id card urdu ya English

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: imran009
    Id card urdu mai ho ya english mai is sai kuch nhi hota agr aap ne Pakistan mai rehna hai to Urdu mai ho to thk hai aur agr aap ne Pakistan sai bahr jana hai to English mai hona chaahiye.
    aesa nhi hai ye company jo hai wo international company hai iss m aao urdu ka kuvh nhi kr sakty bciz un ko smjh nhinayegi ap k pass English card hona chaye verification k liye and agr urdu hai tu uss ki translation copy honi chaye and notory public sa uss ki tasdeq honi chaye then aap ka account verify ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko is mein jasa marzi id card ho app is mein use kar saktay hain app ko is mein mehnaat karna ho ge aur laaluch se dur rehna ho ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        ager aap nay apnay trading account ko verify kerwana hy to aap kay pas English ID card ka hon zarori hy is ki madad say easily apna account verify kerwa suktay hain lakin ager aap kay pas English CNC nahain hy to aap apna passport bhi is maksad kay liay use ker suktay hain aor driving licence bhi istamal hota hy.

        اب آن لائن

        Working...
        X