RSI kia hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI kia hai
    helo friends me app se ye sawal karna chata hoon ke trand me jo RSI hoti hai wo kia hoti hai is ka istamal kase karte hai me ne google par dakha hai ager RSI 70 par ho to sell karna ager 30 ho to buy karna ka isara hoya hai kia ye sach hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap ny pocha haa k rsi kiaa haa to is k bary may maa khna cahta hu k rsi ek indicator haa jiss ko hum trade krny k lie istimal krty haan is k lie humy isy use bh krna anaa cahye to fidaa hotaa haa...
    • #3 Collapse

      Ye aik boht he acha our simple indicator hy jes say aik simple strategy say acha profit bna sagty hain jab 20 value ko touch jarey to buy our jab 70 ko 1 h chart main touch jarey to sell ho ga
      • #4 Collapse

        Dear mujay edr kuch nhi smj a raha hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain kr forex bht mushkil kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best ksam hai
        • #5 Collapse

          rsi kis hay or ks kam ata hay es k barey me to mera bhe koey khas tajurba nahe hay kun k mera bhe abhe tak es se koey wasta nahe para woana me ap ko zaror batata thanks
          • #6 Collapse

            ye sab indicators k list ma hain ye sab indicators trend indictors ya lagging indicators k tor pa use hoty hain and market ko dekhty howe aap is sa market ko predict kr sakty hain and trend jan sakty hain
            ye ik MA ki trha ka indicator he hau jo k uss teha vakue set kr ka and startgy bana kr use kiya jata hai
            • #7 Collapse

              yes RSI aik indicator hai aor aap ne sahi parha hai rsi 70 ho to sell kare aor 30 ho to buy aap is ko demo account pe check kar skate hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shahzad2chak پيغام ديکھيے
                helo friends me app se ye sawal karna chata hoon ke trand me jo RSI hoti hai wo kia hoti hai is ka istamal kase karte hai me ne google par dakha hai ager RSI 70 par ho to sell karna ager 30 ho to buy karna ka isara hoya hai kia ye sach hai
                jee mere bhai aap ne aik bohot hi behtreen sawal kiya hai aur ye trend mein jo RSI hoti hai ye aik well known indicator hai iss se aap ko market k judge karne mein bohot aasani hoti hai aur jab aap trade open karty hein to ye indicators aap ki help karty hein ziada se ziyada profit karny k liye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: RSI kia hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                  Ye aik boht he acha our simple indicator hy jes say aik simple strategy say acha profit bna sagty hain jab 20 value ko touch jarey to buy our jab 70 ko 1 h chart main touch jarey to sell ho ga
                  Dear yad rahkasin kay RSI ki values sub pairs trading kay leye aik jaisi nahi hoti hai. ap apni trading main jab RSI ki values ko use karty hain tu yeh eurusd kay pair ki standard values hoti hai lekin sub main use karain gy same time frame kay sath tu ap ko acha result nahi mily ga. esleye practice sy values apnuy pair ki find karain phir es ko use karain gy tu ap ko achy signal es sy milaingy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X