Newbie and new commer ko ye Thread zarur parhna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    thanks sab ki taraf se becoz of aap ne bht achi learnning di he nd hopefully newcommerece essko use karn ge ure earnning me acha nam kama sakan gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      i agree with u aur me is buissness ko seekhna chahta hun sabar k sath aur me ye samjhta hun forex duniya ka world class buissness hai aur kafi log is buissnes se atach ho kr ko trade kar k bouhat acha profit gain kar rahy hain
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #78 Collapse

        Very nice bro its good msg for new and Older User bro mujje bhi is se boht hi accha msg milla he me apki yeh keys forex main use karunga aur hamesha Profit me rahunga
        • #79 Collapse

          Yes i agreed with this post. Ye post sab ke liye beneficial ha. ic main bohat achi information ha. newbies ko ic par amal zaror karna chahiye. i like this post very much.
          • #80 Collapse

            yes you are right trading mein luck hota hai q k trading mein risk lena lazim hota hai ap ko trading karne se pehle demo par work karna chaheye jis se ap ko forex par trading karne ka experiance hasil ho sakay aur ap ko is ki puri knowladge ho jaye aur ap zindgy mein aik kamiyab trader ban saken
            • #81 Collapse

              thanks rizwan sir aap ne bohat nice information de hai humain agar hum is tarekay se tarde karaty hain to zaror success hasil karaty hain yeh forex main kuch khas point hain ji n ko faloww kia jay to hum aik achay tarder bna sakty hain
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Mai es Forum pay new trader or new person ko welcome karta ho or mai un ko kuch khas batain batata ho jo un k leye kafi achi hai trading k leye.
                1-Forex ki study ko humesha jari rahkain or Demo pay paractice karain jo b ap study karty hain.
                2-demo pay trading karny se pehlay meta trader k har tool ka use karna seekhain
                3-humesha sabar se kam lain.Lalach na karain or na he jazbat k sath trading karain
                4- risk or money management ka kiyal rahkain jab b trade open karain
                5-fundamental and technical analysis ka use karain
                6-market ka trend samjain or achy waqt ka intizar karain
                hope meri yeh post se ap kafi kuch seekh sakain gay.
                :cool: :cool::D
                thank you my dear brother ap nay bohot achi post ki hai or is post ham nay bohot axha knowledge gain kiya hai , mai ap inshaALLAH ap k bataye huay methods pay amal kar k in ko trading mai apply b karun ga
                • #83 Collapse

                  New logo ko jitna bhi time demo per trade karne main lag jye ga yeh hio in ko safe trae karne ke liye tiyar kare ge aur app ko is min rade ain hune wali mistake aur is ko thik kar ke apne real account main na use karne ke liye khud ko tiyar karna ho ga .kuch indicator aur analysis aur view ko bhi read karna ho ga phir yeh successful ho ge .
                   
                  • #84 Collapse

                    g bhai jan ager new comer is pr amal kre ga to yakinan us ko loss nahi ho ga g forex trading businuss ak aesa businuss ha g jis me jis ne b lalach ki us ko loss zrur hua ha g is lie is lalach ko apne ander se hatam kr dena chahe g
                    • #85 Collapse

                      well jo cheezain thread ki starting main btaye gaye hain wohi darasal sab se ahem hain, ham agar sabr se kam karein gay to sab kuch sahi jai ga aur hum profits easily bana sakain gay, kyunke phir hamain jaldi nai hogi aur hum trade sahi waqt par open karein gay jis ki waja se profits achay milain gay aur hamara analysis bhi improve hoga.
                      • #86 Collapse

                        Rizwan bhai aap ki advices bohat achi hoti hain. sab se zayada mushkil cheez mujhe meta trader ke tools ko use karna lagta hai. un ki to zara bhi samajh nahi aati ke kis tool ko kis waqt aur kaise use karna hai. bahar hal aap ki advices new traders ke liye bohat helpful hain. best of luck for all new traders.
                        • #87 Collapse

                          bhai ap nay apnay is thread main buhat achi batain lekhi hai.ager new trader in sab per amal ker kay is business main tarding karain.to us ko apni trading main acha profit hi hoga.mager phir bi trader is business main a ker zayada greed karnay ki waja say is business main loss ker bathty hai..
                          • #88 Collapse

                            Bhai great sharing waqai apne bohot hi piyari sharing ki hey aur main sab newbie ko yeh advice dungi keh woh isko zaroor follow karen aur unhen is main faida hi hoga.
                             
                            • #89 Collapse

                              Jee bilkul learning practice k bagair kuch nahi hoti kyun k agar ap sirf learning hi krenge to ap sirf ek acha lecture de sakte hain forex trading pe or practical kuch nahi krsakte to practice must hai ab chahen to demo trading par kren ya real account par hi charts par apne analysis k hisab se levels set kr k dekhen k analysis kitna behtr hoa.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                bhi ap ki post baht usefull he new k lay aur yeh forum nya he to log bhi nay nay aa rhe hein main ne bhi ap k pst se kafi seekha he shukria.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X