Trading man zuada profit ka lalch na krin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading man zuada profit ka lalch na krin
    Je han my frinds forex trading man zuada profit ka lalch na krin kun k kosh log zuada profit kmany k lalch man khod sy loss bhi kr daty hin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    helo, my frinds forex trading man zyada profit ka lalch na krin? kun k kuch log zyada profit kmany k lalch man khod , loss bhe kr lety hin./////////////////
    • #3 Collapse

      G ap ne theek kaha hy k hum ko forex trading mein profit ka ziada lalach nhi karna cahaiye kiok is lalach ki waja se loss bhi ho sakta hy aur is lalach mein hum apna investment k sath apna profit bhi loss kar daty han is profit ka ziada lalach nhi karna cahaiye kam profit bhi buht hy
      • #4 Collapse

        G han bilkul agar ap forex me new hain to ap ko trading me zeyada profit ka lalach nahi karna chaiye bal ke starting me apko low profit hi uthana chaiye aur ahista ahista aage barhte rehan chaiye agar ap starting me hi bara profit uthane ke chakar me par jao ge to apko starting me hi loss hoga aur phir apko trading achi nahi lage gi..
        • #5 Collapse

          g bilkl sai kaha trading men zada manafa kmany k lalch na karn is sy account b wash ho sakta ha patience sy kam karn over trade na karn zada manafa kmany k lalch men trade sai ni ho gi mistakes hon gi jis sy loss ho sakta ha
          • #6 Collapse

            dear ap na bat bilkul e theek ke ha ka forex trading mn kafi zyada log es bat ke lalech mn mar kha jata hn ka log es bat ka wait krta jata jn ka ab thora mzeed profit mila thora aur ka chakr mn achanek unka loss hona start ho jata ha
            • #7 Collapse

              Jo bhe greedy trader hota hy wo kabhe bhe successful trader nahe banta hy koin k aik na aik din us ka laluch say usay kafi bara nujsaan ho jata hy our success mushkil ho jate hy
              • #8 Collapse

                G treadng mn zyada lalch na krn blke spna an target set or lna chaye
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayesha Abubakar
                  waqiay zada lalach nuqsan ka bais bnta h ....
                  han g sba na he suna hai k lalach buribala hai
                  but uss ka sahi andaza aap ko Forex ma dekhny ko milta hai jab aap log zeda ka lalch krty hain ti aap ka pora ka pora account he wash ho jatabhai Uff lalch na marwa doya
                  • #10 Collapse

                    G ap ki baat theek hy k hum ko forex trading mein profit ka ziada lalach nhi karna cahaiye jo profit ho wo bhi theek hy cahaiye kam hi ho kiok forex trading mein market ka kuch pata nhi hota hy k kab kis tarf move kar jaye aur ap lalach mein ap ka balance k sath ap ka profit bhi loss mein badil jaye is liye kam profit behtar hy ziada se
                    • #11 Collapse

                      yes profit utna hi target kare jitna k aap ka experience hai yani agar experience kam hai to kam profit target kare
                      • #12 Collapse

                        Forex trading sabr or planning k sath karen . is me greed ka koi concpt ni ha agar ap zyada lalach karen gay to ap ko boht nuqsan ho ga is ley is me lalach se bach kr trading kia karen to ap ko faida ho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ashraf405 پيغام ديکھيے
                          Je han my frinds forex trading man zuada profit ka lalch na krin kun k kosh log zuada profit kmany k lalch man khod sy loss bhi kr daty hin
                          yes my dear brother aap ne bilkul sahi kaha hai ager ham forex k business mein lalach se kaam lengy to is mein hamein profit kam aur loss kafi ziyada ho sakta hai kiun k kuch members ko jab thora profit ho jata hai to wo lalch karty hue apne acount se aik sath bohot sari trades open kar dety hein bad mein jis ka nuqsan hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X