Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Forex chart ko samjhna asan hai aur is main horizontal and vertical levels hain jin ko dekh mark price movement ko dekha jata hai. Is kay elawa support and resistance ko zaroor check karen daily chart main ta keh right decisions kar sakien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      If you wanna learn about the forex charts so you should have to study about the chart patterns and you can compelety learna about in the encyclopedia of the chart patterns and I think you should also have to learn about the types of candlesticks
      • #243 Collapse

        busniess main aksar aap kki baat se agree karta ho leki mai khud bhi is ky bary mai itna khaas nahi janta ho q ky mai iss mai nata ho our mai iss mai kafi mehnat se kaam kar raha ho mujy forex business bhut acha hy
        • #244 Collapse

          One of the best way to trap the market is from chart .You can use all strategy to get accurate signal and can make good profit also with using proper stoploss and takeprot.first and most important thing you must have all knowledge how to use .
          • #245 Collapse

            g bahi kia hal hai forex mein mein new hun agar a chart ko samajhne ki to ap forex chart pe candal ke dekh ke markit ka hisab laga sakte hain or chart ko samajh ke trade le sakte hain
            • #246 Collapse

              walykum aslam.... my dear brother i am good shukr hy ALLAH ji ka bhot bhot ... or aap ko forex k charts ko smjna hy iss k liya aap apny senior or expert ke help len tau aap k liy best ho ga .
              • #247 Collapse

                chart ko samjna easy hai aur forex mein aap part time aur full time job kar saktay hay yeh aap par depend karta hay kay aapkitna forex ko learn kartay hay yeh aik acha business hay aap forex say good profit made kar saktay hay mein chata hon kay aap forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho .
                • #248 Collapse

                  Dear Brother! Forex business aik online business hai. jis main hum earning karty hain. Forex main main abhi learning kay stage pe hun. mujy abi itna chart tasli say parna nahi. otherwise kosis hai lagatar learning karta rahun.
                  • #249 Collapse

                    ham forex k chart ko saikhnay k liay ya samjhnay k liay us k chart par candle stick ko learn kar saktay hain.and is par suport and resistance ko daikh k trade k prepair kar saktay hain.
                    • #250 Collapse

                      forex ma trading karny k liye forex chart ko samjna bohat zaruri ha chart ko samjnay k liye bohat sari stratgey banai ge ha jin ki madad say forex chart ko samja jata ha
                       
                      • #251 Collapse

                        dear forex mai acha kam kar k apnii life ko enjoy karo... forex es mai acha faida ho skta hy es liye faida ho skta hy tu ap apnii life ko enjoy karo es liye ap ko boht achaf aida ho skta hy aur ap enjoy karo skte ho aur ap enjoy karo...
                        • #252 Collapse

                          forex trading k liye chart ko samjna muskhil hota ha is k liye bohat mehnat ki zarurat hoti ha stratgies bnani parti ha jin ki madad say chart ko samja jata ha
                           
                          • #253 Collapse

                            G forex business me success hasil karny k lia sb sy phly isy smjhna boht zaruri hai other loss ka samna krna par sakta hai forex k chart ko smjhna koi itna mushkil nai hai ba asani isy ghor sy samajh k phara jaye to samajh ajaye ga basically it is based on mathmetical question of chart.
                            • #254 Collapse

                              hum forex k chrt ko easily pher skten hn is m koi mushkil ni h her koi is ko pher skta h lekin wo log jin k pass knowladge ho pherna likhna ata ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Assalam O Alaikum, Trade terminal main jo market ke pairs ka chart hota hai iss main hum log market ki movement ko check kertay hain aur iss main hum indicators ko use kertay hain jiss se hum ko apni tardes place kernay main bhi bohat help milti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X