Fundamental news par trade kaisay ki jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    i got one lesson from your thread that any time market can go against you and how much we work or fundamental analysis or other forex related work that does not work and when a market moves or bounce then we can not do anything we called it like profit shift i think and we lose our money and all our planning get fail when the market moves
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khklive پيغام ديکھيے
      bhai news pe trading bohat difficult hoti hai agr ap pending order lagate hai tu phr ap ka order hosakhta hai ke dono taraf activate hojaye aur dono, is se ap ko ek taraf profit hoga aur dosri taraf loss hoga aur ho sakhta hai ke ap ko is mein ya tu ap breakeven pe ajaye ya phr ap ka order stop loss ko hit hojaye, is lye jaha tk mein janta ho zyada tar log news pe trading nhn krte jo professional trader's hote hai, kyo ke market highly volatile hoti hai aur ap ka balance nil bi ho sakhta hai is se, mene khud news pe trading ki hai aur mere zyada tar pending order loss mein nikle hai.
      agar dono taraf k pending order active ho jatay hain to us say ya to account hedge ho jaye ga ya phir loss barabar ho jaye ga, agar ap nay stop loss lagaya hua hay to, aur aisa bounce back may hota hay, ab yeh ap ki khud ki analysis par hay keh ap nay market ko kitna samjha hay aur news ko kis tarha say dekha hay.
       
      • #48 Collapse

        admin ka ye question kafi difficult hai par es se hum kuch information hasil kar sakty hain wo ye key fundament kya cheez hai jis se hum kuch sekh saktey hain aur mein es question ku madey nazar raktey howey judge keya ye kafi zarrori hai.
        • #49 Collapse

          If you want to trade on news means on economic calendar then open buy stop and sell stop for 5 to 8 pips profit and must set your profit as well by this your trade will be open in seconds and will also be close in seconds by this we make good and safe profit.
          • #50 Collapse

            g han bhai aap nay bilkul thk kha hai aur me nay aj ye trick azma k dekhi hai aur ye mjhay kamyab b hoe hai.lekin mjhay nahi maloom tha k ye trick itni mashoor ho ge.
            • #51 Collapse

              nuqsan

              :mad:hum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
              • #52 Collapse

                mery khaayal me tu news base trading aik risky idea hai or ye tu phir aisi hi trading hogi kay ya tu acha khasa profit ho jay ga 100% sure hai loss ho jay or account wash ho jay news trading se technical analysis bohat ziada behtar hain kiun kay hum easily 20-30pips jab nikal jo lety hain tu phir hum news base pe itna bara risk kiun lain. News beshak market ko effect karti hain magar technical analysis kar kay hum pehly se hi easily judge kar sakty hain kay agar news aa bhi jay tu market kaha tak ja sakti hai.
                • #53 Collapse

                  Brother asay trading ko aksar log blunder kehtey hain kiyun k agar app k pending order trigger hogaya aur phir trend opposite direction mein chala gaya phir appka account wash b hosak tha hai isliya ziyada tar trader is tarah k method se door rehthay hain aur khud anlysis kar k market ko observe karnay k baad hi trade laga they hain kiyun news trading bohut hi dangerous method hai...
                  • #54 Collapse

                    my partner and i don't recognize any factor concerning basic news buying and selling but the data a person propagated is very practical and great for professionals who will be buying and selling with basic news. they will obtain gain using this practical article.
                    • #55 Collapse

                      g han ap ne blkiulll tk btaya he ager market aick side pe gae to apko faed ho ga nae to loss k bhe chanses he aick or trick ye he k ap aick he price pe buy or sell ker de market ne jis seid pe bhe move kya ap ko profit de ker jay gy lakin tp or sl lagen lazmy
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                        Dear Members,
                        Ziada tar dosto ko yeh problem hota hay keh fundamental news par kaisay trade ki jaye, to un k lye aik asaan say solution meray pass hay, pahlay to unko chahiyay keh ksi achi si website par economical calender dekhain, aur us news ka issuance time dekhain, aur jab news ka time anay wala ho to phir 5 minutes pahlay recent market price say thora oper aur thora neechay pending orders laga dain, lakin money management ka khas khayal rakhain.

                        Yeh tareeqa bohat kamyab zaroor hay, lakin baaz dafa aisa hota hay k market bounce mar kar dosri direction may chali jati hay, to aisa bhi ho sakta hay keh market ap k pending order ko hit karay aur reverse ho jaye, to aisi sorat may ap ko pahlay say stop loss aur take profits bhi laga layna chahiyay ta keh agar market bounce karay to koi big loss na ho.
                        Dear main forex main new hon tu main iss say pehly news kay baary main nahi janta tha kay news per kaisy trading ki jaye lekin iss qisam kay threads mery liye bhut help full sabit huye hain.
                        • #57 Collapse

                          Yeh ho news huti hay jo app ko kisi bhi trend ka pata tab hi chalta hay jab app ko currency movement main dekhne ko mile aur app is main ya tu hir se hi in ho ya phir app ko is main in hute hue kam lot size se in huna chahye ta ke app ko loss na ho jye kun ke is main app ko loss bhi buhat zada aur jaldi ho sakta hay .
                           
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zahidbd9 پيغام ديکھيے
                            there are many many website for fundamental news published one of the most important website is forex factory website they published the important news with forecasting and actual movement of the market
                            sir meen newbie hoon, meen ny ************ ki website ko visit kya hy laikun kuch samjh naheen paya ky wahan pur news ko kaisay sajhna hy,agar aap oor ya koi oor dost es baray meen koi thread ya post kuray tu mushkoor hon ga. thanks
                            • #59 Collapse

                              yes ap ne buhat hi achi bat batai hai k hamain pending order ko sett ker lena chahye jis se hamain zyada problem nahi ho gi or hamain profit bhi acha mil jata hai is tarah loss ka danger bhi kam ho jata hai or trading bhi ho jati hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear me bhi abhi newbei hon mujhe bhi is fundamental news me kuch knowlage nai hai lekin senir ke coment parh k me kosish zaror karonga k me bhi fundamental news trade kar sakon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X