Trading mein emotions ko kaisay control kare?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Emotions ko control men rkhne ka sab se best treeqa ye hy kay Allah pak pe twaqul rkho or jitna bhi mil rha hy us pe shukr krenge to apko mazeed ki lalch ni peda hogiiiiiiii.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      emotion ko control karna ho ga and forex aik great business hay aur is mein ap ko knowledge lazmi hona chyaie ager ap kay pass knowledge nahi hy tu ap earning nahi kar sakay gayn isi liye ap demo trading karay aur forex market analysis karay takay ap ka experience acha ho .
      • #108 Collapse

        Dear Forex trading mein emotions ko control kerna bohat mushkil hota ha magar jo trader bhe apnay emotions ko control kerna seekh jata ha wohi iss mein kamyab bhe hota ha, Aur wo achha profit bhe earn kerta ha. Demo training mein hi emotions ko control kerna seekhen to achha ha.
        • #109 Collapse

          Emotions while a great human,s neccessary part associated with identification but they consider huge risks Whenever we talk information on the involvement in forex trading.during trading emotions paly keys to press section inside a great traders earnings or loss situation.if individual will certainly control them details usually are fair regardless of whether not details is actually catatrophic inside forex trading.
          • #110 Collapse

            emotion ko control kar skatay hain and aap other business ko join na kary wo legal nai hain aur trusted bi nai hai aap is legal business ko join kary aur yehi humara future hai is liye ziyda sy ziyda practice kary is business par aur forex ko sab people join kar saktay hain aur yhe humary liye bohat acha gift hai aur hum is business mein quick money make kar saktay hain.
            • #111 Collapse

              emotion ko control karna zarori hai warna aap forex mein loss kar saktay hain aur forex humara future hai aur humari new generation is business ko bohat like kar ri hai so yeh business day by day grow kar rah hai wo is liye ky is mein hum bohat jaldi profit earn kar saktay hain .
              • #112 Collapse

                emotion ko control karna zarroi hai aur aap ko is mein care karni hoti hai aur forex mein aap ko full confident hona chaiye aur discpline ko must follow karna chaiye aur is tarah aap forex mein success hasil kar saktay hain aur aik professional trader ban saktay hain so aap is real business ko join kary aur money make kary.
                • #113 Collapse

                  You should avoid from greed and emotions and lern more and more because learning is the key to success in business and keep your mind cool and fresh if you follow my advice the you can easily control your self.
                  • #114 Collapse

                    men ap ki bat samajh gya hoon ap ka sawal ye hy ky emotion ko kysy control ia ja skta hy to bhai jan emotion ko aik control krny ki aik hi sorrt hy wo ye ky ap ky pas forex trading business ka knowledge or experience hona boht zarori hy agr experience ho ga to emotional trading sy bch saken gy wrna hr trade men emotional hi hoty rahen gy
                    • #115 Collapse

                      Forex main trading krty hoy apni emotions ko control krna chahye aur cool mind ho k trading krni chahye agr emotional hu gy to loss ka samna krna pary ga , ksi bhi kam main emotional nai hona chahye .
                      • #116 Collapse

                        hii friends us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jay
                        • #117 Collapse

                          forex main kaam karnay k liay zaroori hai k ham apnay emotion par control karin.agar control nahin karin gai tu hamain is main profit hasil karna ka kam moqah milay ga.
                          • #118 Collapse

                            emotion sy avoid kary aap and forex aik worldwide business hia aur mein is business ko is forum sy aur different site sy is business ko understand karta hoon aur is business mein aap ko care karni hoti hia aur lalch nai karni parti yeh acha hia .
                             
                            • #119 Collapse

                              emotion ko aap control kary and forex ko sab join kar sakty hay students bhi trading kar sakty hay aur achi earning kar saktay hya lekin is kay liye ap ko achi learning karni hogi kiyon kay learning say hi ap forex say earning kar saktay hay mein is ko bahot like karta hon .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                emotion ko control kary and forex aik suitable business hai students ky liye aur sab is business par work kar saktay hain only wo is business ko samjay yeh enough hai aur money ho tu aap ki life easy hoti hia is liye forex humara future hai aur forex mera first aur last business hia .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X