Trading mein emotions ko kaisay control kare?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear emotions ko control karne k liye ap ko emotions ki zarort parhtii hy es liye ap ko seekh aur smjh k apnii life ko enjoy karna chahiye jab b ap apni life ko enjoy karo gy ap ko faida ho skta hy aur ap boht he aage chal k apnii life ko enjoy b kar skte ho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Time experience aadmi ko SB kuch sikha daita hai koi bhi apko trading sikha sakta hai but emotions control karna waqt hi sikha sakta hai n ap 1 acha plan follow karain gay to ap kaafi emotions se buch saktau hain
      • #153 Collapse

        bhai emotions control krna bht zaruri hain kbhi to ye apko loss krwa dety hain aur kbhi in ki wja se ap tarding confidence kho dety ho aur apky hath se ache trade entries bhi nikal jati hain ap daily ka ak plan rkh lo aur target set krlo profit ka apny account balance k hisab se usk bad ap profit gain kr lo to trade mt kro target pura ho jaye to usk bad close kr do mt4 ko is trah se ap control kr skty ho emotions ko..
        • #154 Collapse

          yrr iss kaam main aap ko main to ye hi kahun ga ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur agr aap iss kaam main naye hen to iss ke liye aap ko chahiye ho ga ke iss kaam main jitna ho sakta ha mehnat se kaam len iss main hi aap ko fayda ha nahi to aap ko loss ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen
          • #155 Collapse

            Trader ko trading k doran apni social life ki tenshions k baray mai bilkul nhi sochna chahiye Q k majboori insan ko difficulties mai daal skti hai or trading k doran trader emotional b ho skta hai.Sometime trader ko trading mai loss hota hai or to wo market k sath fight krta hai jb k esa bilkul wrong hai trading market say foght krtay huway nhi blkay market ko ride krtay huway krni chahiye or complete patience k sath trading krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #156 Collapse

              yes forex ko krta waqat apko free of greed hona chaheya aur apne emotions ko pe qabo pana ha din me apke earning jtna goal ho jab woh achieve karo to just close the trade donnot greed to earn more
              • #157 Collapse

                yar forex trading ma emotions ko control karne ka sab se best tareka ya hai k ap forex trading ma her tarder money management kar k kare
                 
                • #158 Collapse

                  saalam bhai jee app forex mein kaam karna chahtayhin tu appko is mein apnay emotion per qaboo rakhna bauth zaroori hai nahi tu app ko is mein loss h ga app ko is se bachna chahyia yaah app kaay liye acha hai ????????
                     
                  • #159 Collapse

                    saalam bhai jee app forex mein kaamkarna chahtayhin tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin yaah aap kaay liye acha hai app ko fiorexc mein apnay emotion per controle karna bauth zaroori hai
                       
                    • #160 Collapse

                      emotion ko countrol karna forex main easy nahi hain hum ko forex main apne emotion ko countrol karna ho ga emotion ka sath koi be achi trade nahi kar sakta hain forex main her trader ko apne emotion ko countrol kar ka trade karna chayea
                      • #161 Collapse

                        saalam bhai jee app forex ein kaam karna chahtayhin tu appko cjahyia kaay apppehlaay forex kaay demo account meibn kaam karin yaah app kiaay liye acha hai nahi t u appko loss ho ga appko is mein apnay emotions per qaboo rakhna ho ga
                           
                        • #162 Collapse

                          saalam bhia jee app forex mein kaam karna chahtayhin tu appko chahyia kaay app pehlaay forex mein apnay emotions per control karin karin yaah app kaay liye acha hai nahi tu appko loss hoga /????????????????????????
                           
                          • #163 Collapse

                            Forex aik is tarha ka business hy js mein risk hy ye buht riski business hy js mein him ko emotions ko control takhna parts hy agr hum control nhi Karen gay tu him ko loss bhi ho sakta hy aur account bhi wash ho sakta hy
                            • #164 Collapse

                              If we can do good money management on our trade, so than we can do control our trading emotion. And trading emotion control is very important for Forex business success.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex me emotion ko control karny k ley kam profit ko accept karna chaye or jab market zeyda fast chal rahi hoti hay us time hi trading karni chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X