assalamu alaikum dear Forex member jab of beginning level per Forex trading market mentor hote hain aur currency pairs trading karte Hain to aisi situation main aapko different types ke currency pairs available hote hain in ki briefly details main aapse share karna chahta hun.
Major currency pairs
Forex trading me jab aap trading karte Hain to aisi situation mein kuchh aisi currency pairs hote hain Jin mein USD involved hota hai aise currency pairs ko aap Forex trading mein major currency pairs kahate Hain aapko hamesha major currency pairs per bahut soch samajhkar trading karna hoti hai kyunki inki volatility bahut jyada hoti hai.
Cross Currency pairs
dear jab aap market mein aise currency pairs per apni trading karte hain jismein aapko USD per involve nahin hota to aise currency pairs ko cross currency pairs ka naam Diya jata hai ine ki market mein volatility as compared to major currency pairs minimum hoti hai.
Exotic currency pairs
Forex trading me jab aap exotic currency pairs ki study karte Hain to aise currency pairs jhonke developing countries ke currency pairs hote hain unko exotic currency pairs ka naam Diya jata hai infiltrating bhi aapko bahut jyada soch samajh Kar aur lagging indicators ki information ke mutabik karni chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим