Signal importance in FX

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    signal importance nai hain apni effort sy work karo aur forex aik risky business hai aur is business mein greedy sy bachna hota hai aur is tarah aap success ho paye gy aur is business mein aap ko discpline sy trade karna hota hia aur yehi wajah hai ky hum greedy ki wajah sy is business mein loss kar detay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      signal ki bohat importance hia aur demo account say aap forex ko learn kar saktay hay is par practice kar kay aap ka knowledge mein izafa hoga yeh aik great business hay mein chata hon kay forex ko ziyada say ziyada learn karay takay mein future mein bhi aik good trader ban sakay gayn .
      • #168 Collapse

        Assalam O Aalikum, bhai jan aap ka apna experience hi sab se barra paimana hai kisi ki prediction ko check kernay ka. Agar aap ko market analyze kerna aa gae to aap khud se market ke baray main signals ko check ker saktay hain keh kon sahi hai aur wrong. Kiun keh yahan per koi bhi 100% to hota nahi hai.
        • #169 Collapse

          gee signals bahut important hoteh hein forex mein lekin agar yeh kaam banda khud he sekh ley tu bahut he ziada profit earn ker sakta hai
          • #170 Collapse

            I thing that trading Forex with following someone's signal is a very worst way of trading because it creates some types of dependency among the traders and for that the traders face losses.
            • #171 Collapse

              Ager app ko koi authentic signal provider hy to app us say signal hasil ker sagty hain awal to oaid signal sure hoty hain but kisi bhe pakistani k pass itna knowledge nahe jo sure our short signals app ko day
              • #172 Collapse

                i think signals ka kuch khas faida nahi hota kabhi kabhi ho bhi sakta hai lekin apko chahiye k regular trading he karen aur 15 minute graph zyada use karen us se apko ziada faida hoga. scalping se perhaiz karen kyun ke wo kafi riski hoti hai usmain apko nuqsan bhi ho sakta hai. demo account pe practice karen pehle phir live account ki taraf jain.
                • #173 Collapse

                  good post signals trading ka accha tool han, signals sy market ki direction ka clear ho jata ha.is sy wo malomat jo hm indevisually cullect nai kr sktay wo haman signals sy mil jati han. haman signals ko as a ak tool use krna ho ga completelly stress nai kia ja skta ,q ky markit kisi ky under nai ,market kisi be lambay chnge ho skti ha.is ly signals ky sath sath baki parameters ko be study krna ho ga.
                  • #174 Collapse

                    Bhai signals ki reliability check karnay ka sb se acha tareeq ye hey k ap demo per try kro. Agar 1 ya 2 week result sahi rahay tu theek hey warna
                    • #175 Collapse

                      Dear main toh aap ko yeh suggest karon ga kay aap signals kay chakar main na hi paren toh aap kay liye acha hai.Aap khud experience gain karnay ki koshish karen.
                      • #176 Collapse

                        g bhai g ap ny bht e achi bt poochi hy mn apko i bar m ye btana chahon gfa jk aj kal bht si sites wale hn jo k signals bhejte hn hmen, tu unko chek krne k a treka ye hy k ap unk signals ki trade demo account py lgaen or phir chekl kren k wo signals kitne percent thk thy :) is trah ap jis compny k bhi chahen chek kr sakte :)
                        Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                        :) MR. TRADER :)
                        • #177 Collapse

                          Not a game Forex it is proper business in which you have a lot of chances of gain a lot of amount and get success and make your life very simple and get success in it. business
                          • #178 Collapse

                            g hna bhai mery mutakb to forex me signal koy kam nh daty ku k forex ky market ka koy pata nh k wo kaha py hn aur 1 mint me kha ho gi market
                            • #179 Collapse

                              signal but zarori h us se apko guide line melti h or is se apko pta chlta hy k kab or kis wkat trading kerni h or or new trader ki signal use kerte hn ta k un ko loss na ho tab hi ap is m earning ker skte hn or is ko smjhna zada zaroi h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex trading mai jo bhi trader signal dekhe bina aur analysis kiya trade ko open kerdeta hai market mai ous ko faida nahi hota.isleye hamesha aap koish kerahe ke app jo hai woh money management ke sath chalen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X