kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Mera nahi khayal Gold trading sub traders k liye suitable hai q k gold trading k liye aik to capital big chahye or second currencies pairs per acha trading experience pass hona chahye then Gold per trading kerni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ha g jnab,,,bilkul app ki baat bhi bohat he had tak thik hay jnab,,i am agree with you jnab..or gold trading jo hay na jnab,,wo bohat he tough hoti hay jnab..ok
       
      • #78 Collapse

        gold ak buhat he risky pair hai es main trade karna bohat he risky hai agar app k pass information hai to app gold main trade kar sakte ho
        • #79 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
          actually maine khud kabhi gold trading nahi ki kyun ke gold trading ke liye high capital chahye hota hai or is main profit ratio bhi zaida hota hai. or jin ke pass acha capital hota hai woh gold ki trading ko prefer karte hain. agar ap willing hain gold ki trading main to is main acha profit easily ban jata hai.
          gold trading is best and it gives alot of profit and we can earn a lot people are very intrested in it but for new users it is very difficult to gain profit and several loss for it
          • #80 Collapse

            janab gold bohut he highy level pair hai agar ap ko confirm gold k bare main pata ho to bohut he achi baat hai kyun k gold zaida profit k sath zaida loss b karta hai
            • #81 Collapse

              gold trade achi hai aur is business mein greedy sy bachna hota haai aur is tarah aap success ho payee gy aur is business mein aap ko disciplines sy trade karna hotta hia aur yehi wajah hai ky hum greedys ki wajah sy is business mein loss kar detay haain.
               
              • #82 Collapse

                yes brother trading k leya ap k pas bouns zyda hona chya or sath mn gold mn trading ka experance b ho to gold eraning k leya sab se best ha
                • #83 Collapse

                  sb sy phele to forex trady kaam knowlede ki zarort hai os ky bad is mein invest krny ki bari ati hai i thjuink hum jyse students jo haan on ky liye to gold mein trading krna muskil hi nai namamkin b hai or ye giold ki ki trading to wo log hi krty haan jin ky pass bht ziyada knowledge hio or gold b..
                  • #84 Collapse

                    gold trade ma ni samajhta hun k her aik kar sakta ha. our khas tour pe new chahiye kyu k ye ek risky business hai or is pair par margin bhi 60 pip ka hota hai
                    • #85 Collapse

                      her koi gold pair main trade nahi ker sakta hain gold pair bohat riksy pair hain ja pair her ek ki samaj main na aye ga new mamber to kabi be gold main earn nahi ker sakta hain jab tak ka wo is pair main expert nahi ho jayta hain gold pair main trade her ek ka laye suitable nahi hain
                      • #86 Collapse

                        very true, however gold additionally|also can|can even|may also|may} offer U.S.A. a giant profit in commerce and that i assume that every one contain a good risk however also contains an outsized rewadr and this relies on our commerce ability alone. and also the ability of commerce is extremely necessary for U.S.A. to own.
                        • #87 Collapse

                          Ha gold trade bi acha hai aap is ka zaria a achi kasi raqam earn kar saktay hai agar aap short term trade karna chahta hai, is mein daily ki movement more than 1000 points hoti hai jo aap ko kafi profit dein gi agar aap seheh direction chose kare gai.
                          • #88 Collapse

                            mere hisab say gold per trading karne k liye sab say zayada mehnat darkaar hoti hai . kyun k sab say zayada technical analysis is per use hote hai aur is ke movement bhi bohat zayada fast hoti hai chota account is k liye bilkul bhi kaar amad nahi hota . mere hisab say beginner k liye yeh idea acha nahi hia .
                            • #89 Collapse

                              Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne bilkulsahi kaha hai wese to mene bhi kabhi gold me trading nhi kee per phir bhi kerna chahta ho abhi tk to bs socha hi hai age kaa kuch nhi pta ager gold me trading ho saki to zaror ker loo gaa shukrya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Absolutely no, precious metal buying and selling sab kay liay appropriate nahi hai kiun kay foreign currencies me personally tu regular funds ze bhi kam chal jata hai magar precious metal buying and selling kay liay hamara funds har haal me personally large hona chahiay kiun kay precious metal ki fluctuation foreign currencies ki nisbat bohat ziada hoti hai 1000's me personally daily or even hamara funds agar little hai tu sound aik din me personally hello reduction kar living room homosexual.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X