kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirmajeed پيغام ديکھيے
    g ni gold trade ma ni samajhta hun k her aik kar sakta ha. our khas tour pe new trader to gold ki trading start hi na kare ni to loss ma jaye ga.
    Yes dear thek kaha hai ap ne gold me trade hum risk pa krty hai q ka gold me trade krny se hum ko loss bi ho skta hai or new trader ko gold me bilkul trade ni krni chahiy agr new trade gold pa trade krna chahty hai to new trader ko phly market ka mutabiq learning krni chahiy pir wo gold me trade kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

      ager ap ky anlaysis achy hain ap k pas capital acha hai tu ap gold mai trading kar sakty hain ager ap just without learning k risk ki base pay trade karian gy tu gold ap ko kafi loss day ga esleye es k proper analysis ki base pay trade karain gy tu bhout kam time mai apko gold se zaida profit hasil hoga.
      • #168 Collapse

        Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
        actually maine khud kabhi gold trading nahi ki kyun ke gold trading ke liye high capital chahye hota hai or is main profit ratio bhi zaida hota hai. or jin ke pass acha capital hota hai woh gold ki trading ko prefer karte hain. agar ap willing hain gold ki trading main to is main acha profit easily ban jata hai.
        Capital wali bat bilkul thek hay gold k liay capital zayada hona chahey lekin gold bht unexpectedly move krta hay so agr ap fully experienced hain gold trading phr hi entry lain otherwise ap loss kr lain gay
        • #169 Collapse

          Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

          jab tak ap ka Gold mai acha experience nahi or sath mai acha capital nahi tu Gold ap ko acha khasa loss dy sakta hai. yeh na just daikhain Gold mai achi earning ho jati hai kam time mai. ager mehnat or sahi experience se trade nahi karo gy tu ap ko loss be usi tarha jaldi hoga.esleye ager Gold mai aty hain tu baqi kisi pair ya commodities ki taraf nahi jain esi pay focus rahk kay karain gy tu ap acha result hasil karain gy.
           
          • #170 Collapse

            Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

            Assalamu alaikum friends mein ummid karta Hun ki tum ham dost khairiyat se honge do jaisa kya aapane kaha hai ki gold trading sabke liye munasib hai doston ye batana chahunga ke gold trading sab ke liye munasib Nahin hai kyunki dost gold ek jiski trade hai aur is per trade lagane ke liye hamen pahle ahtiyat se kam karna padta hai agar ham gold per trade lagate Hain to hamen chahie ki iske liye hamara account Bhi bada Hona chahie agar hamara account bada hoga to ham secure trade lagane ke kabil honge dost beginners ko chahie ki vah gold per trade Na lagaya unke account bhi chhote hote hain aur unhen iske related jyada information Bhi Nahin Hoti aur unhen chahie kya starting mein vah Kisi aur pears Patel lagaen mehnat Karen Apne account matlab Apne capital ko bada Karen aur uske bad knowledge or experience hasil Karen aur FIR gold per trade lagaen is Tarah se hua khud ko risk se bacha sakte hain
            • #171 Collapse

              Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

              Slam dear members!
              Umeed krta hu ap thk hon gy. Pak forex forum pr mehnat kr rhy hon gy. Forum se apny knowledge ko increase krny k sath sath achi achi post kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye hard work kr rhy hon gy. Dear Gold pa trading krny k liye ap k ps bht ziada experience hna chye. Is pa trade lgany k liye account na balnce ziada hna chye. Currency ke nisbat Gold ke movment bht fast hti h. Gold pa trade lgany se phly market ko achi trha analize kren. Market ko anaize kiye bgair Gold pa trade kren gy to loss ho ga. Ye bht risky hta h. Agr apk account ma 100+$ balnce ho to ap gold pr risk la skty hn. Otherwise ap is pa loss kren gy or agr low balnce se start ken gy to account wash b ho skta h. Isi liye Gold pa soch smjh k trade krni chye.
              • #172 Collapse

                Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                Assalamu Alaikum Goldberg trading karne ke liye aapke pass acche knowledge or experience Ka Hona bahut hi jyada important hota hai Taki aap market ko properly study kar sake secondly agar aap Gold ke upar trade karna chahte hain to hamesha Chhote lot size ke sath trading Karen Jo log Forex trading menu hai aur abhi Unka knowledge or experience Nahin Hai To unhen Kabhi Bhi Gold ke andar trading Nahin Karni chahie Kyunki gold ki trading bahut jyada risky hoti hai aur isase aapka account wash hone ke chances bhi Kafi Jyada Hote Hain
                • #173 Collapse

                  Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                  Gold kafi zaida movement ik time mai kar jata hai jab tak sahi stick stop loss ko use nahi karian gy tu ap ko acha result nahi mil sakta hai even kay bhout kam time mai bara loss ap ko daikhn ko mil jaye ga sath mai ager ap kay capital chota hai phir be ap ko issue aye ga or koshish karian jab ap trade karain tu ap apni trading skills ko increase karain . apni trading skills Gold tak mehdood rahkain. apni trades ko achy se karian jis se ap ko bhout kam time mai acha result mil jaye ga.
                     
                  • #174 Collapse

                    Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                    Gold 1 precious metal hai hai aur aur trading main bhi Gold per trade karna na Kafi risky hota hai because Gold per movement Kafi fast hoti hai hai aur new traders jinko abhi live trading ka itna khas experience nahin hota vah apna account bhi watch kar baithe Hain Gold per trading ke liye aapka account balance enough hona chahie because Gold per profit and loss margin donon ziyada hote Hain.
                    • #175 Collapse

                      Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
                      jab tak ap ka Gold mai acha experience nahi or sath mai acha capital nahi tu Gold ap ko acha khasa loss dy sakta hai. yeh na just daikhain Gold mai achi earning ho jati hai kam time mai. ager mehnat or sahi experience se trade nahi karo gy tu ap ko loss be usi tarha jaldi hoga.esleye ager Gold mai aty hain tu baqi kisi pair ya commodities ki taraf nahi jain esi pay focus rahk kay karain gy tu ap acha result hasil karain gy.

                      Dear ager ap ik he time mai currencies ya baqi commodities pay trade kar rahy hain or ap souch rahy hain kay ap Gold pay trade karain gy mehnat karain gy tu ap earn karian gy tu yeh galat hai. Gold mai trading kay leye kafi focus cheye hota hai. aisy ap us mai trade nahi kar sakty hian. esleye gold mai jab trade karian tu baqi pairs ko na cherain. just esi pay focus karian. ap ko bhout kam time mai bhout acha result mil sakta hai. lekin ap kay apny analysis woh fundamental ho ya technical yeh sub ap pay depend karta hai kay ap usse kaisy trend line ko find kar rahy hain.
                         
                      • #176 Collapse

                        Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                        My dear forex friend gold ik aisi pair hy jos pr serf or serf acha knowledge or experience rakhny wala trader or expert trader hi achi trading kr skta qkih is ki movement itni fast hoti hy jis ko asani k sath smjhna moshkil hota hy jis m agr ham bina achi learning k tading kreen gy to loss hi ho ga ya phir account wash bhi ho skta hy is liy gold her kisi k liy achi pair nhi hy jis pr achy knowledge or experience k bghair achi trading nhi kr skty
                        • #177 Collapse

                          Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                          gold py trading sab k liye munasib nai hai is liye gold pair par trading karna chahty hai to ap ko minimum $200 invest karny chahiye kuin k ye eik risky business hai or is pair par margin bhi 70 pip ka hota hai or ap ko begair kisi knowledge and experience k gold par trading nhi karni chahiye or agar ap ko gold experience hai to ap $200 par 0.02 dollar ka order lagaye jis se apka risk bhi kam rehta hai or profit k chances bhi ziada rehty hai or hamisha yad raky gold py trade kerne har kisi k bss ki bt nai or gold py trading kerne sy kamyabi har kisi ko nai milte hamisha yad rakhy gold py siraf wohi log kamyab hoty hai jo gold k bary me proper mehnat kerty hai or gold k bary me learning hasil kerty hai is liye gold py trade soch samj k lagiye taky hamy koi bi muskil na ay
                          • #178 Collapse

                            Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                            Actually Agar Ham gold ki trading per Baat karen to gold ki trading 1 bahut Jyada uski trading hoti hai yahan per bahut knowledge hone ke bad hi Ham kam ko start karte hain trading ko start Karte Hain gold ki trading karne ke Waqt aap Dekhe ki aapke pass Ek acche balance Ka Hona jaruri hai to ke gold ki trading ekdum deti hai kya Lagana chahie kabhi bhi Hamen Gold per Aise train Na Lage ke Ham market ke analysis aur knowledge Ke Bina kam ko start kar le
                            • #179 Collapse

                              Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                              Forex trading ek risky business hai jis mein hamari ek mistake ki wajah se hamari puri mehnat waste ho sakti hai aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein ham trading gold per na karen kyunki forex trading mein gold ek risky pair hai jiski wajah se forex mein hamara bonus account bhi wash ho sakta hai forex mein achi trading ke liye aur apne bonus account ko safe rakhne ke liye hamen trading currency pairs per karni chahie aur forex trading se pahle hamen market ko ache se analyse karna chahie aur forex market mein hamen apna zyyada se zyada time invest karna chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko bhi increase karna chahie aur forex market main trading hamen ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein Hamen trading money management ke sath karni chahie kyonk forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Re: kya Gold trading sab ke liye munasib hai ?

                                gold trading set ke liye munasib hai ki unke gold trading per Ham Chale Laga sakte hain to isliye iske liye Ham $50 ka bonus Ho tabhi Ham ke Laga sakte hain to gold ki trading ke liye train trading Karte time Soch samajh ke kam karna chahie kam ki quality ko bhi achcha karna chahie profitcertified abhi hostel katran market ka knowledge Pihu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X