Trailing stop

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing stop
    Trailing stop aik aisa tool hay jo bohat importance rakhta hay aur is ko aik tara ka lock bhi keh saktay hain jo hamaray profits ko lock kar k rakhta hay, jab hum koi bhi trade kholtay hain aur hamaye market par yaqeen nahi hota keh market kaha jaye gi to us soorat may trailing stop ka use kia jata hay, is may jo points set kiay jatay hain to trailing stop un points k baad stop loss laga dayta hay, lakin yeh us soorat may hota hay k market apki favor may jaye.

    Baaz dafa aisa hota hay k market peak par ja kar reverse ho jati hay, aur speedy wapis ati hay, aisay time may execution mushkil ho jata hay aur requotes ka masla face karna parta hay, to aisay time may trailing stop bohat kaam ata hay. Is ko laganay ka tareeqa bohat hi saada hay, jab bhi trade open karain chahay instant executed ho ya pending order, us par right click karain, ap ko trailing stop nazar ajaye ga, us par jain aur points set kar dain.
    Learn how to trade then trade in real market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ki yeh maloomat bohat achi hain, lakin agar hum short term par trade kar rahay hain to ziada tar yeh trailing stop bohat hi less profit ki wja banta hay, wo is waja say k agar market back hoti hay to yeh baaz dafa sirf 1 pip par bhi trade close kar dayta hay, lakin phir bhi capital k loss say to bahtar hay.
    • #3 Collapse

      main yhhn pe new hn aur mujhy koi zyada pta ni hy forex ke bare mein main ne abhi tak trading ni ki hy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
        Trailing stop aik aisa tool hay jo bohat importance rakhta hay aur is ko aik tara ka lock bhi keh saktay hain jo hamaray profits ko lock kar k rakhta hay, jab hum koi bhi trade kholtay hain aur hamaye market par yaqeen nahi hota keh market kaha jaye gi to us soorat may trailing stop ka use kia jata hay, is may jo points set kiay jatay hain to trailing stop un points k baad stop loss laga dayta hay, lakin yeh us soorat may hota hay k market apki favor may jaye.

        Baaz dafa aisa hota hay k market peak par ja kar reverse ho jati hay, aur speedy wapis ati hay, aisay time may execution mushkil ho jata hay aur requotes ka masla face karna parta hay, to aisay time may trailing stop bohat kaam ata hay. Is ko laganay ka tareeqa bohat hi saada hay, jab bhi trade open karain chahay instant executed ho ya pending order, us par right click karain, ap ko trailing stop nazar ajaye ga, us par jain aur points set kar dain.
        G haan bilkul,trailing stop stop boohat use ful or acha tool hai.is ki maddad say hum market kay peak point tak profit lay sakty hain.main nay bhi some trades main is tool ka use kia hai.is ki maddad say main 200 pips tak earn kar chuka hun.
        • #5 Collapse

          A stop order that can be set at a defined percentage away from a security's current market price. A trailing stop for a long position would be set below the ...
          • #6 Collapse

            trailing stop boohat he acha tool hai.jab market long trend main hooti hai to main trailing stop zaroor use karta hun.hum is kay use say achi earning lay sakty hain or is market main apna career banna sakty hain.
            • #7 Collapse

              kia bat hai janb main ap ki post se bhut khush ho is main waqehe bhut knowledge ki bat ki hai ,is se new comer ko faida ho ga ap ka bhut bhut thanks itni achi post kerny ka
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mairy
                yes this is a very useful tool if you know how to use it then you can earn more more money....with the help of this tool we can take profit even at the peak point of markete.....i have used this tool and earned alot from it
                I think the thread opener has told us with details that how to use this useful tool, you haven't yet read it. He told that right click on existing trade and see the trailing stop, I don't think that it is complicated to understand.
                 
                • #9 Collapse

                  main nay jab trailing stop kay bary main learn kia to mujy boohat acha laga.main ye tools most of trades main use karta hun.ye hamari trade main market kay saath saath chalta hai or hamary profit ko lock karta hai or jab bhi market reverse move karti hai to ye trade ko close kar daita hai.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                    Trailing stop aik aisa tool hay jo bohat importance rakhta hay aur is ko aik tara ka lock bhi keh saktay hain jo hamaray profits ko lock kar k rakhta hay, jab hum koi bhi trade kholtay hain aur hamaye market par yaqeen nahi hota keh market kaha jaye gi to us soorat may trailing stop ka use kia jata hay, is may jo points set kiay jatay hain to trailing stop un points k baad stop loss laga dayta hay, lakin yeh us soorat may hota hay k market apki favor may jaye.

                    Baaz dafa aisa hota hay k market peak par ja kar reverse ho jati hay, aur speedy wapis ati hay, aisay time may execution mushkil ho jata hay aur requotes ka masla face karna parta hay, to aisay time may trailing stop bohat kaam ata hay. Is ko laganay ka tareeqa bohat hi saada hay, jab bhi trade open karain chahay instant executed ho ya pending order, us par right click karain, ap ko trailing stop nazar ajaye ga, us par jain aur points set kar dain.
                    trailing ka maqsad yah hai k ager aap stop trailing use akrain gay tu aap ko wahan say ager market 15 point wapas ati hai tu aap ko profit 15 point ka loss hoga aur baqi rakam bach jaye gi
                    • #11 Collapse

                      han ya aik boht mazy ka tool hy trading main is main markeet jitni b up jay utna aap k pips save hoty jaty hian but jasy k faidy k sath nuksan b hoty hian to is main agr markeet 15 pipi ka down mar jay to aap ki trade close ho jati hy khua us k baad 100 pips ka up mary
                      • #12 Collapse

                        Hmmm Very nice information About Trailing Stop.... main zaroor trading main isay use Kar k Forum par update Karon Ga...main yehi Samjhaa hon k Trailing Stop bhi Ek tool hai jo k Aap ko Market main peak point tak profit dy saktaa hai
                         
                        Last edited by ; 29-03-2014, 10:11 PM.
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #13 Collapse

                          Trailing stop bhe boht ala hota he , traling stop ko use karny kay liye stop loss lazmi use karna parta he, tralining stop se take profit bhe agar ap lagaty hein agar hit nai hota or ap ne trailing ko use kia he 15pips trailing me to ap ki trade 15pips k bad agy stop loss move kar jay ga.
                          • #14 Collapse

                            Mera ap sab logo k lye aik mashwara hay, wo yeh hay keh jab bhi ap trailing stop use karain to long term par lazmi use karain, aur us may ap 50 pips say trailing stop start karain, us say ap ko faida hoga, aur agar ap scalping k mode may hain to phir short term may least pips k sath trailing stop use karain, lakin bahtar yehi hay keh short term aur scalping may market ziada tar short fluctuation karti hay to aisay may trailing stop bohat kam profit may close ho jata hay, lakin aisay time may instant execution nahi ho pati, to agar market suddenly return ho bhi jaye to profits kuch had tak bach jata hay.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trailing stop is used in long term trade where you are not available to set on front of pc and when you trade you put trailing stop minimum is 16 pips while maximum you can put according to your wish and when market move towards trader profit as trailing stop ,ove upwards automatically and if market moving down then trade exit automatically.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X