Resistance, Support aur pivot point.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    App ke liye yeh buhat acha indicator hay is ko app jitna zad samaj sakte hay is ko app jan le aur is ke sath hi kam kare ap ki trade ap ko kuch wait karne ki waja se app ko profit ho ga aur app ka profit bhi app ko kuch time mil jye ga per [pp ka experience app ko demo account per karne se aye ga .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      In 3 cheezo pr hi market chalti hay jo in ko use karte hay in ko jaldi market ki samaj a jati hay aur wo kuch log time ki aur kuch short time ki trae ko loss main closed kar ke kuch de ke bad apni market currency pair main jane wali movement main trade kar ke apne loss ko bhi pura arte haya ur profit bhi karte hay .
       
      • #18 Collapse

        main bohot afsos ke sath keh sakti hun keh main is main apki hel nahin kar sakti because main khud bhi abhi new hun aur doson ke comment parh kar kafi acha knoweldge ho gaya hey great sharing brother.
        • #19 Collapse

          Support level to woh levels hote hain jis par agar price ruk jae to reverse hoke agale resistance level par jati hai or resistance level woh hota hai jis par agar price ruk jae to woh reverse hoke support level par ati hai. Support level buttom peh hote hain or resistance levels upper hote hain.
          • #20 Collapse

            resistance,support or pivot point boohat important hooty hain ik trader kay liey.market jab move karti hai to ye in points say reflect ho jaati hai.is liey hum in points ka khyaal rakhty hain.
            • #21 Collapse

              Je haan apki thread boht achi rhi hai, aur issay meray pivot, support aur resistance points k baray main concepts clear ho gaye hain, aur main apni trade main mazid behtari la sakunga, lehaza meri tarha jo dosray traders hain mujhe yakeen hai k unhay bhi apki is thread sy kafi faida milayga aur wo apni trade main acha profit earn kr sakayngy.
              • #22 Collapse

                these three things are the basic of trading chart. achi trading ke liye in ko samajhna bohat zaroori hai. hum apni trading ko in cheezon ko samajhnay ke baad zayada acha kar saktay hain aur zayada profit kama saktay hain. ye hamari technical skills ko bhi increase karta hai.
                • #23 Collapse

                  bhai baat ye ha kay forex trading main trader ko buhaat sahri cheeson ko samanay rakh kay apni planning karni hoti ha in main support resistance aur pivot piont shmil hain in sab ko daikh kay chalna trader kay faiday main ye app ko aik basic concept daitay hain aur smooth trading main help kartay hain
                  • #24 Collapse

                    sir rat 2 bajay pivot point to change ho jata hay per mera question ye hay kay hamain pivot point ka pata kasy chalta hay,sir please kisi pic ki madad say pivot point ki wazahat ker den ta kay ham achi tarha pivot point ko jan saken or nikal saken...
                    • #25 Collapse

                      bhai aap nay bhot he achi baten btae hain aur agar hum is pay amal kare to hame bhot kuch seknay ko mil sakta hai.mj=e forex me new hon aur aesi hai seekh raha hon.
                      • #26 Collapse

                        Support and Ressistance levels wo points hain jaha se market turn hoti hai or swing hoti hai. Inhi levels ki base pe hum trading karty hain. In levels pe aksar Pin Bar reversal points hoty hain jo kay candlesticks analysis ko study karny se or price action ko study karny say pata chalty hain. Aap ko in levels ko samjhny ki bohat zarurat hai
                        • #27 Collapse

                          bhai mene kabhi paviot point check nahi kiya hai me bhi aik forex trader banna chahta hun ir me chahta hun ke me fully successful trader banun or me is business se jitna ho sake earn karun or koi aisi strategy banaoun ke jis se just profit ho or loss zero .
                          • #28 Collapse

                            it is very good point my dear forex is very good online business all over the world to sucess in forex forex har kisy ko support karta ha our ap is me apny investment kar ky kafy earning kar sakty ho our is ko part time bh kar sakty ho
                            • #29 Collapse

                              Before stating trading we must know about the resistance point, Support point and pivote point. all three are most important if you want to successful trading these are basics of trading . without we are not forward ahead.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                                Support and Ressistance levels wo points hain jaha se market turn hoti hai or swing hoti hai. Inhi levels ki base pe hum trading karty hain. In levels pe aksar Pin Bar reversal points hoty hain jo kay candlesticks analysis ko study karny se or price action ko study karny say pata chalty hain. Aap ko in levels ko samjhny ki bohat zarurat hai
                                Ap ki baat kaafi had tak k durust hay, lakin may yeh bata do keh is baat ki koi guarantee nahi hay keh market support ya resistance ko break nahi karay gi, baaz dafa market levels ko break kar k trend ko jari rakhti hay, is ko hum break out kehtay hain, aur baaz dafa false break out hota hay aur market return ho jati hay, jis ki ap baat kar rahay hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X