Scalping K Fawaid. Jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

    scalping ak achi cheez hai es mai apo short trdaing se kamate hai aur ye zeyda tar price action pe apply hota hai es ka tu insta forex mai ak mukabla hai scalping k name es mai 1st no wale ko 2000 dollar insaam deya jata hai aur es se profit withdra hota hai jo be earning ho aur ak withdrawa se heap ka baki bonus zaya ho jata hai ye us mukabla ka rule hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

      is tarah Se ki jaane wali training ka fayda bhi hai aur agar is tarah Se ki jaane wali trading se related members ka experience nahin hoga tu is tarah Se members ka apni trading mein nuksan bhi ho jaega isliye members ko bahut hi acchi tarah Se apni reading ko continue karne ke liye pahle scalping ke bare mein bahut hi acchi tarah Se apne experience ko improve kar lena chahie is tarah Se ki jaane wali trading mein maximum risk hota hai aur is tarah Se members ko maximum profit Ho jaane ke chances bahut kam hote hain isliye members ke liye yah baat bahut important hai ki members ko apni trading ko acchi tarah Se continue karne ke liye har taraf se experience hasil kar lene ke bad hi apni trading ko bahut acchi tarah Se continue karna hoga members jab scalping karte Hain to is tarah Se members ko bahut hi acchi tarah Se apni trading par focus karna hota hai aur maximum risk nahin Lena hota aur members ko bahut hi acchi tarah Se soch kar decisions main hote hain aur jab members sochkar aur acche decisions nahin lete tu is tarah Se members ko loss Ho jaane ke chances maximum Ho jaate Hain members ke liye yah baat bahut important hai ki members ko apne trading ko bahut hi careful hokar karna chahie aur jab members careful hokar apni trading co continue nahin karte to yah vajah hai ki members ko maximum nuksan Ho jaane ke chances aur bhi increase Ho jaate Hain members ke liye care follow kar apni trading co continue karna isliye important hai ki is tarah Se agar trading nahin ki jayegi to members ka account bhi loss mein hoga
      • #18 Collapse

        Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

        Walekum assalam yes dear aapane bahut hi important discussion apni post Mein Hamare Sath shaky hai no doubt sculpting a Kaisi strategy hai jismein aap limited time mein bahut jyada to ummid Hasil karne ki position mein ho sakte hain lekin Iske against Agar market aapko favour nahin karti to isliye aapko bahut jyada nuksan hone ki bhi chances ho sakte hain isliye Jab aap scalping karte hain to aapko market se related maximum knowledge Hona chahie otherwise ji aapke liye bahut jyada difficult ho sakta hai aur aapka account within few minutes wash ho sakta hai.

        Dear jab aapko market se related maximum information mil jaati hai aur aap market ki Chhote timeframes ko clearly understand karna start kar dete Hain To is situation main aap market Mein scalping kar sakte hain Jab market apni retracement aur correction pretty Hai To Aisi situation main aap market Mein entry Lekar Apne profit ko maximize kar sakte hain aur daily basis per Apna target achieved kar sakte hain.

        No doubt yah Kaisi important technique hai jismein aap limited time mein bahut jyada profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain dear jab aap market Mein scalping kar rahe hote hain to usmein aap limited time mein unlimited profit Hasil karne ki position main bhi ho sakte hain aur aapko maximum advantages mil sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important and perfect technique Hai Jisko properly agar aap utilise Kahate Hain aur Iske complete learning karte hain aur Iske bad usko apni trading per reply karte hain to aapko maximum advantages mil sakte hain no doubt is technique main aapko attentively aur consistently market ko visit karna Hota Hai.
        • #19 Collapse

          Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

          Forex trading ki market Mein Jab traders market Mein Apni trading start karte hain to use Waqt Hona chahie ke vah market ko acchi Tarah Se analysis kar le Kyunki market editing karne ke liye address ke pass market ko confirm karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Market ko confirm Kale karne ke liye Tradus ke pass Jab Achcha experience knowledge hoga tab hi vah market ki different type ki condition ko acchi Tarah Se identify kar lenge

          Forex trading ki market mein jo traders work karte hain unhen scalping ko avoid nahin karna chahie scalping ke jariye se vah market Mein acche advantage Hasil kar sakte hain isliye unhen chahie ke vah scalping per Jyada Se Jyada learning Karen aur apni trading Mein scalping ko use Karen Kyunki Jab vah apni trading co scalping ke jarie se start Karte Hain To Is Tarah Se vah market Mein Apni trading Se Achcha profit Hasil kar lete hain

          Market Mein traders Jab apni trade Mein Sher term trade open karte hain aur apne is straight Mein Big Lot size ka istemal karte hain aur jab vah market Mein Apni trade open karte hain to use Waqt apni trade Mein best opportunities ka istemal karte hue Apna work karte hain aur Market ki condition ko anytime check Karte rehte hain aur uske hisab Se Hi market Mein Apni trade Mein changing karte hain aur jab unhen apni trade Mein Achcha profit hota hai to use Waqt vah apni trade ko close kar dete hain aur Market Mein Jab traders trade Karte Hain To Unki rate mein hone wale profit ko aur trade ko scalping kaha jata hai scalping ke jariye se trade Karne Wale traders ko kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie ab bahut hi Soch Samajh Kar apni trading start Karni chahie tha ki market Mein scalping ke jarie acche acche fight Hasil kar le
          • #20 Collapse

            Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

            Walekum assalam kaise hain aap sab I hope ki aap sab khairiyat se Honge dear a jao aapke sath scalping ko discuss Karenge dear member Jaisa ke a aap Sab Jante Hain Ki scalping Ko Jab Ham use Karke market Mein trading Karte Hain To Hamen apni market Mein advantage bhi mil sakta hai aur disadvantage bhi mil sakta hai agar Ham scalping se market Mein trading karna chahte hain To Ham market Mein Achcha benefit Hasil kar sakte hain lekin Ham Achcha benefit use Waqt Hasil kar sakte hain Jab hamare pass scalping ke related experience or knowledge Hoga Agar hamare pass scalping ke related experience or knowledge Nahin Hai To Hamen kabhi bhi scalping ko use Karke market Mein trading Nahin Karni chahie bahut se trade essay hote hain Jo scalping ko use Karke market Mein trading Karte Hain To unhen apni trading Mein Hamesha Achcha benefit hi Milta Hai scalping ko Ham long term long term trading ke liye bhi use kar sakte hain aur short term trading ke liye bhi use kar sakte hain

            Is strategy main trader apni trade ko hold Nahin karte vah just trade Mein hi hote hain aur kuchh der bad unhen profit Hona hota hai to Uska Bhi pata chal jata hai aur Agar loss Hona hota hai unhen is baat ka bhi pata chal jata hai Agar Ham scalping Ko use Karke market Mein trading karna chahte hain to uske liye bhi zaroori hai kya Ham sabse pahle market ka analysis Karen market ka analyses karke hi Ham market Mein acche tarike se trading kar sakte ho apni trading Mein Achcha result Hasil kar sakte hain scalping ko Hamen acchi Tarah Se study karna chahie scalping ke related acchi Si acchi information honi chahie hamare pass
            • #21 Collapse

              Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

              scalping ke advantages ke bat karen to is ke apne advantages hote hain in main sab se pehle to yeh hae ke scalping karne se hamen kam time main acha profit hasil ho jata hae jo ke is ka sab se acha advantage hae hmen cahiye ke hum bhe scalping kiya karen q ke market main se sahe tarah se scalpers he faida hasil kar rahe hain jese he market bahut zayada up ya down hote hae to wo is main scalping kar ke bahut he kam time main profit hasil karte hain q ke un ko pata hota hae ke market retrace kare ge or hamesha market retrace karte bhe hae to hamen is main ese he kam karna cahiye take hum is main sahe se kam bhe kar sakne or in sare complcations ko samajh bhe saken q ke in ko samajhna itna bhe asan nhe hae ke jitna lagta hae to bas hamen cahiye ke hum is main mehnat bhe sahe tarah se dil se karna ho ga take hum is main se kuch hasil he kar sakne hum jitna zayada ache tarah se is main apne kam ko kar lete hain to hamen bhe is main success hasil ho jata hae to is tarah se hum is main kuch hasil karne main kamyab bhe ho he jate hain gto bas is main mehnat karte rehna cahiye hamen take hum is main kuch hasil bhe kar saken hum jitna zayada is main ache tarah se mehnat kar lete hain to hum is main ho jate hain kamyab bas jitna ho sake is main mehnat karen sahe garah se take apko is main success hasil ho sake or ap is main ho jaen kamyab
              • #22 Collapse

                Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                Market Mein Jis Tarah Se scalping Ke bahut jyada nuksan hote hain Usi Tarah Se is scalping ke bahut jyada fayda bhi Hote Hain Jab traders apni trading main scalping ka bahut hi care police Amal Karte Hain To vah Is Tarah Se market Mein is scalping ke jariye se nuksan acche per Jaate Hain aur Market Mein scalping ke jariye se acche fayde Hasil kar lete hain

                Market mein jo traders Apne trading Mein scalping ka istemal karte hain vah traders in ke jariye se market Mein Achcha profit bhi Hasil kar lete hain Jo traders market Mein Smal lot size aur apne is Samal lot size ke sath Apne account mein maujud balance ke hisab se Jab market Mein short time ke liye apni trade open karte hain to use shuturmurg trade ko scalping kaha jata hai aur yah scalping Unki short term trading ke liye best sabit hoti hai aur unhen best information provide Karti Hai Vo traders market Mein is short term trading Mein scalping ki vajah se bahut hi Achcha profit Hasil kar lete hain isliye traders ko market Mein scalping ka istemal karte waqt market mein small lot size Ka istemal Karna chahie aur apni is trade ko open karne se pahle market ke Signals and uski movement ko acchi Tarah Se confirm karna chahie Kyunki koi bhi trader Jab Bhi trading Karta Hai To uske liye market ki position ko understand karna bahut Jyada Jaruri Hota Hai Uske bagair market Mein Kabhi Bhi apni trade open nahin kar sakta aur na hi market Mein acchi success Hasil kar sakta hai traders ko apni trading mein bahut jyada mehnat Karni chahie Kyunki market Mein trading karna bahut jyada Mushkil hota hai aur ismein Jyada Se Jyada hardworking karna hoti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                  forex ke market bohat bare hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam kara ho ga pher e hum earn kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hamy s mai aalysis o learn kar ky use kar ky kam kara ho ga pher he hum earning gan kar saky gy hum s mai agar greedy ban ky kam karty hai to harma loss hain hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga is mai dunya kyt bary bary mumalik sahmil hain forex ma hum sacplig kar sakty hain hamy market mai ahteyt sy kam kara ho ga hum is mai agar tuka system sy kamk arty hain to harma loss hain hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hai hum is mai agar tuak system sy kam karty hain to harma loss hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hamy is ma analysis ko or idicators ko use kar ky kam kara ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bestr business hain hum is mai marke tky trend sy calty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik uique business hai hum is mai agar kam karty hwoe market mai ak be galti kar dety hain to harma loss hai hm s mai sacplg kar ky mufa hasal kar sakty hai market mai sacplig kar ky hum apa mufna lock kar sakty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                    wa allikum assalam dear member,forex trading mein different types ki trading ki jati hai aur in sb traders ka maqssd sirf aik he hota hay aur wo hota hay k forrx k business mein se trade kr k profit lia jaaye.kuch trader long term trading ko passand krtay hain to kuch intraday ko aur isi tarah trading mein aik bohat he famous type ki trading hay scalping trade aur kuch tradefs scalping ko bohat ziada pasand krtay hain.long term trade ho ya intraday bhi ho to os mein kafi time lag skta hay magar scalping aik aisi trade hay jis mein market ka trend chahy buy chall raha ho ya sell ka trend ho isi running trend mein trader entry le kr apna profit book kr lety hain.scalping trade mein bohat he short time mein profit bool kiya jata hai aur jaisay he reasonable profit hasil hota hay trader exit le leta hai.dekha jaye to yeh aik acha tareeqa hay q k is mein trader ko ziada time k leye tension nahi hoti aur short time mein acha profit hasil kiya ja sakta hay magr scalping mein thorat time mein profit lena hota hay aur thoray pips ki movent pe profit hasil krna hota hay to is leye scalper ko apni trade ka lot size big select krna parta hai.scalping harmful bhi sabit ho sakti hay kiu k is mein lot size kafi extra hota hay aur agr trade hamari observatation aur hamari expectations k against agar challi jaaye to bohat ziada nuqsan bhi ho sakta hay is leye jo bhi traders scalping k shoqeen hon to unko chahye k unka trading mein acha experiencr hasil krna chahye aur phir osky baad sclping start krni chahye aur kabhi bhi new members scalping na krein.scalping krnay walay traders ko chahye ke woh apna account balance bhi strong rakhein kiu k small account balance k sath kabhi bhi kamyab scalping nahi ko ja sakti.
                    • #25 Collapse

                      Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                      Scalping karnay ka faida yeh hai kay ap bhout kam time mai ap kuch pips green hasil kar kay kafi zaida earning kar sakty hain es ka faida ap ko yeh hoga kay ap apni trading ko bar bar nahi daikho gay ap ko just kuch time mai ap ko acha result mil jata hai tu ap ko long term trading se bach jain gay.
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                        Scalping Forex trading mein frequently use kiye jaane wala method hai hai jismein trader short time trading mein achha profit Le sakta hai agar market ki movement aur Volatility zyada ho. Scalping hamesha fast moving spares for commodities per ki jaati hai for example gold or silver scalpers ke liye best pair mane jaate Hain. Scalping mein jao ko short time mein big profit karne ka mauka milta hai hai vahan per loss hone ke chances bhi increase Ho jaate Hain.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300
                          Scalping ka sab se bara faida yeh he ke is me apka koi bhi order long term order me convert nai hota he is liye ap ko scalping karni chahiye ta ke ap ko acha profit mily or loss bhi sath sath cover hota rahe.

                          Scalping ka faida yeh hai ap ko just news kay time trade karna hoti hai ap ko fundamental analysis nahi atay hai tu koi issue nahi lekin ap ko jab trading mai scalping karian gay tu ap just news ko follow karain gay tu ap ki woh trading bhout kam time mai ap ko a=cha profit day gi or ap achy se bhout kam time mai zaida earn kar lain gay.
                             
                          • #28 Collapse

                            Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                            Short time mein profit earn kar lena yani scalping krna bhut ziyada Risky hai magar is ki sab sy barhi khoobi bhi iska short time hona hai scalping ek aisi term hai jo aapko bhut ziyada profit dy sakti hai
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300
                              Scalping ka sab se bara faida yeh he ke is me apka koi bhi order long term order me convert nai hota he is liye ap ko scalping karni chahiye ta ke ap ko acha profit mily or loss bhi sath sath cover hota rahe.
                              bhai ager ap nay future mai scalping nahi ki hai tu aik dam live account mai a kar scalping na start kar daina bara he zaida loss ho jana hai ap ko .es leye koshish karian jab be trade karain apni trade ko pehlay analysis karain fundamental analysis achy hoty hain es kay leye phir demo pay jab sahi experience ho jaye money management risk level check karna a jaye us kay bad ap tradekarain gay live account main tu ap ko faida ho ga otherwise ap ko es se koi faida nahi otla nuqsan ho sakta hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                                Well bro scalping trading karne ka ek tareeka hota hai, is mein choti choti buhat sari trades open ki jati hai aur her trade ka target bhi 4 5 pips ka hota hai. Agar ap ko achi tarha se market ka analysis hai to ap ko is ka ye faida hoga ke ap buhat hi kam time mein acha profit earn kar lenge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X