aik common problem jo beginners ko paish aati hai us ka solution...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Forex trading main aik common problem jo aksar trader or beginner ko pash atey ha or wo ya kay wo apna account main balance say zayada barey volume key trade laga datayhain jis sayon k loss hota ha . is leya on ko phalay apna balance dakhna chheya pher is kay motabik on ko trade volume sat karney chheya .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      indeed expensive yeh boht hello ahm baat hy nited kingdom foreign exchange mein great deal dimension boht issue krta hy ess liy jb ap industry krien in order to great deal dimension apni collateral nited kingdom hisab sy change krine aur human resources mt4 for each great deal dimension various hota hy ess liy ksisi bi mt4 for each kaam krny sy phly all of us mt4 nited kingdom demonstration for each lazmi kaam kr lein ta nited kingdom ap ko great deal dimension ka andaza ho the author ess liy demonstration ki boht ahmeet hy.
      • #138 Collapse

        new user ke leya first mea kafi sare problam hote ha us ko pair ka nhe pata hora ke ks ka rate barh raha ha and ks ka kam hu raha ha
         
        • #139 Collapse

          har kam shoro kernay primary the woman's insan ko issue ati hy queen nited kingdom woh kam all of us ky lia naya ho ta hy or even kam sikhtay sikhtay hello aata hy issue hello males achievement chopi hoti hy newbies ko chahia ky woh achi traha ze Discussion board or even Forex currency trading ko samjhain.
          • #140 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: bhaider پيغام ديکھيے
            salam to all of you aaj main aap ko lot size k bare main batany ja rha hun k es ko kahan se adjust kiya jata hai aap kici bhi currency pair pe jab order lagany k liye new order pe jaty ho to wahan aap ko ye sab nazar aata hai to aap wahan se lort size adjust kar skte ho:)
            [ATTACH=CONFIG]562[/ATTACH]
            dear forex main aap nay jo bat ki hai wo bahut he zabardast hai kiun k aksar newbies ko pata nahi hota k unhon nay volume kaisay adjust karnahai wo bas 0.05 say direct 1 dollar ka vlume use kartay hain jis say unhain ziyada loss ya ziyada profit hota hai aur kabhi kabhi tu 0.05 say ziyada lot laga bhi nahi sakta kiun k wo 1 dollar ki lot laga daitay hain
            • #141 Collapse

              thanks dear lots ke bare mea btayne ka ap ka bhot shukria ap ke waja se new user ke leya hafi help full hu ge
               
              • #142 Collapse

                thanks bhai aap ne bht achi thread post ki .me abi new ho forex business me.mje itna ziada nahi pata trading ke bary me.mgr me bht jald seekh raha ho koch dosto s our koch pak forex se
                • #143 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: bhaider پيغام ديکھيے
                  salam to all of you aaj main aap ko lot size k bare main batany ja rha hun k es ko kahan se adjust kiya jata hai aap kici bhi currency pair pe jab order lagany k liye new order pe jaty ho to wahan aap ko ye sab nazar aata hai to aap wahan se lort size adjust kar skte ho:)
                  [ATTACH=CONFIG]562[/ATTACH]
                  thanks my dear friend sir i want to know more about the Forex trading techniques and also want to know lot of point making techniques because i am new here and want to be perfect in this field so kindly help me to make perfect me in this field it will be a great favor for me.
                  • #144 Collapse

                    bhai jan her new trader ko trading mn problem aati hai kiun k trading ki sahi soch smj her trader ko shuro mn nhi hoti hai is is liay wo shuro mn loss mn jate hain
                    • #145 Collapse

                      bhai jan ap ne pic main 1.00 lot ka size show kiya he lakin mere khiyaal main new trader k liye ye b bht ziada he humain is main slow tarde krni chahiye ta k hum is main achi trdae kr skty hain main si main gold per trade krta houn or main yehi mashwra doun ga k humain 0.01 ki lot se ziada ki lot use nahi krni chahiye
                      • #146 Collapse

                        Ye bilkul theek bat btai ap ne jab hum new hoty hai iss business main tu humy iss chez aka pata nahi hota hum bs orde select kar dety hai lot siza ko dekhty bi nahi jo ka ak bohat hi bari galti hoti hai hamri. jo humy bilkul bhi nahi karni chahye.
                        • #147 Collapse

                          sir baat ya ha kay ma apki baat pay agree krta ho lakin sir uskay liye apko mehant krni hoti hy tab hi ap oder bhi laga saktay ha sir baat ya ha kay ma to apko yahi kaho ga kay ap bs buy or sale lagya kro takay apko koi problem na ho or aek acha profit bhi hasil kr skay
                          • #148 Collapse

                            Assalam - u - alaikum ap ka boha bohat shukrya mujhe nhi pta tha ke forex me lote size bohat matter ban jata hai or ye ap ko loss me le ker ja skta hai ab mujhe pta chal gya hai or agli baar jb me trading kro ga to is ka dihan rakho ga or is se me loss me nhi jao ga bs bonus me hi rho ga
                             
                            • #149 Collapse

                              lot k baray ma thora bata de please k agar hum nay apnay account ma 100$ deposit kiye ha aur us ma aik pair par 0.1 ki lot lagai ha humaray kitnay $ is lot ma lagay gay please ya thora sa clear kar de
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Assalam - u - alaikum g bhai jan ap ne bilkul sahi kaha hai ku ke forex me lot size bohat matter ban skta hai or ye baat new users ko nhi pta ho gi ap ne ye post de ker un ke lye asani ker di hai ab shayed wo araam se forex use ker ske ge jin se un ko problem paish nhi aye gi ok
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X