Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    through charts we can visualize how things are happening . for that it is very usefull
    ]
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear main to itni si baat jaanta hoon k aaj tak jitny b experienced or senior traders ko trade krty dekha hai or wo apni strategy choose krnay sy pehle laazmi tor pr kuch chezein dekty hain . aik to charts jin main candle behtreen hai or doosri news laazmi or phr market ki move dekhty hain. phr trade krty hain. so ye boht important hai.
      • #93 Collapse

        bhai hum ko chart ko samajhny ke lye pehly forex ki basics ko samajhny ki zarurat hoti hai or i think ke hum ko chahiye ke jitna mumkin ho sakta ho hum se hum is business ko basics se learn karna shuru karen ahista ahista hum ko chart bhi samajh aney lag he jata hai .
        • #94 Collapse

          G dear chart bhut useful ha. ap window chart main candle stick use krian is main ap chart bhut achi trah learn k sktay gain pr trading k mutaliq ap ko knowledge hasil ho ga.
           
          • #95 Collapse

            forex k chart mai 1M 5M 15M 1hOUR 4 houR 1 DAY tak ke kese bhe currency pair ke graph nazar ata hai app es say us currency ka previous record check ker saktay hai ka market ka keya trend chal raha hia pahr app es ko samaj skata hai.
            • #96 Collapse

              Chart may ham ye dekh sktay hain k is wqt currency ka current rate kya hai or is say pehlay kya tha or is k saat saat hamay currency k rate may variation nazar aarahi hoti hain jis k madad say ham ye andaza laga sktay hain k currency ka rate ab down hoga ya up...
              • #97 Collapse

                dear aap insta ki website se mt4 down load kerain ore us per apna demo account kerain us account per aap daily trading practice kerain trading chaart ki saari cheezain aap demo per practice se hi seekh sektay han
                • #98 Collapse

                  hem ko forex form ko sirf business semjh ker he work kerna ho ga or hem phr he acha work ker sky gy forex chart me or in come hasil ker seky gy
                   
                  • #99 Collapse

                    Hum forex charts ko kafi tarha se samag sakty hein first hum candle sticks ko select karin chart pe agar humein candle sticks chart patterns atay hein to us k through samag sakty hein, os pher hum chart pe lines draw kar k bhi learn kar sakty hein.
                    • #100 Collapse

                      App ko sab se phile demo per aik account bana kar kam ko karna ho ga aur phir is ke bad kisi bhi web sites ko search karna ho ga jo app ko forex ki talim de aur app ko forex ka is se elam bhi hasil ho tu app ko is ki study karna ho ge aur is ki har post ko read kar ke is ko apne chart main dekhna kar samajna ho ga .
                         
                      • #101 Collapse

                        mere khayal sy chart ko samjhny k liya candlesticks bht mufeed hain in sy ap ko chart ko samjhny ma asani hoti ha or ap ko market k up's and downs ka theak tareqy sy pata chalta rehta ha issi liya ma candlesticks ko ziyada prefer krta hon.
                        (*_MAsimMAK_*) :cool:
                        • #102 Collapse

                          Forex chart is very important in all system. I think that If any trader not learn about forex chart so he should not start trading. without proper study of chart we cannot get success in this maket/
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib11027 پيغام ديکھيے
                            Aslam-0-alikum!

                            Umeed hai key ap sab log kheriyet se honge! Mene ye thread ye janne kelie likha hai key "Hum trading software me se chart ko kese samajh skte hain?" Aur chart se hamein kiya help milti hai? Merey khayal men is sey market ka pata chalta hai.
                            is main mukhtalif charts hain jo k time k mutabiq use kar k hum un sey faida utha saktey hain aur in main 15 mints wala chart bahut acha hai.
                            • #104 Collapse

                              without not viewing chart means that you are trading blindly and you will not earn anything and that is trading without analysing the chart and we need to view chart much and with deeps thinking so that we could and get an idea about market trend and sentiments that is marking is buying or selling or something else chart has meaning vale in trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                mare pyare bae hum sb theek he g thek kaha ap ne chart se ap ko merket ka pata chalta hy k ab kon sa trand chal raha hy up ka kya down ka sell ka ya phr buy ka ap ap ko tori si direction to da data hy per forex ki duniya ma 100 % quch nhi hota hy ye bat ap dimag ma rak lan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X