Assalam o Alaikum, Dear friends Forex me aik term use hoti hy reserve currency to aaj ham us Kay bary me jany gay jay ye kya hy aur konsi Currency reserve Hoti hy aur reason kya hy:
Reserve Currency;
Reserve currency wo currency hay jo Central Bank aur dosry maaliyaati idaary apny pass kaseer tadad main rakhty hain jo kay international trades, investment aur loans weghra ko pay karny kay ley istemaal hoti hay.
Which Currency to Reserve:
USD is the most widely used reserved currency since 1944. Aur zayda tar international trades duniya main USD main he hoti hain. Lekin dosri currencies jesy Yuan weghra bhe reserve currency main aati hain.
Reasons to have Reserve Currency
1. Commodities jesa kay oil, gold, silver weghra Reserve currency say khareedi jaati hain.
2. Reserve currency ke wajha se mulki currencyke value down nahi hoti kun kay koi trade karny kay ly domestic currency ke bjaay reserve currency main payment hoti hay.
3. Kisi bhe crisis ke soorte haal main reserve currency bht zayda help karti hay aur crisis se nikalny main madad karti hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим