Kitny % logo account wash kar k dubara shuro karty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Is ke koi exact figures tu nahi maloom lekin kafi log hain jo apna account wash karanay ke baad dobara shuru kartay hain aur phir loss ho jata hai aur balaakhir mayoos ho kar trading quit kar dete hain. Asi sooratehaal se bachnay ka aik hi tareqa hai ke mehnat se kaam karain aur baghair reserach ke koi position open ya close na karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      es mai percentage ki measurement karna zarori nahi . Forex mai sub janty hain jo trader b apna account wash karty hain woh apni mistake ki waja se karty hain hum sub traders ko stop loss or take profit ka use yakini banana hoga sath mai learning k bina kabi first mai earning ka nahi souchna hoga
       
      • #18 Collapse

        Forex trading Mai bahut kam log profit kar rahe hai Log Yaha par kar kar rahe hai Forex me kaam karne ke liye hai aapko itne kaam karna chahiye period for SMH kaam kar sakte hain aur Jyada profit ko kar sakte hain isliye Pehle kaam koshish Karta kare
        • #19 Collapse

          bat percentage pay a ky khatam nahi hoti bat haqeqat mai yeh hai k ap ki trading skills jo hain kiya woh ap theek tarha se use karty hain ya nahi ager ap ki trading skills weak hai tu ap apna account wash kar sakty ho lose ho sakta hai lekin jab us ka theek use ho ga tu ap k kamyabi hogi
             
          • #20 Collapse

            dear mera account forex me har month hi wash ho jata hay or me per se forex me investment kar k trading karta hon, mujy profit be zeyda howa hay or loss be bahot zeyda, mujy ye business bahot hi pasand hay, es me agar loss ho be jata hay to per se investment kar key loss ko recover kia ja sakta hay.
            • #21 Collapse

              Mera bhi trading account wash ho chuka hai magar main Himmat nahi aa rahi hai aur apni posting Gari rakhi hai aur Main Apni posting Ja Re rakhi hai aur jab tak Himmat Hai tab tak kaam karna hai Forex trading Main Aur Ek Din Forex Mein Ek successful trader Ban Ke Samne aana hai jo bahut jyada earning
              • #22 Collapse

                forex ka maza he asa hain agar hum 1 baaar forex main pesy laga dete hain tu hum bar bar forex ki taraf aate hain agar hum loss b kar dete hain tu pher b hum invet karne hain or yahi soahte hain k pher invet kare or karte jy is liye kafi los account wash kar chuke hain par kafi lof apna recvoer b kar chuke hain jesy k meri college ki friends b kar chuki hain
                • #23 Collapse

                  50 50 % hoty hyn mostly log start m esy smjhty nai hyn r kaam start krty hyn r lalach etni hoti hy k bas aik he din m lac patti banna chahaty hyn to es leay wo loss kr dyty hyn r pir bad m sahe sy kaam start krty hyn loss m b aik sabaq milta hy agr loss na ho to pir ehtiyat mushkil ho jati hy
                  • #24 Collapse

                    Bhai g kitne persent log loss krty han ye to apko koi bhe member nhe bta sakta kun k hr waqt koi member profit earn kr rha hota hy to koi loss kr raha hota hy or rhi bat account wash hone ki to wo koi jan bojh k nhe krta qismat dhoka dy jati hy jis ki waja se account wash ho jata hy ok bhai jan
                    • #25 Collapse

                      Dear mostly jo b forex start karta hy os ka acccount wash he ho jata hy start mai ap ko chaiye k es business ko seekho aur ache se le kar chalo q k agar ap ne aysa nhn kiya tu ap ko ap ki mehant ka kch b phal nhn mile ga es liye ap ko mehant must karni ho giii...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kitny % logo account wash kar k dubara shuro karty hein

                        Janab ap percentage ko na daikhain. Forex aisa business hai jo ap ager apny experience or apny rules ko follow kar kay es ko karty hain tu ap ko kamyabi mily gi ap ko nakami ki taraf nahi jana parta hai.esleye ap apny rules ko follow karain. ap ko pata hai ap ki weakness kiya hai. un ko havi na hony dain or apni trades ko humesha proper way sy shoro karain or apny strategy ko test karain or time to time modify kar kay kudh ko update rahkain gy tu ap ko kamyabi mil sakti hai.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X