Forez trading me jo bhi indicator istemal karte hen ya jo bhi strategy hum apne trading k leye behtar sochte hen un sab k forex trading me lazmi benifits hote hen. Hamen forex trading me sahi mano me kaam karna hai to hamen sare indicators ka agar nahi andaza to jo indicators hamen faida den un ka to lazmi istemal hona chaheye. Jese swing trading indicator hai ye hamare leye bohut faida mand hai. Swing trading indicators k bohut sare benefits hen jese:
Hamare loses kam karta hai
Swing trading indicator hamre trading loses ko kam karta hai, is ki waja ye hum hum trade ko top peak point pe hi open karte hen, ye top peak point overbought ya oversold dono me se koi bhi ho sakta hai. Lekin agar in case hamare tared ko loss hota hai to ham ne jo stop loss lagaya hota hai wo aise point pe hota hai k us se loss hemn kam hasil hota hai. Dosra hamen bhi trade ko monitor karte rehna chaheye k agar trade profit nahi de raha to foran us ko close karna chaheye.
Sab se kam risk hai
Swing trading indicator sab se kam riski hai aur is ka risk ya to 1% hota hai aur ya is se bhi kam hi hota hai. Swing trading indicators me risk ki kam hone ki waja ye hai k hum trade ko overbought aur oversold k top peak points pe hi open akrte hen aur us me trade ko mazeed agay ko move karne k chances bohut hi kam hote hen.
swing trading indicator hamare emotions k mutabiq hai
Swing trading indicator hamare emotions k ain mutabiq hai q k is me hamen loss ka khtra bohut hi kam hota hai aur hamen jo loss melta hai wo bohut minor percentage k hisab se hi hota hai to hamen ye indicators bohut suit karte hen.
Hamesha hamare plane k ain mutabiq hota hai
Swing trading indicator hamare plane ko sahi jadge karte hen aur hum is se apne planning k mutabiq profit hasil akr sakte hen. Swing trading indicators me hum apne target ko asani set karte hen aur hum jab target ko achieve kar jate hen to is ko closevkar sakte hen.
Market history volatility
Hum swing trading indicator se market ki history ko dekhte howe is temal kar sakte hen aur market me jo past me jo volition howe hote hen us ko dekh kar us k mutabiq trade open kar sakte hen. Hamen asani se market ki history ka pata chalta hai aur hum market me kaam k asani se sar anjam dete hen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим