ke trade ko enter karay ga. ANALYSIS USD/CAD AT FOUR HOURS TIME FRAME : Analysis karay is usd/cad ko four hours ka time frame par to is usd/cad ki price is four hours ka time frame par lower ke janab ma is usd/cad ki price ja rahi ha or lower ma jata hua is usd/cad ki price downtrend ko bana rahi ha or agar is usd/cad ki price four hours ka time frame ma lower ke janab is usd/cad ki price continues hota hua jati ha or lower ma jata hua lower ma downtrend ko banata hua lower ma jo support level ha 1.3126 ka level ha is level ko hit kar ka usd/cad ki four hours ki candle high ma close hoti ha to traders is ma buy ke trade ko enter karay ga or agar is usd/cad ki price high ma resistance level par jati ha or higher ma ma is usd/cad ki price jati ha high jo resistance level ha 1.3240 ka resistance level ko four hours ki candle hit kar ka lower ma close hoyi ha to traders is ma sell ki janab ki trade ko enter karay ga.
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          USD/CAD ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : Is usd/cad ko hum one hour ka time frame par analysis kara to is usd/cad ki jo is time par price ha one hour wala time frame par wo 1.3254 par move kar rahi ha or jo is time par usd/cad ki one hour ke candle chal rahi ha ya support level ko hit kar rahi ha or is usd/cad ka jo one hout ka time frame par jo support level ha ya 1.3250 par ha or is usd/cad jo is time par current one hout ke candel ha ya is support level 1.3250 ka support level ko hit kar ka is support level sa high ma move kar rahi ha magar agar is usd/cad ki ya one hour ke candle is support level 1.3250 ka level sa high ma ja kar close hoti ha to trader is usd/cad ma buy ke trade ko enter karay ga or agra is usd/cad ki ya one hour ke candle is support level 1.3250 ka level sa lower ma close hoti ha to traders is usd/cad ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga or ya jo trade enter ki jay gr is usd/cad ka one hour wala tome frame par ya shirt term trade ho ge or agar is usd/cad ki price high ma ajta hus higher ma jo resistance level ha 1.3280 par is resistance level ko agar usd/cad ki one hour ke candle jata hua is 1.3280 ka resistance level ko hit kar ka is usd/cad ki ome hour wali candle lower ma close hoti ha to trader is ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga. USD/CAD ANALYSIS AT 4 HOURS TIME FRAME : H4 ka time frame par is usd/cad ko analysis kiya jay yani ka four hours ka chart framr par agar is isd/cad ko analysis kiya jay to jo is usd/cad ki price ha ya resistance or support level ka middle ma move kar raho hs is usd/cad ka four hours ka time frame par jo resistance level ha ya higher ma 1.3306 par ha or is usd/cad ka four hours ka time frame par jo support level ha ya lower ma 1.3216 par ha or agar is usd/cad ki price four hours ka chart frame ko dakhta hua higher ke janab resistance level ke janab jati ha or higher ma jo resistance level ha 1.3306 ka is resistance level ko agar usd/cad ki gour hours ki candle hit karna ka bad is 1.3306 ka resistance level sa lower ma agar usd/cad ki one hout ke candel close hoti ha to traders sell ke trade ko enter karay ga or agar is usd/cad ki price lower ke traf move karti hoi jati ha or lower ma jo support level ha 1.3216 ka is level ko agar is usd/cad ki four hours ke candel ja kar hit karti ha or is support level sa higher ma usd/cad ki four hours ki candle close hoyi ha to trade is usd/cad ma buy ke janab ki trade ko enter karay ga.
           

          اب آن لائن

          Working...
          X