new trader ko kis trah trading krni chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    New trader ko bhoat dekh bhal kar trade karni chahye. Tukka trading nhi karni chaye. Aur dosra knowledge hasil karain pehlay phir trading main ain. Demo pe practice.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dear friend mn is bary mn is trhn khon ga ky new trader ko phly trai=ding ko achi trhn study kerni chahye or learn kerna chahye ky trade ka rughan ky hy or kis trhn markt up and down ho rhi hy is ky bad usy trade kerni chahye.
      • #108 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mobeenalishah پيغام ديکھيے
        mera ap se sowal hai k new trader ko kis trah trading krni chahye kam se kam kitni amount honi chahye account me or kitni cent ki trade krni chaye jo ziada benefited ho
        Dear mim abi new hon aur jo khuch min ne parha hi us ke mutabik humin ap volume ko kam se kum rakhna chahiye kun new trader ka experience nei hota aur aur bonus bi itna ni hoota ager wo loot bri lagaye ga to us per us nuksan hone ki sorat min account wash ho jaye ga aur phir to wo kuch nei kar saker ga lehaza kama se kam cent kei trade karni chayhiye .
        • #109 Collapse

          new trader ko bs jaldi mai aur preshani mai a kr koi bhi trade nai lgani chahiye jo bhi ho jai ok ap ko thande aur pur sakoon dimakh sy such kr trade lgani chahiye kiu k ap new hoty ho aur experiance nai hota toh her abgle ko dekh kr hi apne mind mai fr trade lagana best rhy ga kisi bhi new trader k liye
          • #110 Collapse

            New trader ko sab se pehle to demo ki achi tarah practice karni chahye or kam investment se kam shuru karna chahye agar shuru me investment 100$ rakhi jae to yeh best hai or lot size 0.01 or sl or tp ka use hamesha karna chahye.
            • #111 Collapse

              Dear friend aap ne aik acha sawaal kia hai aap ne kaha hai k new trader ko kaise trading krni chaahiye to mai is baray main youn kahoonga k new trader ko imaandari sai trading krni chaahiye.
              • #112 Collapse

                a new trader must first do trading on demo account,after learning point,new trader must be careful about the prediction of market trend,so do more learning and earn more profit from this market.do more and earn more.
                • #113 Collapse

                  new trader yaha pe bs sekh kar trading kare aur small trading kare yani risk free ho kar kaam kare and pher he us ko profit ho ga warna los shai
                  • #114 Collapse

                    New trader ko chahye ka start demo sa lay aur jab perfect trader ba jaye tab real account main work start kary market ka relate news aur market price sa har waqt up date rahy ta ka trading main help mily aur aani sa acha earn kar saky aur is business main kamyabhi haisl kar saky.
                    • #115 Collapse

                      g hn f forex m kam kertne k lye apko sab se phle amount pe kam kerna ho ga kyn k apko zada loss na ho kyn k is apko khud ka nuksan hoi ga is lye ager apk pas zada knowledge or experience h to us k mutabik invest kroi taqb hi aop is m kamyb ho skte hn
                      • #116 Collapse

                        saalaam bhai jee app forexmein kaamakrna chahtay hain tu appko is mein laaluch se dur rehna chahyia aur saber se kaam karna chahyia yaah app kaay liye acha hhai nahi tu app ko kuch nahi hasil ho ga appko is mein mehnaat karna ho ge ????????????????????/
                         
                        • #117 Collapse

                          i think new trader ko kam se kam amount jo chahey our jo best ho trading kelay wo 500 doller kunke itna amount hoga to new banda trade karne se nahi darega our nahi darega to loss ka dar bhe nahi hoga our personlly mein advice donga ke new ko just demo mein pehle trade karni chahey our wo bhe jitna live mein invest kre utne men demo bhe kre
                          • #118 Collapse

                            new trader ko chain k wo pahlay tu kisi achay teacher say ache tary Forex ko seak lain usakay agr investment kam hai tu cent main he trading krain yani lot size kam raki jai tu loss ni hoga zayada q jab experencie na ho tu loss k chance zayada hotay hai
                            • #119 Collapse

                              traders ko chahey wo strt mein kam amount se trading karain takay loss mein un ko buht bara nuqwan na hoo....q k new trader k pass agar achi kn0wledge hoti bt acha experience strt mein itna nai hota so unhny chhaye k wo apni knw0ledge n experience k hisab se hi yaha per invest
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                saalaam bhai jee app forexmein kaamakrna chahtay hain tu appko chahyia kaay app laaluch na karin aur saber se kaam akrin yaah app kaay liye acha hia nahi tu appko kuch nahi hasil ho ga app ko laaluch se bachna chahyia app ko is mein mehnaat karna ho ge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X