Scalping kese ki jati hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Aap ne koi khas strategy to batayi nahi. Doosra aap ka kehna hai ke 3 se 5 pips profit par trade close kar den, main is baat se agree nahi hoon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      scalping ko karna assan ahi bs ap ne smalltading karni hai and ye be kam volume se ap utimate profit kamae gay and ye ap ko achi kamyabi day ge
      • #183 Collapse

        Dear trading fellow scalping biht he dangerous hy hum choty capital k sath scalping nahe jer sagty hain koun k big lot size use ker k to huge profit short time main earn kerna hota hy
        • #184 Collapse

          Yes forex trading me scapling karna jitna profitable hota he utna hi risky hota he.So hame scapling karnese pehele iski practice demo me karna chahie.
          • #185 Collapse

            Mein bhi forex mein new hu abhi mein ne trading start nhi ki hy jab trading karun ga tu ap ne Jsamjhyan is se fiyeda utany ki koshis karun ga
            • #186 Collapse

              muje scalping karna theak nahi lagta hain scalping karne sa muje to loos he hota hain main bohat kam scalping karta ho main trade karta ho long term trade kyon ka trade karne sa hum ko acha profat hota hain scalping sa hum ko itna acha profat nahi hota han
              • #187 Collapse

                Dear friend ap ne aik acha sawaal kia hai mai ap k sawaal saikhuh hon ap ne kaha hai k Sclaping kesay krtay hain to mai is baray main youn kahoonga k mai abhi new hon agar koi janta ho to mujhay zaroor btaye.
                 
                • #188 Collapse

                  good post about scalping as a new member mujeh scalping ki definition boht wazih nahi tah ap ney scalping ka bataya boht shukria main ab scalping ko apni trade par zaroor try karoon ga ap ney sahee kaha k kam kam munafa se hum ziyada kama saktey hain ziyada profit ka laluch nahi karna chayie.
                  • #189 Collapse

                    Bhai Yahn,sb ny bht acha explain kiya hai...ye esi batein hmy logo k experience sy e pta chalti hain...n ye forum,is lehaz sy bht acha hai k sb ko bht acha guide kiya jata hai.thanx again
                    • #190 Collapse

                      Dear friend aap ne aik acha sawaal poocha hai aap ne kaha hai k How to do scalping to mai is baray main youn kahoonga k mai abhi new user hon isi wja sai mujhay itni information nhi hai
                       
                      • #191 Collapse

                        Aap agar capital strong rakhtay hain aur aap ki trade loss main ja rahe hay aur bullish trading ka trend chal raha hay to aap apnai trade kay against trade khol lain jis say aik taraf aap ko oss aur doosri taraf profit ho ga
                        • #192 Collapse

                          sclping ak shortest term trading hai or is ma boht zyada risk hota hai is k alawa aj kal tu zyada fokiat long term trading ko di gati hai is lia huma sclping par kam tawajo deni chai or long term trading krni chahia
                          • #193 Collapse

                            Assalam o alikum bhai aap ny kuch theek hi farmay bhai mind tu mera bhi yahi hy k is forex trading par main bhi life time kaam karo ur is ko jitna acha ho saky ga seekhny ki koshish karon ga aap bhi karo is par mehnat
                            • #194 Collapse

                              jee aap ka aapna point of view ha jub ka man aapna point of view rakhty hoon kio k man tu scalping ka haq man ittiny nai jitnay aap han kio man iss rasitay per chultay hooa boht ziada nuqsaan ker chuky hoon....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Very good information shared. Yes scalping main bohat ziada risk involve hota hey. Is main experience ki bohat zarorat hoti hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X