Indicators ka use kesy seekhain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka use kesy seekhain??
    Trading ki field mein beginners ko trade karte waqt indicators ke bare mein kyunki jyada knowledge Nahin hota aur experience bhi kam hota hai hai to unhen indicators ko use karne mein symbol aur aur understanding ki Kafi problem hoti hai iske liye unko indicators use karne wali trading videos dekh Kar unke details ko samajh Kar Hi indicator ko use karna chahie agar sahi tarah se indicator ke details pata Nahin Hogi tu to galat predictions hone ki vajah se results minus mein bhi ho sakti hain. Isliye indicators ko use to jarur Karen magar unke bare mein mukmmal information lekar aur unko demo account per practice karne ke bad unhen indicators ko use Karen Jin main aapka experience behtar Ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ka use kesy seekhain??

    indicator ko use karny kay leye sub se best hai ap us ka time frame use karian. ap time frame ager use karty hain tu ap ko pata hona cheye kay ap kitna time frame use karn hai ap kay time frame ager h4 ka hai tu ap us ko indicator pay set karain gy tu ap ko indicator ki value be usi hisab se set karna hogi kay chart pay acha combination ho ap ki indicator ki value ka,chart ki setting ka jo ap tools draw kar rahy hain or 3rd ap ko time frame set karny ka sahi pata hona cheye us se ap achi tarha apny indicator se result hasil kar sakty hian or ap apni trading mai indicators se achy signal hasi kar kay trend find kar sakty hian.

    اب آن لائن

    Working...
    X