aam ghaltian jo ham forex ki ibteda main kartay hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aam ghaltian jo ham forex ki ibteda main kartay hain.
    dear forex forum members jub ham new thay to tab bhi ham aisi kuch mistakes kartay thay jink baray main hamain koi bhi pata nai tha aur hamin jinki wjha say is market main honay walay losese ka bhi koi pata nai chalta tha laikin agar ab ham khud ko is kabil samjhtay hain k hamain unka pata chal gaya hay to hamain apni un mistakes k baray main apnay sab members k sath share karnay main koi bhi harj nai hay jis say hamain bhi faida hoga aur umeed ki ja sakty hay k ham bahut barray losese say bhi bachnay main kamyba ho skatay hain.un ghaltionki kuch examples ham ap k sath discuss kartay hain.

    market k trend ko follow na karna.

    dear forex market main ham is main sab say pehlay jo bunyadi ghalty kartay hain wo yeh hoty hay k hamain yeh pata nai hota hay k jis pair main ham enter ho rahay hain uska main trend kia hay aur uska current trend kia hay agar ham yeh jaan kar is market main enter hotay hain to ham isk start main he achi trading pick karnay say acha profit bana kar market main kamyabi ki pehly line main he kamyab ho skatay hain laikin agar ham is baat ko ignore kartay hwuay is main enter ho jatay hain to yeh hamaray liye sab say barri mistakes hay aur hamara lose yahin say he start ho jata hay.


    aisay pairs main kaam karna jiska hamain koi expereince nai hay.

    dear forex market main kaam kartay hwuay hamaray samnay sab say main ghalty ham yeh kartay hain k jub ham kisi k kehnay say is main enter ho jatay hain laikin hamain yeh pata nai hota hay k ham jis pair main kaam ko start karnay walay hain uska hamaray pass koi bhi experince nai hay aur na he ham usk baray main kuch khaas janatay hotay hain jiski wjaha say hamain us main kaam kartay hwuay samjh na honay ki wjaha say hamko market main lose ka samna ho jata hay jo k lose ki sab say aik barri aur main wajha hay.

    big leverages ka istemaal.

    forex market main jub ham apnay account ki leverages ko control nai kartay hain to hamain is main kaam kartay hwuay tb bhi lose hota hay jiski main wjaha yahi hoty hay k ham is main apnay acount ko maintain nai rkah patay hain jo hamaray losese ka sabab bantay hwuay hamain market say out kar daita hay jisk zaruri hay k hamain apnay account ki leverages ko zarur managemnt k sath set karnay say hamin lose main kami ho skaty hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aam ghaltian jo ham forex ki ibteda main kartay hain.

    Dear Forex main jo mistake ki jati hai woh humari apni weak points ki waja se hoti hai ap apny weak points ko jab tak prepare nahi karain gy tu ap ko in mistake ka samna karn hoga or ap ko loss hota rehy ga. koshish karain aisi trades open na karian or na he aisy kam karain jis se ap ko loss ho apni strategy pay focus karian kay ap ko pata chalay kay kaisy trade ko karna hai or kaisy ap faida otha sakty ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: aam ghaltian jo ham forex ki ibteda main kartay hain.

      Ji bilkul jo him abtda min gahlti krtea han Karte Hain wo Hamen Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham Dahi Mein galtiyan Karte Hain To Hamen Iske nuksan Hota Hai Pahle Ham kam ko Sikh Le bad Mein Ek kam karna chahie Kyunki Jab Hamen is kam Ka Pata bhi nahin Hota To Ham itada Mein galtiyan karte hain Hamen chahie kya Ham pahle is kam ko sikhen bad mein se kam ko Karen Kyon Kiya Jab Hamen yah kam Aata Hoga To Ham ismein ziyada Achcha kam Karenge Jitna ziyada Ham Achcha kam kar Sakenge Hamen Itna ziyada fayda hoga

      اب آن لائن

      Working...
      X