Average strategy is mostly works
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Average strategy is mostly works
    Dosto average strategy kia hai aur keasy aur zyada kin pairs main fruit full hai ?
    Buhat se trader Average trading karty hain spouse agar WO buy ki trade open karta hai to market agar hundred point opposite move kar jaey to WO aik trade aur buy ki open kary ga aur easy hi agar aur move karti hai to wo aur open kary ga aur wo jab pull back karta hai to pehli trade se fourth point down bhi ho to wo averagely bary profit main hota hai trades profit main close karta hai aur hai entry ka wait karta hai
    Ye zyada un pairs main work karti hai jo pairs pull back zayada karty hain for example GBP/ CHF air EUR/ CHF In main to ya kamal hai
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes you are right bro
     
    • #3 Collapse

      dear bilkul ap theek kha hai is mai kam karny k liya ap ko is mai bhot zaida mehnat karna parti hai jab ap is mai kam karty hai to ap is mai kam karny k liya ik plan k sath ana chae hai jo k ap k liya acha hai
      • #4 Collapse

        average strategy mery khayal se kafi logon ko pata hoga kay aap market me mazeed order place karty rehty hain jab tak market pull back na ho aap orders place karty rehty hain iska faida tu bohat hai or apka loss bhi jaldi hi recover hota rehta hai magar is me koshish yehi honi chahiay kay apki pehli lot choti ho 2nd us se bari phir 3rd or 4th wali sab se pari ho is se bachat ziada ho jaati hai or fear of account wash bhi nahi rehta.
        • #5 Collapse

          ok dear its good info i will check this stregty for forex trading this is the realyy good buisniss and you can earn more and more from this buisnisis so work hrad this will be good for you
          • #6 Collapse

            Bhai mujhe Sahi Say samajh nahin ayi k Ap nay Kaha K Agar buy ki Trade open kartay hain Tou Market 100 points opposite move Karay Ge Tou loss ho gaa... orr loss par he Dosri trade phr Tesri phr 4th...aisay tou Capital he blow ho jaye Ga,please thora Tafseel Say Average Stretegy Ko byaan Karain Takay hammain Samajhnay main or zyada Asaani ho
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              han ji ap ne bht achi baat sahre ki hai aur main bhi asi tarha trading karta hoon ke aik trade open karta hoon jab wo trade 100 points loss main jati hai tu main 2nd trade open karta hoon jab pheli trade 50 points profit main ati hai ya 80 points profit main ati hai tu loss wali trade ko close kar deta hoon main mje half profit milta hai but mujhe loss nahi hota
              • #8 Collapse

                mujhay ny pata k average straegty kya hoti ha but yehi hoti ho gi jb market apki favour me ho tu ap zaida se zaida order place kr sktay hain ku k us time market apki favour me ho ager apki favour me na ho tu na kren me tu open trade krti hoon is liye mujhay koi idea ny ha isk baray me k average strategty kya hoti ha.
                • #9 Collapse

                  ASSALAM O ALEIKUM yes average stregy also works in forex,,hamein bhi dosre traders ki trah average trade krk phele apne apko is laiq banan cahye k hum bari trade bhi aram se krsakein ,,isi lye average strategy ka istamal krte hain ache traders
                  • #10 Collapse

                    alright expensive the excellent facts i most certainly will go here stregty for fx trading here is the realyy excellent buisniss and generate an increasing number of from this buisnisis consequently work hrad this is healthy.
                    • #11 Collapse

                      main nay ye strategy use ki hai or ye useful bhi hai lekin is strategy ko use karny kay liey patience bhi hoona chahiey.boohat say loog jo wait nahin kar sakty,un kay liey ye strategy best nahin hai.
                      • #12 Collapse

                        forex market main aap ny daikha hoga k trading karny k bohat sary tareky hoty hen hum ko chaheay k is market main apna apna method use karyn or ye sab hum apny apny trading experience ke base par he kar skty hen.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading professionals utilize shifting averages for diverse causes. Some use them since their own major analytical instrument, although some just use them as being a confidence designer in order to support their own expenditure decisions. In this particular portion, we can current some unique variations of methods - making use of these individuals directly into your buying and selling style is your responsibility!
                          • #14 Collapse

                            Main ny averge stratgey kay bare main kafi threads pahre hain aur yahe daika hy ky har koi isy apny apny style main use kat raha hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bahi ji main bhi bilkul esi trha krta hu main asa hi trade open kartaa hoon mujh apaat hoota ha uss na hamara favour main zaroor anaa hota ah a lakin mara style yahi ha tarding ka orr is main mujh a bohaat sa faida ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X