Aslaam o Alaikum.
Dear pak forum members, mairay knowledge aur experience k mutabik har aik traders ka yeh basic hak hai aur uski responsibility hai k wo forex market main trading karnay say pehlay jab apnay account ko open karta hai to wo trading ki har us cheez aur knowledge k baray main jannay ko important samjhay k market main kaam kaisay karnay hai aur wo jis broker k sath apnay account ko open kartay huway agreement kar raha hai usk agreement main jo kuch likha hai usay care k sath read kartay huway broker k sath attach aur verified ho.
Trading ko start karnay say pehlay har aik traders k liye yeh bhi lazmi hai k wo apnay brokers k baray main ziada say ziada jaan kar usk baray main tekeek karnay k baad usay join karna har aik traders k liye best hai qk agar ham is kaam main ignorance kartay hain to hamara account kabhi bhi kisi aisay reason ki wjaha say block ho skata hai jisk baad hamain kisi na kisi aisi pareshani ka samna ho skata hai jisko clear karna har aik k liye mushkil sakta hai.
Trading Rules:
1. Consistent techniques ka istemal karna.
2. Yeh decide karna k kab market main entr hona hai aur kab is main say exit hona hai.
3. Market main entry say pehlay honay walay lose aur profit ko calculate kartay hwuay start karna.
4. Bar bar stop loss ko change na karna.
5. Take profit k hit honay say tak trades ka wait karna.
6. Money management ka proper istemal karna.
7. Trading techniques ko kabhi bhi loss ki wjaha say change na karna.
8. Free signal ko kabhi bhi seriously use na karna.
Agar ham in rules ko follow kartay huwy market main trading kartay hain to mairay hisaab say agar hamain loss bhi milega to usk badlay main bhi hamko achi learning aur acha experience hasil hota jaeyga jisk liey zaruri hai k ham trading say pehlay in rules ko follow kartay huway apnay kaam ko start karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим