new trader k liye 1 achi baat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new trader k liye 1 achi baat
    pely aur akhri baat aap ko ye batana chahta hon k kisi b kam me mayus nahi hona chahy wo is liye k jab ap pehly hi soch lete ho k ye kama muj se nahi ho ga to wo ap kabi b nahi kar sakty kun ka ap ne us kam ko dil se karna hi nahi hai forex me ap ko rozana 3 se 4 genty dene hi pary gy tab hi ap full time kama sakty ho aur ye b kabi nahi soch na k ap ye kam kar nahi sakty ye mukil hai wo kehty hein na koi b insan apni maa k pet se sikh kar nahi aata bas dil me than lo aur lag jao forex me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex totally trader k knowledge our experience k oper depend kerta hy hum usy part time karin ya full time hum ager proper tools and rules ko follow ker k trading karein gay to tab he ache income ho ge
    • #3 Collapse

      gee haan bhai forex trading se hmein boht profit hota he aur forex trading se hmein ache income ka zaria milta he aur hmein chahe keh ham apne trading mein acha learning ko dia krein aur apne trade experience se krein to hmein boht profit ho ga
      • #4 Collapse

        Re: new trader k liye 1 achi baat

        Ager ap new trader hai ya old trader hai.es bat ko samaj lain kay ap ki kamyabi ap ki strategy main hai. ap ki strategy jis kadar strong hogi ap us kadar acha perform kar sakain gy. lalach, shortcut, bara lot size, over trade etc yeh woh sub basci cheezain hai jo ap ko acha khasa loss daiti hai or ap ko in loss sy bachna cheye. jab tak ap kudh pay depend nahi karain gy or apni learning ko continue kar kay experience ki base pay nahi kam karain gy tu ap aik kamyab trader nahi ban sakty hain. esleye apni struggle sy ap ko kamyab hona hai.
        • #5 Collapse

          Re: new trader k liye 1 achi baat

          forex trading k releted amaizng learning share ki hain apne forex trading main work karne k liye forex trading main regular pratice kare achi earning akrne k liye forex trading main achi tara learning karna parta hain jisne learning ko strong kar k kaam kiya vo traders best earning kar s kte hain forex trading ka busniess ek kamyab busnies hain forex trading main regular rpatice karna parta hain agar ek traders forex trading main best learning k sath kaam kare ga tu feature main kamyab ho skte hain forex trading ka busniess ek amaizng earning karne wala busniess hain forex trading main best learning karna parta hain regular pratice karna parta hain tu kamyabi b mil skti hainjisne learning nhe ki vo big loss kar dete hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: new trader k liye 1 achi baat

            forex trading main har kisi ko kaaam karna hain tu best learning kare Hamen trading sikhane ko importance Dena Hoga Uske bad hi Ham Kamyab ho sakte hainJitna jyada ho sake aur Kitni jyada ho sake mehnat karay ta k aap Kamyab rahain aur aap apne future ko strong Karen isiliye Jitna ziada ho sake apni mehnat ko badhaen Taki aapko Achcha knowledge Aur experience Hasil ho aur Damo account per bhi kam Karke aap Acha experience Hasil kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X