Gold Gold ke price kay baray mein batatay hovay yeh kehna chahon ge keh gold ke price Friday ko 1971$ par nechay aa gai hey S&P global PMI kay behtar paish goi ajra kay bad phir wapes loot kar 1980$ ho geya hey Gold ke aik week pehlay ke level ger gai hey jo keh 20$ hey Feburary kay bad bad tareen week zawal ka shekar hey technical outlook 2000$ say nechay aik pur aitmad step hey 4H kay time frame ke nafseyate level or 20 period kay exponential moving average j keh gold k price mein mazeed kame ke preparation kar rehe hey jo keh pechlay week ke kam tareen level 1986$ tak pohnch jay ge market kay shorka ke taraf say sell off step ke adam majodge pechlay week ke support ke pivot point hey 1977.50 tak pohnch sakte hey gold ke price kay chances yeh bhe hein keh yeh bullish ke movement karay ager Gold ke price 2004$ par rehte hey to gold ke price mazeed up ja sakte hey es say oper aik anay wala step gold ke price ka anay wala step pechlay month ke boland tareen level tak pohnch jay ga jo keh gold ke price ko 2010$ par zahair karay ga jes kay bad weekly Fibonacci retracement level 2025$ par hoga Fundamental overview Gold ke price ebtadai Europe session mein 2005$ kay lag bhag mein tashkeel shodah range bound structure ke farahmi ke hey USD$ index long step kay bad bahale ka step hey jo keh 2000$ say nechay ger gai hey investor apnay fund ko USD$ index ko Fed reserve mein montaqel kar raha hey policy saz mazeed sharah ko ezafay mein montaqel kar rahay hein United state kasad bazare kay imkanat ko ignore kar rahay hein Thursday ko jare honay wala weekly unemployment adad o shumar mein weekly unemployment ke taraf narme ka eshara keya hey jo keh 245K ho gay hein jo keh itfaq ray say zyada hey 14 April ko jare honay wala weekly 240K say zyada hey
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим