Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?
    Aslam-0-alikum!

    Umeed hai key ap sab log kheriyet se honge! Mene ye thread ye janne kelie likha hai key "Hum trading software me se chart ko kese samajh skte hain?" Aur chart se hamein kiya help milti hai? Merey khayal men is sey market ka pata chalta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    chart boohat useful cheez hai.hum mostly chart ko daikhny kay liey chart window main candle sticks use karty hain.in ki maddad say easily trend ko samaj sakty hain or achi reading kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      No matter what type of forex trader you are you will need to learn how to read basic forex chart. Get guidance for reading forex charts from FXCM HERE.
      • #4 Collapse

        there are many ebooks for forex trading and candle chart trading you can collect the book and read attentively for knowing this matter well or you can take help from expert for know more about forex chart details
        • #5 Collapse

          g sir mai aap kki baat se agree karta ho leki mai khud bhi is ky bary mai itna khaas nahi janta ho q ky mai iss mai nata ho our mai iss mai kafi mehnat se kaam kar raha ho mujy forex business buhat pasan hai our mai iss mai kafi khush b ho meri al family ko forex buhat pasand hai q ky iss mai buhat faida hai i like forex business
          • #6 Collapse

            w.salam dear
            hum chart ko table miadad se ya hum us chart k sath x.asis aur y.asis k value batata hai jis se hum aamjh sakty hain.
            • #7 Collapse

              May trading karny ky dowran khabi be forex chart par depend ni karta hoon kuen ky forex chart hamay sirf market level ky baray may batata hy aur us say hum etni asaani ky sath ye imagine ni kar sakty hain kah market kis direction may jye ga to may pahle market ko zaror study karta hoon.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib11027 پيغام ديکھيے
                Aslam-0-alikum!

                Umeed hai key ap sab log kheriyet se honge! Mene ye thread ye janne kelie likha hai key "Hum trading software me se chart ko kese samajh skte hain?" Aur chart se hamein kiya help milti hai? Merey khayal men is sey market ka pata chalta hai.
                Chart hi to wo wahid cheez hay jis ki madad say ap ko market k trend ka pata chalta hay, is say ap market ki expected direction bhi maloom kar saktay hain, forex trading may without charts ap trade nahi kar saktay, charts ap teen tara k pattern par set kar saktay hain, aik line pattern hay, dosra bar pattern hay aur teesra candle stick pattern hay, ziada tar log candle stick pattern use kartay hain.
                Learn how to trade then trade in real market
                • #9 Collapse

                  bhai mary apka ye thred buht hi useful hai kyu k ap chrt k read ya samjhna chhthian tu isk tarika ye hai k bhai ap chart se technical tardig hi kar skaty hn na ju pku easily mil jy g kahi se b
                  • #10 Collapse

                    myry hyal sy ak stokexchng my js taraak stokya kabrata nahe omed ke bna par ise tara trading be mazbote sy or azad sy ke ja sakte hy
                    • #11 Collapse

                      bhai ager apko forex kay chart ki samaj nahi a rahi .to bhai ap kisi trader say is kay baray main bat ker lo.wo apko chart read kerna bata day ga.kay chart ko kis tarha say read kiya jata hay.bhai trading main hamain chart ko read kerna zaror ana cahiya..
                      • #12 Collapse

                        chart ko samajna koi mushkil kam nahi ha, chart open kar k aik nazer ager app ghor sa deakhengay to app khud samj jaingay k kia seen ha, us ma sari detais hoti ha k previous time ma kis din kitnay bajy price kia thi or ab kia ha.
                        • #13 Collapse

                          Forex main agar hun economic calender ko daikh kar kaam karty hain to hum zyaada earn kar sakty hain.hum is calender ki help say market ko achy say predict kar sakty hain or is tarah hum zyaada trades main earn kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            hum forex chart ko samjny k liye kisi bi achy ustad ka sahara mil sakta hai aur ap is main koi mushkil bat nai hai chart apko samjany k liye apka broker b apko boht acha guide ker sakta hai aur boht sari websites b hain jo charts aur trading ki basic chezing ap ko batati hain is liye chart ko samjna koi b mushkil bat nain hai jaisy jaisy ap is ko experience kren gay aisy aisy ap is say benefit hasil ker sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mery dost ap jes waqt forex trading business my demo account par practice karo gy to ap ko forex ka experience ho jay ga jes sy ap chart ko samjny lago gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X