kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: kuch trader proper learning karnay kay bad b loss kartay hain kaya reason ha?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran001 پيغام ديکھيے
    Jo bunyadi reason mujhy smjh aati hai k market insan se bahut tez hai. Trader aik rasta nikalta hai to marjet dosre trah loss krwa deti hai. Bunyadi waja money management ka na hona aur kisi aik methide ko follow na krna shamil ho sakta hai. Aik din aik ko try kia dosre din dosra to phir loss he hona hai.
    Janab Money management tu theek hai lekin us sy pehlay woh jo trade open kar rahy hain us ki base kiya hai. kiya woh just kisi kay signal sy trade ko open kar rahy hain ya phir un ho ney just buy ya sell pay click kar kay judgement pay trade open ki hai. Pehly un ko trend line ko find kar kay us kay mutabiq trade karna hai or us kay bad woh money management karain. woh money management kar kay risk level har trade ka nikal kay us kay mutabiq leverage or lot size ka behtar use karain. yeh sub wo cheezain jo kay basic hai yeh kar kay trade pani trade ko achy sy open or us ka sahi use kar kay earning kar sakta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X