Indicators ka use itna kasrat say nahi karna chahiye kyunkay is say humain har waqt profit nahi mil sakta hain. Yeh sirf humain thora sa ishaara daita hai jis ki madad say hum sirf market kay trend ko jaanch saktay hain. Kam say kam trading main indicators use karen aur phir apna manual trading per work karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим