Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam risk se trade ka faida new traders k liye?
    Jab b ek new bndaa is busines main ataa hai tou wo sirf earning k barey main sochta hai or wo b boht zeyada pesey kmaney k liye?
    Money management ek new bndey k liye boht zroori hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

    Yeh bat apki thek ha new trader jo bhi ata ha us k mind mn sirf pesa earn krnay ka mind mn hota ha aur wo ziyada tar bri lot lga m ziyada say ziyada profit kmanay k chakr mn hota ha aur bahut ziyada loss kr dena ha.
    Aik new trader k leay money management nihayat zaruri ha waisay to money management har trader k leay ehm ha lekin new trader ic bat k ziyada khayal rakhain agr wo achay aur kmayab trader ban'na chahty hain to
     
    Kinza789 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidIFX پيغام ديکھيے
      Jab b ek new bndaa is busines main ataa hai tou wo sirf earning k barey main sochta hai or wo b boht zeyada pesey kmaney k liye?
      Money management ek new bndey k liye boht zroori hai?
      New ho ya old ho . money management har trader k leye zarori hai . ap bina money management k nahi andaza laga skaty hain ap k capital k leye kon c volume ki trade achi rahy gi ap ko nahi pata hoga. k current capital mai kitne percent risk laina acha hai. bina money management k ap apna account jald wash karwa sakty hain.esleye proper learning k sath sath ap ko money management ka pata hona chye.
       
      • #4 Collapse

        Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

        Good evening friends...
        hamain as mien aa ker risk kam lena hota hai or greed aik bhut he buri aadat hai hain aor jab hum as main greed karty hain to as main hamara apna nuqsan ho jata hai q k jo traders forex main trade k doran greed karty hain to un ko as main sirf aor sirf loss hota hai as lye har kio chahta h k jab wo trade kary to us ko as mien kabi b nuqsan nahin ho as ly hum ko jab bi trade karna hota h to hum ko as mien greed say dor rehna hota hai or ham ko as mien careless kaam nahin karna hota hai or hard work ko apna passaince samjh kar karna hota aor josh aor jazbe sy kaam karna hota hai or fully hard work karna hota hai as tarah hamai as mien kam karna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

          yes boss ham ko as mien risk kam lena hota h aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h aur behter kaam karna hota h.
          • #6 Collapse

            Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

            Sir bahut accha question hai hi kyunki new traders jitna jyada kam risk ke sath reading karenge trade volume 0.01 ke sath trading karenge utna hi achha profit Bihar sale hoga aur save trading bhi hogi kyunki Pakistan forex form par wah member bhi kamyab hote Hain Jo kam volume ke sath trade open karte hain aur thoda thoda profit game karke experience gain karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

              Dear ap kaam risk se trade karain gy faida yeh hoga ap ka account safe rahy ga 2nd ap ko yeh faida hoga kay ap ko pata chlay ga kay ap ki trading main ap ka kya role hai kaisy ap ny trading karni hai or kis tarha pa ny apny account ko sath layt kar chalna hai. ap apni trading main tab tak kamyab hain jab ap apni strategy or planing ko chor nahi daity hian. ap apny capital ky hisab se risk lain gy or proper stop loss or otake profit use karian gy tu ap ko acha result mily ga.
              • #8 Collapse

                Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                Mera bhi yahe khayal ha k new trader jo hain wo kam say kam risk lain un k leay ici mm faida ha kyun k ziyada risk news traders k leay bahut bra khatra ha. Trading aik mushkil business ha jis mn achi palnning aur soch samjh k tradex lgana bahut ziyada ehmiat ka hamil ha is mn news log trap ho sktay hain.
                New traders ko bahut ziyada ehtiuat say kaam lena ho ga air kam risk lay kr trading ko agay lau k chalna ho ga.
                 
                Kinza789 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                  New traders ko is me starting me hi bohat ehteyat se kam karna chahiye ta ke bad me loss se pareshan na ho is liye demo account se hi money management ka khas kheyal rakhna chahiye ta ke apko real account me kam karte huwe pareshani na.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                    aslaamuaikum jigrzzzz jesa k her kamko kerny me kabhi kabhi mistakes to her ki c sy ho jati hen to isi tarhan forex me bhi mistakes ho jana koi itni bari bat nahi hy ass a beginers ager mujh sy koi mistakes ho bhi jati hy to me dis heart bilkul bhi nahi ahe khayal ha k new trader jo hain wo kam say kam risk lain un k leay ici mm faida ha kyun k ziyada risk news traders k leay bahut bra khatra ha. Trading aik mushkil business ha jis mn achi palnning aur soch wo is liy k insan apni ghaltion sy hi sambhlta hy or experiance bhi esy hi ata hy or ye zarori nahi hy ghalti sirf beginiers sy ho wo senior member sy b ho jati hy... ggoood dsotoo
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidIFX پيغام ديکھيے
                      Jab b ek new bndaa is busines main ataa hai tou wo sirf earning k barey main sochta hai or wo b boht zeyada pesey kmaney k liye?
                      Money management ek new bndey k liye boht zroori hai?
                      Old traders ho ya phr new traders Ho unko trading karne ke liye kabhi bhi risk Jyada Nahin Lena chahie Agar traders trading karte hue risk Jyada Lete Hain To Unki trading acchi Nahin Hoti aur risk ki vajah Se Jyada nuksan hone ke chances bahut hi jyada increase Ho Jaate Hain isliye traders ko chahie ke Kabhi Bhi Jyada risk na len aur acchi trading karne ki try Karen aur Sambhal risk len
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                        ap kay analysis pay depend karta hai kay risk kitny percent ap ny laina hai. ager ap ka risk level zaida hai tu usi kadar ap kay analysis ko be strong hona cheye jis se ap achi trade kar sakain or ap ko acha result mil sakay.esleye trading jab be karain apni trade ko sahi se use karny ka tareeqa ap ko ana cheye tab he ap ko Forex se acha result mil sakta hai or ap ko pata chal sakta hai kay risk kitna involve karna hai.
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                          dear yeh baat theek hay k jo traders new hain unko kam say kam risk say kaam krna chaye q k agar ham markeet k baray main baghair jantay huvay koi aisa risk laitay hain jo hamko baad main kisi big paraishani ka samna karwa sakta hay ya hamko us say koi mazeed parishani ban sakty hay to aisay risk aur reward say hamko koi khaas fark nai parr sakta hay is liye mairay experience k mutabik agar ham thora thora earn krna seekhtay hain to hamaray liye aisi soch bhi achi hay aur hamko aisa krnay say ziada say ziada earn bhi hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidIFX پيغام ديکھيے
                            Jab b ek new bndaa is busines main ataa hai tou wo sirf earning k barey main sochta hai or wo b boht zeyada pesey kmaney k liye?
                            Money management ek new bndey k liye boht zroori hai?
                            New traders ho ya FIR old credit trading karte hue please kabhi bhi Kisi Ko Bhi Jyada Nahin Lena chahie Jab Bhi trading karen to smal profit banane ke try Karen aur small raske hi Le Jab aap Jyada profit banane ke lalach karte hain FIR aap overtrading karte hain ya FIR trading karte hue Big Lot use Karke trading Karte Ho Jo aapke trading ke liye bahut jyada risky aur dangerous Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

                              ap ko jab pata hai ap ap achy analysis kar laity hain tu ap ko phir risk be usi hisab se laina cheye aisa nahi hona cheye kay ap ki trade value ki price zaida ho or ap kay analysis itny sure na ho tu ap ka account wash be ho sakta hai esleye koshish karain ap jo risk lain apny analysis ki base pay lain. analysis achy ho gay risk ko kam involve karain gay tu loss hoga.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X