Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Forex k chart mai jo option hai woh ap ko samajni hogi like time frame, indicators or chart mai baqi setting kaisy hoti hai sub ap es ko demo ki madad se samaj sakty hai or baqi ap search kar k es ki option ko kaisy use hoty hain woh b samaj sakty hain practice karain gay tu us se ap ko asani se samaj a jani hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      ji Mere Pyare bhai Hum Forex ke Chahat ko bahut jaldi samajh sakte hai agar Hum isko mehanat aur Lagane Se samajhne Ki Koshish Kare to Agar Hum isko samajhne ki koshish hi nahi karenge To Humne Ye bahut Hai Mushkil Lage ga usko Sajna Ke Liye bahut sari strategy hai yeah sorry strategy bohat hi Asan hai Jis Se Hum upcoming trend ko bahut easily se samajh sakte hain Hum Forex se bahut hi Sharab profile Kama Sakte Forex ke chat ko Samaj Ne ke liye Jaroori Hai Ke usko Pehle sikhe pjr apply kare Agar Hum usko Samjha Yahi nahi to hume Forex ka chart bahut Hai Mushkil Lage gaisliye zaroori hai ke pehle usko samjh strategies ko apply Kare Phir Hume bahut hai asaan Lage ga
      • #273 Collapse

        Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

        Forex main charts ko daikh k he to hum trading analysis krty hain aur market ki moving ko observe krty hain.. chart sy humen support resistance ka pta chalta hai.. candles ki shapes ka pta chalta hai.. market trend ko chart sy indicate krty hain.. Infact trading ki base he chart hai..
        • #274 Collapse

          Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

          Forex k chart mai time period ko samjain es mai lines se ko kaisy draw karna hota ha or kaisy read karna hota hai. woh ap seekhain or technical analysis mai kis tarha set karna hai woh sub ap ko asani se saamaj a sakta hai jab ap proper tareeqay se samjain gay.
           
          • #275 Collapse

            Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

            G ha forex ki chat ko samna ka Liya hama hama pahala is ka bara ma makamal knowledge hasil karni chahiya or pher apna senior s sa pusna chahiya or pher posting ko samjay
            • #276 Collapse

              Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

              Chart ko smjhne k lie chart type candle stick pattern hona chahy. Phir us chart ko hum different time frame pr dekhna chahy jis se hammein us pair k trend ka kuch idea ho jaega. Zoom out aur zoom in k dekhna se bhi chart ka idea hota hai. Moving average laga dein to chart ko parhna zyda asan ho jata hai.
              • #277 Collapse

                Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
                G ha forex ki chat ko samna ka Liya hama hama pahala is ka bara ma makamal knowledge hasil karni chahiya or pher apna senior s sa pusna chahiya or pher posting ko samjay

                Forex kay chart main ap ko time frames milay ga,ap ko us main colors chart kay milay gay or sath main ap ko bars milain gi jo ap apny indicators mai us ko set kar sakty hain or ap chart ko custom bana kar use kar skaty hain us mai ap trend line or baqi tools ki madad se set kar skaty ihain jaisy ap chahty hain hai.
                 
                • #278 Collapse

                  Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                  Jo Nahin samajh sakte hain UN logon ko chahie ki jo samajh bhuj rakhne walon Hain unse puch le aur yahi tarika hai Kisi bhi chij ko jiske bare mein Na pata ho Uske bare mein jaan sake Jo jaane wale hain aur FIR Uske bad per kam Karen
                  • #279 Collapse

                    Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                    chart ki sub setting ko ik jaga note karian or phir us ko step by step ik ik cheez ko seekhain. like time frame, color, chart kay indicators ka display , size or indicators kay sub colors etc yeh sub ap ko time to time sub a jain gay lekin koshish karian woh trades open na karain jo ap ko chart ki setting keye bina ap karain. es se ap ki chart ki setting se satisfaction or us ka sahi use karna nahi aye ga or ap ko bad mai loss hota rahy ga.
                       
                    • #280 Collapse

                      Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                      walekum assalam Forex trading mein agar aap chart pattern ko study karna chahte hain to iske liye aapko market mein available different candlestick score one by one study karna hoga jab aap in candlestick ko compile karte hain to isase different candlestick charts ki formation ho rahi hoti hai jisko aap aasani se samajh sakte hain lekin usse pahle aapko hamesha candlestick ki information complete karna hogi kyunki jab aap different candlestick uski information sar karte Hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapki trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai.
                      • #281 Collapse

                        Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                        walekum assalam dear Forex trading Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein dekhte hain ki Ham market Mein Chahat ko samajhne ke liye different candlesticks hoti hain aur aap ismein bar chart bhi Laga sakte hain aur aap ismein line chart bhi Laga kar market ki movement ko samajh sakte hain dear candlestick ko samajhne ke liye aapke pass candlestick ka proper knowledge hota hai aur aap ismein candlestick Mein Jab proper study karte hain to aapko market ki movement ka idea aasani Se Ho Jata Hai Jab aap ismein different candlestick pattern aur different market Mein chart patterns per kam kar rahe Hote Hain Do aapko movement ka idea ho jata hai Jaise aap aasani se analysis Karke trade Laga sakte.
                        • #282 Collapse

                          Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                          Dear Forex chart kesariya market ki movement ko samajh sakte hain ham use chat ko different bhej se view kar sakte hain aur ham market ki movement ko analyse kar sakte hain aur next movement predict karne ke liye ham different tools ki help le sakte hain economic calendar bahut hi achcha han SOS hai market ko samajhne ke liye ham different countries economy ko samajhkar currency pairs ki trading aur unke utaar chadhav ko samajh sakte hain kyunki ki current countries ki currency pair Ka otar charhao countries economy per depend karta hai Kisi bhi country ki economy Uske currency padh rakt asar Andaz hoti hai isliye ham different countries ki economy ke bare mein main news wat sakte hain aur iske liye different websites Google karke a unki help le sakte hain.
                          • #283 Collapse

                            Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                            Chart hi to vo wahid chaz hy jis k madad sy ham market ko samajh sakte han or chart k wajha sy hamen market Ki tread k pata chalta rehta hy is sy ham market ki direction k pata chalta rehta hy forex main ham without chart tread nahi ker sakte or chart ko teen tera k pattern per set ker sakte han aik line pattern dosara bar pattern or tisera candle stick hy zadia ter candle pattern ko follow kia jata hy
                            • #284 Collapse

                              Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
                              G ha forex ki chat ko samna ka Liya hama hama pahala is ka bara ma makamal knowledge hasil karni chahiya or pher apna senior s sa pusna chahiya or pher posting ko samjay
                              Chart pay setting ap ko time frame kay hisab se karni cheye. ap ka time frame jis kadar acha hoga ap usi tarha aghy market ko handle karian. ap usi chart mai time frame set karain, indicators ko set karain trend line draw kar skaty hain ap ko waha kafi zaida tools mil jaye gy or ap un ko apny hisab se manage karain jis se ap ko pata chal jaye ga kay kaisy trade karni hai. or kaisy es ko aghy lay kay jana hai or chart pay kaisy es ko read karni hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Re: Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?

                                Forex trading kay chart kay leye ap ko time frame, color, indicators ki setting, candle , bar sub kuch jab ata ho ga tu ap chart ki setting sahi se kar sakain gy. ap ko apny analysis kay leye waha kay tools ka sahi use ata ho. ap sahi se sub tools ko chart pay set kar sakain. time frame ki sahi selection karian gy tu ap tools ko sahi draw kar kay achy analysis kar sakain gy esleye pehlay demo kar lain tu apko idea ho jaye ga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X