ibtadai forex traders ka masla kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ibtadai forex traders ka masla kia hai
    jo new forex me any waley hein wo kehty hein k jaldi se koi humein 1 ya 2 din me sikha se forex aur ap raato raat ameer ho jay un ko ye nehi pta ye kaam josh wala nahi hai pal k hosh wala
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    traders ko start me jo masla hota hay wo hay learning ka masla new traders ko samaj me nahi ata k wo kesy trading me profit earn karen esi waja se demo account esy logo k ley banaya gia hay
    • #3 Collapse

      ji bilkul yehi bat ha new traders ko lagta ha k ham eik do din ma kafi samj a gai ha aur ab ham bohat zeada rich ho jay gy lakin asa nahi hota hamy forex trading ko zeada sy zeada time dyna parta ha pher ham kamyab hoty hain..
      • #4 Collapse

        JO log aik din main rich banna chahtey hain woh nuqsan uthatey hain. Beginner ka yeh problem hota hy keh woh aik din main buhat sara profit hasil krna chahtey hain aur yun apna sara balance destroy kr key disappoint ho kr forex ko chhor detay hain. Forex main kamyabi milti hy lekan sirf aur sirf mehnat sey.
        • #5 Collapse

          G nahi main years se ho forex trading main lekin main bhi losses kerjata ho forex trading ek complete business hai jis ko apne hard-work kerke learning kerna hai kiyun ke forex trading ko seekhey bagair ap kuch nahi kersakte hai so plz is business ko learn karey then earning karey
          • #6 Collapse

            han starting ma asa hi lagta ha trading itni mushkil nahi ha ham asani k sath is ma bohat paisa bana ly gy lakin asa nahi hota hamy forex trading ko learn karna parta ha..!!
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirg2331 پيغام ديکھيے
              jo new forex me any waley hein wo kehty hein k jaldi se koi humein 1 ya 2 din me sikha se forex aur ap raato raat ameer ho jay un ko ye nehi pta ye kaam josh wala nahi hai pal k hosh wala
              Dear member app bilkul theek keh rhay hain main khud b new member hun or dosron ko daikhny se to yahi hi lagta hae k ham 1 ya 2 din main seekh jaen ge or bhut jaldi hi bhut si earning kr lain, lakin aik acha traders bannay k liye learning or seniors members ki rehnumaai bhut xrori hae.
              • #8 Collapse

                New comers yeh chahtey hain keh woh aik din main rich ban jayen aur is maqsad key leye woh big volum of lots use krtey hain aur lalach sey trading krtey hain aur yun apna sara account wash kr bethtey hain. Unhain chaheye keh woh pehlay forex ko seekhain aur phir us key mutabiq kam karain.
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne trading mein raton rat ammer nhe bnana hota he blkeh apne trading mein sahih mhnt krne he aur apne trading mein proper experience se trading krne hote he phr hmein apne trading se ache income asane se hote he
                  • #10 Collapse

                    Easa forex main nahe hy ye short business zaror hy par us maen aik din main join kerna our pher sedha real account main trading kerna our pher ratoun raat ameer bnany k dreams he say traders ko boht loss hoota hy slow win kia ja sagta hy
                    • #11 Collapse

                      yes new traders ko time dena chaye forex ko learn karne main un ko jaldi nahee karna chahye is tarah wo trading nahee seekh sakte hain aor loss main rahe ge is liye trading seekhne k liye kuch time zaroor dena chaye
                      • #12 Collapse

                        G han bhai jan hamen bht hi sakoon k sath bilkul relax ho k trade krni chaey kun k or trade bhe usi waqt krni chaey k jb ap k pass knowledge ho forex market k bare me or apka experience ho trade lgane ka jo humen demo account me practice kr k hasil ho sakta hy ok bhai jan shukria
                        • #13 Collapse

                          dear wo learnign nhn karte aur bina learnign forex mia master banna chahte hain es ki waja se on ko jba loss hota hy tu on ka confidance level down ho jata hy phr wo loss karte jate hain aur learning ki tarf nhn jate phr aik time aata hy wo forex se quit ho jate hain,,,
                          • #14 Collapse

                            new traders ka sb sy bara masla yeh hai keh wo forex trading ko achi tarah learn nhi karty demo per practice kiye baghir ziyada investment kar k real account per trade karna shoro kar dety hain aur lot size bahut ziyada lga lety hain jis ki wja sy un ko kafi loss hota hai phir kehty hain forex to scam hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ibtadai forex traders ka masla kia hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
                              yes new traders ko time dena chaye forex ko learn karne main un ko jaldi nahee karna chahye is tarah wo trading nahee seekh sakte hain aor loss main rahe ge is liye trading seekhne k liye kuch time zaroor dena chaye
                              Dear jab tak new trader h ya old trader ho jab tak woh apni planing ko follow nahi kary ga woh loss face kary ga. us kay leye zarori hai kay woh apni strategy aik bana lain. apny sub plans, pairs, leverage etc ko waha note kary or daikhye kay future mai us ko kaisy trade karni hai or apny banaye howy rules ko follow kary. es bat ka yakin kary woh experience kar kay he trade kary ga. es tarha shortcut ko chor dy or apny previous mistake ko recover kary or learning kay bad practice kar kay trade kary ga tu faida hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X