kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?
    mera sawal yeh ha bohat saray trader 3 year se lay kay 5 year ho gay un ko forex me par wo phr b loss kar rehay hain un kay pass exprience or knowledge b ha is ki kaya reason ho sakti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam-o-Alakum my dear friend mare khyal main jo log Forex ka knowledge aur experience hone k bawjood b loss latay hain wo greed he kertay hain aur greed Forex trading main trader ka enemy hay aur lallach main trader apna loss ker jatay hain.
    • #3 Collapse

      Jo trader proper learning ke bad bhi forex me loss khate hain wo trader apni ghalati ki waja se loss khate hain kyun ke wo log rato raat ameer hone ke khuwab dekh lete hain aur apne margin se big lot ki trade lagate haiin is liye un ko siwaye loss ke kuch bhi nahi milta hai.
      • #4 Collapse

        Aisey hazaron traders hein jo proper learning ke bad bhi loss kar rahey hein us ki sab se bari wjha yeh he keh unke pas ko trading plan nahin hota hey aur woh ziada se ziada greedy banne ki koshsh kartey hein money management ko follow nahin kartey hein aur Risk Ratio unka bohot hi ziada high hota hey jiski wjha se woh is main loss karte hein
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

          Forex trading members esotab Hota Hai Jab aap Forex trading mein knowledge and experience to perfectly gain kar lete ho lekin emotionally instability ki wajah se Forex trading main Big Lots put up karne ki galti kar dete Ho Jiski wajah se aapko heavy loss hota hai according to me if we manage our account with respect to proper support and resistance and put up proper stop loss then we can succeed ourself and survive for a long time
          • #6 Collapse

            Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

            Sir jo 5 sal sy trad kar k aur 6 sal sy trad kar k ab bhi always loss karty hein to un ko trad chor deni chahiye kiyon k wo kuch smajh he ni pa rahy dear 5 ya 6 sal sy properly kam karny sy trading itni smajh a jati hy k tottaly loss ni hota profit hota hy kabhi ja k loss hota hy
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

              Kuch traders proper learning k bawajood b loss kar jaty hain es aik waja to demo par kam practice hoti hai un ki understang market k sath match nh kar rhe hoti dosra lack of self confidence hota hai jis ki waja sy woh learning k bawajood b loss ki taraf chaly jaty hain un ki learning to hoti hai practice ziyada nh hoti market ki moving ko focus nh karty..
              • #8 Collapse

                Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                salam dear all. i think jo acha learner ha or knowledge k sath trading krta ha woh kbe b loss ma nae jata or phr b agr koe ja raha tu means he or she is too much greedy. greed is curse. slow and steady wins the race. so sbe sah kaam lain.
                • #9 Collapse

                  Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                  Market sirf technical ka name nahi hai balk is mein fundamental bhai jo technical ko bilkul nahi manti. News trader pr trading khtrnak hoti hai. Mrket khilaf chali jae ya order ghalt lag jae to professional bhi loss krte hain. 100% to koi bhi thek trading nahi kr skta.
                  • #10 Collapse

                    Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                    us ki waja yeh hoti hai ap apni strategy pay amal nahi karty hian ap profit kar k jab over trading karty hain ya ap lalach karty hain tu ap ko loss hota hai or ap ko karna yeh he cheye jo ap ka plan ho ap usi ko follow karian. bina plan k ap trade karian gy ap ko loss be ho ga or ap ki trading skills b loss hogi .esley apni trading mai skills k sath sath apni strategy ko end tak follow karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                      Agar dekhe to buhat sari cheze ho sakti hai jin ki wajha se proper knowledge aur experience hone kay bad bhi insan loss main rahe. Kuch log emotions se har jate hai to kuch log achi strategy nahi bana pate honge. Per main apne experience se batao to mere khayal se ek acha trader jis kay pass buhat hi acha trading plan bhi bana hua ho agar us ki implementation sahi nhi hogi to wo kabhi acha profit nhi le sake ga, apni profitable trade bhi negative main close karega qk wo apne plan ko sahi tarah follow nhi karta aur guse, fear ya over excitement ki wajha sahi decision lene ke kabil nhi rahta tabhi achi knowledge kay bawajod loss main hi rahta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                        Jo bunyadi reason mujhy smjh aati hai k market insan se bahut tez hai. Trader aik rasta nikalta hai to marjet dosre trah loss krwa deti hai. Bunyadi waja money management ka na hona aur kisi aik methide ko follow na krna shamil ho sakta hai. Aik din aik ko try kia dosre din dosra to phir loss he hona hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                          Bahi yeh business hai zarori nahi ap learning karo or ap ko profit he milay . some time aisa ho jata hai k ap ky analysis ghalat ho jaty hain or ap ko loss ka samna karna parta hai or es mai koi issue nahi hai . ap ki overall progress achi ho gi tu ap kamyab trader hain or esleye ap apni learning or seekhny k process main b changes kar sakty hain ager ap ko acha result nahi mil raha tu.
                          • #14 Collapse

                            Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                            I think perfect to koe bhi insan nhi hai, agar achi khasi knowledge hone ke bad bhi nukasn ho raha hai to kahin na kahin ap ki galati hogi, ya to ap ki hikamt e amli durust nhi hai ya ap main sabar aur tahmul ki kami hogi. Ap apne trading plan ko follow nhi karte hoge tabhi nuksan hota hai. Is ke liye ahem hai ke ap apni trading history ka tajzia kare aur jaha ap ko apni galati nazar aae to us ko durust karne ki koshish kare. Is tarha ap kamiyab hoge aur nuksan ki margin bhi kam hoti jae gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer-ch پيغام ديکھيے
                              Asslam-o-Alakum my dear friend mare khyal main jo log Forex ka knowledge aur experience hone k bawjood b loss latay hain wo greed he kertay hain aur greed Forex trading main trader ka enemy hay aur lallach main trader apna loss ker jatay hain.
                              Yes dear thek kaha hai ap ne syd asa hi hota hai but jo log bi forex business me kam krty hai or trade krty hai sbi to greedy ni krty baz uqat jo insan ni bi greedy krta is ko bi loss ho jata hai but forex Business ko krty wakt hum ko greedy ni krna chahiy q ka jb hum greedy se kam krty hai to hum ko is me loss hi hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X