Stop loss ka importance?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai jan forex ma work karte hoya sab ko taken loss ko zaroor use karna chahye is sey ap ko ye benefit hota hai k agr ap ki trade ghalt ho jati hai to ap ko kam sey kam loss hota hai takn loss k waja sey is liye hmye taken loss ko use karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Assalam - u - alaikum stope loss ka istamaal bohat kam log kerte hai ku ke wo derte hai per stope loss ap ka forex trading me loss hone se bachta hai jis se ap faide me rhte ho is ka istamaal bs wohi shakhs ker skta hai jis ne forex ko bohat kareeb se jana ho
      • #138 Collapse

        stop los ka margin hamesha take profit ke margin se zada hota h..
        aur stop loss aankh band karke nahi lagana chahaiye..stop loss ki value wo rakhni chahaiye jisse cross karne ke baad currency pair ka trend change ho jane ke chances ho...
        agar aap is baat ka dhyaan rakhoge to stop loss se aapko bahut fayda hoga.............
        • #139 Collapse

          stop ka points hum us waqt place kartay ha. jb hamara order wrong side place hu jata ha aur hum account to save karnay k leay aik points fixed kar daitay ha k agar market hamaray fixed keay huay points tk pohanchti ha to hamara order auto cancel hu jay. phr new study kar k new order place kartay ha.
          • #140 Collapse

            jee bhai jan forex trading me stop lose our take profit ko learn karna bht eham hai is se ham bht benefit hasil kar sakty hai ye hamry liy bht benefit sabit ho sakta hai jab kabi ham kahi bahr kam keliy jay ya light chli jay tu os keliy hamy tp or sl zror lagani chchay
            • #141 Collapse

              Stop loss is very important to all traders because with the help of stop loss you can secure your capital so that you do not loss all your money especially if the price goes against you. stop loss is a must for all who are trading forex at any time of the day
              • #142 Collapse

                may samjta hun kay stop lose hum ko har har trade may lagana chay kayun kay bhai g in ki waja sey hi hamara account wash nahi hota hai
                • #143 Collapse

                  quit decrease 1 chhez hi aisa hai jisse sare investor dislike karte hai lekin quit decrease plan 1 bahut acha plan. quit decrease ka samaj khali woh aadmi ko hota hai jisne foreign currency ko bahut kareeb se dekha hai. woh samajtha hai ki quit decrease ka kya matlab hai aur kya nahi. mai hamesh jab bhi koi fish seafood buy open kartha hu toh tp aur sl dono hi 50 pip par rakh deta hu.
                  • #144 Collapse

                    asal primary pork cease reduction es liye bhi location kartey hane kioun nited kingdom ager marketplace hamarey khilaf chali jaye in order to pork ko ziyada reduction ho sakta ' or even cease reduction ze wahi ho ga jo pork ne slect kiya ' ye ek in order to pork ko ziyada reduction ze bachati ' or even wese application ko pata ' ager pork ye danger na len in order to phr koi fish industry oen he or she nahi kar sakain ge or even wahin nited kingdom wahin kharrey rahain ge.
                    • #145 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
                      Bahut log stop loss ka used nahi karte hain kyunki unhe lagta hai stop loss unka pehle hit karega tp se aur isliye bahut bar unhe margin call se guzarana padta hain.

                      Aap ya par stop loss ka importance bataye...
                      Assalam-o-alaikum my seniour and jouniour members in forex!!!!!
                      How are you???? I hope you are fine and in good health....
                      Dear brother i have no idea about this so plz kindly any boday tell me what is this and what is its basic purpose to use in forex
                      i really thnks for this act of kindness
                      • #146 Collapse

                        dear is ka bahut ziyada importance hai kiun k is main aap ko bahut ziyada loss nahi hota aur aap is main apnay account ko wash honay say bacha saktay hain aur phir aap dobara trading kar k apnay loss ko recover bhi kar saktay hain
                        • #147 Collapse

                          Yes stop loss is so much important in the forex trading business so we should use stop loss tool in the forex trading business and we can use it to stop trading and also need to get the best and can protect us from huge loss, and we can get the best change in our life.
                          • #148 Collapse

                            stop loss aik acha aur importance tool hai aur forex mein success kay liye ap ko demo practice bhi karni paray gi then hi ap forex say profit make karnay kay kabil ho jay gayn but un traders ko chayie kay jo loss kartay hay woh experiences hasil karay takay ap loss saay avoid karay aur profit make kar sakay .
                             
                            • #149 Collapse

                              is mai stop loss ki bohat he zayda ehmyat hay jnab,,trading aik kafi acha busines hay is mai kaam kaer k kafi acha bhi feel hota hay jnab...i like it jnab...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                jee brother stop loss ap ky trading main bohat fada mind hota . jab ap forex trading main kaam karty hain stop loss karna seekh jay to ap ko profit main zada fada hoga. ap ko forex trading stop loss karna chahy stop loss main ya fada hota trader ko agar market low ho ya high ho to stop loss kar fada hasil karty han aur is tara agar ap ko fada nahi to zada loss bhi nahi hota .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X