Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?
    Assalam O Alaikum dear friends Mera apne seniors se question se question hai k Forex trading main Lot and leverage main kia fark hai our ham in ko kis tarha use kar sakte hai ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

    Trading members lot size jo aap trading volume select karte ho usko Kaha jata hai jab ke leverage size aapke broker account mein jo hoti hai jaati hai usko Kaha jata hai.
    Trading mendel's lot size ko manage karna hamara apna Kam hai aise hi humnetrading market mein best planning Karni Hoti hai jismein humne lot size selection minimise Karni hoti according to our capital humne apni lot size ko dekhna hota hai.
    agar hamari leverage bonus account jitni hai to yah bahut kam hoti hai lekin initial stage per yah profitable hoti hai aur beneficial Hoti hai isase hamen trading karne mein aasani Hoti hai ham risk co-management sakte hain aur market mein perfect trading approach Rakh sakte hain trading members jaisa ki aapko maloom hai yah market international foreign currency exchange market hai jismein different trading instruments ke sath ham trading karte hain aur apni Street ji ko use karte hue demo account mein kam karte Hain demo account hamare liye best hota hai candlestick chart pattern use karte Hain ham and resistance dekhte hain pending orders use karte hain usko use karte hue trading volume karte Hain
    Jisko ham management kahate Hain agar hamen lage ke market mein confirmation confident hai to ham log size Apne plan ke mutabik rakh lete hain otherwise minimum lot size se initial stage per trade open ki jaati hai aur bad mein usko completely manage Kiya jata hai stoploss lagaya jata hai take profit lagaya jata hai market mein condition ko dekhkar ham karte entry and exit point decide karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

      Je dear ap ny bhot acha question kiya hai. Forex ma asy unique questions kio kio karta hai. But jo member asa karty hain unka apna knowledge to acha hota he hai sath ma wo other member knowledge b increase kar dety hai.

      Difference between lot and leverage. Leverage ka matlab hota hai k ham ketny dollar invest karyn to market ki price k change yani ketny dollar tak ham market ma trade kar sakty hain. Jesa k 1:50 eska matlab ye hai k agr ham ik dollar market ma invest karyn gy to ham 50 dollar tak market ma reh sakty hain. Kuch trader leverage ko market sy hasil hony waly retun k sah b munsalik karty ham ik dollar ko invest karyn gy to hamy ketna return mele ga. Hamy hamesa small leverage ko set karna chahe es he base par ham market ma lamby arsy tak survive kar sakty hain. Agr ham big leverage ko set kar deyn gy to loss hony ki sorat ma hamara account foran wash ho jae ga. Es lae k liverage k zayada karny sy risk b zayada ho jae ga.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201009-144604_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	46.0 کلوبائٹ
ID:	12334084

      Lot size hamari trade ki sizing ko show karti hai. Es ka matalab ye hota hai k agr .01 ki lot ko use karyn gy to ham ketny pip up ya down move karny sy ketna profit ya loss hasil kar leyn gy. Leverage ka tahaluk margin sy hota hai jis ka ye matlab hota hai k kam leverage ko select karyn gy to apma trading margin kam utilize ho ga or ap lamby arsy tak kam capital k sath b market ma survive kar sakyn gy. Jo trader small lot k sath trade ko open karty hain wo hamesa kamyab trader he sabit hoty hain. Kiu k unko loss recover karny ma kio problem ni hoti

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201009-144949_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	48.2 کلوبائٹ
ID:	12334085
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

        Salam dear membershe aapane bahut achcha topic hamar sahi discuss kiya hai jo ke lot size of leverage ke liye rated hai to jaise ki aap ko pata hai ki yah donon bhi Pakistan forex forum mein kabhi bahut hi best roll hai aap ko pata hai ki leverage kya hoti hai aur ji hum kis time is khas Amal karte hain aur uske sath aapko lot size har kisi ko iske bare mein batao hota hai kyunki lot size hamen karna padta hai aur trading main to lot size ka bahut bada kirdar hai ki tarah main aapko uske bare mein der se batati hun .

        is tarah agar aap ko pata hai ki lot size of leverage mein kya difference hai to aap vatika lot size hamen trading main use karna padta hai aur leverage bhi aapki market band karta hai agar aap achcha kam kar rahe hain to aise aap ki labrat bhi acchi hogi sar dard jaise aapko bataya ki janata members ki leverage 1:50hoti hai but aap isko khud bhi marriage kar sakte the AAP ismein achcha kam karenge to aapki leverage bhi increase hogi aur jab leverage Greens hogi to schematic per aap business mein bahut jyada expert aur hai aapas mein bahut achcha kam kar rahe hain ISI tarah aapko chahie sakte hain is tarah ko check is mein minut Karen aur ismein kamyabi hasil Karen .

        lot size ka mere ko bataya Gaya ki lot size embedment karta hai kya Ham lot size kya rakhe isliye aapko hamesha lot size kam lot size start karna chahie ko ke jab hamara kaun chhota tha log rakhte the se aapka coronavirus ho jata hai aur aap ko to isliye aapko aisa nahin karna chahie isliye aapko losses hamesha Somali rakhna chahie .
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

          jab hum intsa ka account banaty hain to hum 1:50 ke leverage lagaty hain to hamraa insta ka account banta hain ise taraha jab hum market mai trade laagaty hai to hamy lot be lagane hote hain pher hamare trade open ho jate hain or hamy nuqsn ya nufa ho jata hain forex aik best business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty han hum is mai bager balance account bana kra be kamk ar sakty hain hamy market mai lot ko kabe be ignore nahi karna chaey lot ky bager hum market mai kabe be trade nahi laga sakty forex aik best businessh ain is mai lot hamy km sy km rahken chaey pher zada risk nahi hot agar hum bare lot size laga dy gy to hamra nuqsa be ho sakta hain hamy 100 dollar py 0.01 ke lot laghane chaye is sy profit to km ho ga lakin loss be zada nahi ho ga soi hamy market mai ahteyt sy kam karna chaey pher he hum pasia kama saky gy forex aik best busienss hain hum ismai nght ma ya day mai kam kar sakty hain hum market mai posting pura week kar sakty hain or hum iaik week mai 5 din trading be kare sakty hain 2 din market close htore hain to hum trading nahi kar sakty hamy market ko analysiz kar ky is mai trading karne chaey pher he hum pasia kama saky gy frex aik best busienss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex iak amm busienss jasa nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

            bahut achcha sawal aap nahin kiya hai aur bahut acchi maloom aata hai isase ham ki maloomat tu laazmi share Karen aur jitna jyada mawad Aapke paas hai usko chhupana aur dusri logon ke liye usko per hai nikaalen taki har Kisi ko uski aur beta trade kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

              Well bro, leverage aur lot size dono hi alag alag cheze hai. Lot size ka matlab hota hai trade ki volume, matlab ke hum jo trade open karte hai us ki size kia hai. Jab ke leverage ko ap loan samajh sakte hai jo ke broker ki taraf se hume offer kia jata hai, misal agar hamare pass 100 dollar hai trading mein invest karne ke liye to hum leverage ko use kar ke 100 dollar ki jagha 500 dollar ki maliat ke barabar ki trade open kar sae ge. matlab leverage se hamara account balance bharta nhi hai magar humari purchasing power bhar jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

                Bhai Mary experience k mutabiq lot size trade apni Marzi sa choose karta ha misal k toor 0.01 ka lot size sab sa Kam lot size hota ha is ka Matlab ya ha k isi lot size k mutabiq AP ki trade open ho gi or isi lot size ki Bina par AP k equity main sa raqm cut ho jati trade k open hoty hi or leverage means company apni traf sa trader ko margin provide karti ha ya account ko creat karny k doran choose karty Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

                  Han g aap sab log theek ho gaya acche se kam kar rahe Honge Forex trading main lot size of trading early Avenger sahi se Murad yah hai ki Jab Ham market Mein volume ke sath kam Karti Hain To usmein Ham Apna leibinger rakhti Hain jitne hamare pass some amount of hota hai iska he back volume Ham rakhte Hain Agartala hamare pass balance Mein jodne $100 Hai To iska matlab hai ki Hamen live inter ka Sahi 0.01 Rakhenge to hamare liye profitable Hoga lekin Agar hamare pass balance kam hai aur ham apne bhi majak Aaj ISI 0.02 rakhte Hain To yah Hamare liye loss ho sakta hai agar yah market profit Deti Hai To Ya nuksan bhi deti inventory ke size kar Rakhna bahut jaruri hai jaise ki 1.50 Avenger rakhi hai market Mein acche the prophet aur running kar sakte hain Sab Baton Ko Agar Ham acche se Dekhe to iska matlab hai ki Ham market Mein Ek bahut acchi wali ke sath kam Karte Ek Achcha profit Hassan kar sakti hain.
                  Leverage trading Mehtab istemal ki Jaati Hai Ki Jab Ham karte hain account Banane the Ek amount Bajaye Dete Hain Ki Itni amount pay Hamen Itna back profit Aana chahie aur tha vah Hamen profit hota rahata hai unke Bina profit km trading mein aane ke liye Humne in SAB Chhoti Chhoti Baton Ka Khyal Rakhna bahut Hote tab jakar Ham se kam kar sakte hain, Leverage lot of size k liye bahut istemal Kiya Jata Hai ismein Ham Shayad ko Jarur matter Karte Hain Jo 1.50 Hona chahie tabhi jakar aap acche se apne Khet Mein kam kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hainLot size ka matlab hota hai trade ki volume, matlab ke hum jo trade open karte hai us ki size kia hai. Jab ke leverage ko ap loan samajh sakte hai jo ke broker ki taraf se hume offer kia jata hai, misal agar hamare pass 100 dollar hai trading mein invest karne ke liye to hum leverage ko use kar ke 100 dollar ki jagha 500 dollar ki maliat ke barabar ki trade open kar sae ge. matlab leverage se hamara account balance bharta nhi hai magar humari purchasing power bhar jati hai....S
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

                    Gee dosto ham treading karty hain to asa main hamra pass kia hota hi kh ham jaisa he trde ko open karty hain to asa main lot size ham kam ya zead ya pher apni he aik strategy sa ya jo bhe ham ko theek lgta hi ham kia krty hain trade ko lga daity hain to jaisa he ham es ko lga daity hain to ya to ho gia kis ka kaam jo kh aik lot size ka lot size main ham ager aik usd kia karty hai n kise bhe pair mian ham lga daity hain trade ko open beh kar daity hain to asa mian ham ko es main kia ho ga ham ko loss ho ga tu etna he ho ga profit ho ga to etna he ho ga ab ham jb bhe es main account banana lagty hain to ham sa pouch jata hi kh aap jo hain kitna lot size ka use kar ka aap kia karna chahaty hian rakhna chahata hin apni levrge ab levrage ko jo baat hi vho ham ko yahan samjh acha sa a he jay ge to soo ham ko asa mian kia karna he ho ga to asa main ham ko es main bht he acha sa ham ager ham es amin levrge kia karain ga kam sa kam rakhin ga o asa main ham jo bhe trade ko open karani ga ot asa amin ham lot size kam sa kam he lga pay ga ager ham levrge zeada lagain to asa main ham jb beh apni trade ko open karny lagain to asa main ahm bher kia karain os duran ham ab bilkul bhe ham zeada lot lga sakain ga leverage aur lot size dono hi alag alag cheze hai. Lot size ka matlab hota hai trade ki volume, matlab ke hum jo trade open karte hai us ki size kia hai. Jab ke leverage ko ap loan samajh sakte hai jo ke broker ki taraf se hume offer kia jata hai, misal agar hamare pass 100 dollar hai trading mein invest karne ke liye to hum leverage ko use kar ke 100 dollar ki jagha 500 dollar ki maliat ke barabar ki trade open kar sae ge. matlab leverage se hamara account balance bharta nhi hai magar humari purchasing power bhar jati hai........A
                    ​"Try try again until you succeed"
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading main Lot Size Our Leverage Size main Kiya fark hai ?

                      Jab ap leverage kam sy kam lain gy tu ap yani koi be lot size 0.01 jo kay standard lot size open karty hain tu es mai jo pips ap kay pas red ya green hai us ko multiply karain gy tu ap ko kam loss or profit show hoga or ap ko margin call jaldi nahi aye gi es leye kay jo ap trade open karty hain us mai trade jo open hogi us ka margin low leverage ki waja sy kam sy kam deduct hota hai jab kay high leverage mai ap ka trade margin be zaida ho ga or ap jo lot size open karain gy us mai profit or loss zaida show hoga esleye ap kam leverage ka use kar sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein lot size aur leverage size dono ahem hai aur dono ke beech mein kafi farq hota hai. Yeh dono concepts trading ke fundamental elements hain jo traders ko apne trades ko manage karne mein madad karte hain. Chuki aap roman Urdu mein jankari chahte hain, isliye main aapko is topic par 500 words provide karunga. Sabse pehle, hum "lot size" ke baare mein baat karte hain. Lot size ka matlab hota hai ki aap kitne units ya contracts par trade karte hain. Forex market mein, lot size usually standard hota hai. Ek standard lot size 100,000 units ke barabar hota hai. Lekin traders ko flexibility ke liye mini lot size (10,000 units) aur micro lot size (1,000 units) bhi available hote hain.Lot size choose karte waqt, aapko apne trading strategy, risk tolerance aur account size ka dhyan rakhna chahiye. Agar aap kam risk lena chahte hain toh chote lot sizes ka istemal karenge. Lekin agar aapki trading account bada hai aur aap zyada profit kamana chahte hain, toh aap bade lot sizes ka istemal kar sakte hain. Leverage size ka matlab hota hai ki aap kitna leverage apne trades mein istemal kar rahe hain. Leverage trading mein ek powerful tool hai jo traders ko kam paise invest karke bade positions lena allow karta hai. Leverage size ko normally ratios mein represent kiya jata hai, jaise ki 1:100, 1:200, ya 1:500. Iska matlab hota hai ki aap apne invest kiye gaye amount ke multiple tak trade kar sakte hain.Jab aap leverage ka istemal karte hain, toh aapko sirf margin amount jama karna hota hai, jo usually aapke broker dwara decide kiya jata hai. Margin amount, total trade value ka ek chhota fraction hota hai, jo aapke trading account mein available hota hai. Agar aapka leverage ratio 1:100 hai, toh aap $1,000 ki position le sakte hain, jabki aapne sirf $10 margin deposit kiya hai.Leverage ka istemal karne se traders ko potential profits aur losses dono mein amplification hoti hai. Agar aapke trade mein profit hota hai, toh leverage aapke returns ko badha deta hai. Lekin, agar trade loss mein chala jata hai, toh leverage aapke losses ko bhi badha sakta hai. Isliye, leverage ka istemal karte waqt, risk management ka dhyan rakhna zaroori hai. Lot size aur leverage size dono traders ke trading experience aur goals par depend karte hain. Agar aap beginner hain, toh kam lot size aur kam leverage size ka istemal karna aapke liye beneficial ho sakta hai, kyunki aap risk ko kam kar sakte hain. Lekin experienced traders, jinhone apni trading skills aur risk management ko develop kiya hai, bade lot sizes aur leverage sizes ka istemal kar sakte hain.Forex trading mein lot size aur leverage size dono important factors hain, lekin dono ke beech mein kafi farq hota hai. Lot size aapke trade ki size ko represent karta hai, jabki leverage size aapke trade ke liye istemal kiya jaane wala leverage ratio hai.Lot size chunne mein aapko apne trading goals, risk tolerance aur account size ka dhyan rakhna chahiye. Chote lot sizes kam risk wale trades ke liye suitable hote hain, jabki bade lot sizes zyada profit kamane ke liye istemal kiye jaate hain. Lot size chunne se aap apne trade ki quantity ko customize kar sakte hain.Leverage size aapke trading account ke buying power ko badhata hai. Iski madad se aap kam paise invest karke bade positions le sakte hain. Lekin leverage ka istemal karne se aapke potential profits aur losses dono amplify ho sakte hain. Agar aapka leverage ratio zyada hai, toh aapke trade ke effects bhi zyada hote hain. Isliye leverage ka istemal karte waqt risk management ka khaas khayal rakhna zaroori hai.Lot size aur leverage size ke chunav par aapke trading strategy ka bhi impact hota hai. Agar aap short-term trades ya scalping strategy ka istemal kar rahe hain, toh chote lot sizes aur kam leverage size aapke liye suitable ho sakte hain. Lekin agar aap long-term trades ya position trading karte hain, toh bade lot sizes aur zyada leverage size aapke liye beneficial ho sakta hai. Yeh zaroori hai ki aap apne risk tolerance aur financial situation ko samjhe aur apne trading decisions ko uske hisab se le. Lot size aur leverage size ka istemal karne se pehle, aapko apne broker ke policies aur margin requirements ko bhi samajhna hoga.In conclusion, lot size aur leverage size dono forex trading mein important concepts hain. Lot size aapke trade ki size ko define karta hai, jabki leverage size aapke trade ke liye istemal kiya jaane wala leverage ratio hota hai. Lot size aur leverage size ko chunne mein aapko apne trading goals, risk tolerance aur account size ka dhyan rakhna chahiye. Yeh dono factors aapke trading strategy, risk management aur overall trading experience ko prabhavit karte hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X