Kunsi currencies trade ki jati hain forex mai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kunsi currencies trade ki jati hain forex mai
    Yr koi mujhe sari list bta skta hai currecies ki jo trade ki jati hain forex k ander aur aur unn k pairs ki bhi list send lr skta hai kiya plz kiu k mujhe kuch currencies mil nai rhi aur mera interest unn mai trade krne ka tha so koi btai ga k sub currencies hoti hain forex mai ya nai !??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me hoti tou sab currencies he he hai lekin dekhein usd unied state ki curency hai jpg japanese currency hai chf switzerland ki currency hai isi trhan GBP pounds hai euro european currency hai or bs yehe currencies sab se ziada use ki jati hai or in he currency me sab se ziada movements bhi hai or inki strength bhi strong hai
    • #3 Collapse

      bhai jan forex trading business aik boht baar business hy is business men trade ky liy boht sari currencies hoti hen jin pr trade ki jati hy men gold pr trade krta hn or gold ki trade sy mujhy currencies ky muqably men zayada profit hota hy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
        Yr koi mujhe sari list bta skta hai currecies ki jo trade ki jati hain forex k ander aur aur unn k pairs ki bhi list send lr skta hai kiya plz kiu k mujhe kuch currencies mil nai rhi aur mera interest unn mai trade krne ka tha so koi btai ga k sub currencies hoti hain forex mai ya nai !??
        Dear me b newbie ho lakin me ap ko is k mutalik guid kar sakta ho forex me takreban sari currencies he lakin sb say ziada currency japanies ki he or ye currency forex me sb peopls us karte he.
        • #5 Collapse

          bhai jana ap jis currency mein chahen us mein tarde kar sakte hain ye apke broker ki taraf se jo currency pairs diye hue hote hain ap un mein jis mein bhi chahen trading kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            forex main bohat si currencies par trade ki jati hai ye ak international market hai jiss main dunya ki sab hi currenciesmain trade ki jati hai jis bhi country main forex business legal hai waha ki currency par hum trading kar sakty hain kun ke wo phr forex market main currency add kar di jati hai aur us par ap phr trade sa earning kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Trading k leay wesay to both c currency piars hain but app k pass knowledge acha ho our experience bhe to sab py easily earning ho sagti hy but new members ko eurusd py he start lena chaheay
              • #8 Collapse

                ye har broker ka hota hai k wo aap ko kon kon c sahult deta hai and
                Kon kon c currecy and commodity ma trading r sakty hain
                instaforex ik best broekr hai and usss ma aap ko buht sa major and tmama he pairs aa jaty hain and commodity bhi hai .jesy gold silver and other and
                like oil also and shares of and index also
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex trading mein hm sb currencies ke trading krte hien aur hmein chahe keh hm apne trading mein shaih experience se kam krein aur market ko smjh kr apne trading krein phr hmein apne currencies ke trading se acha profit hota he
                  • #10 Collapse

                    Forex trading aik all world business hy is liye forex trading aik worldwide online business hy aur forex trading mein Sab country ki currency par trading ki ja sakti hy aur jab ap insta forex ka account mt4 par login karain gay tu ap ko Sab country ki currency mil jaye gi aur ap in currency par trading kar sakty han
                    • #11 Collapse

                      Insta forex main sab currencies trade ki jati hain jis main currency piars bhe hain un main metal bhe hain un main cfds bhe hain hum kisi bhe trading ker sagty han our profit earn ker sagty hain
                      • #12 Collapse

                        Forex main takrebn dunia kI tmaam currencies trade hoti hai. Major aur minor ka difference hai. Major main trading ziada hoti hai aur minor pairs main km hoti hai. Is k elawa commodities b hain jesy oil gold etc... ab aap ki marzi hai jis chez pr trade krna chahty hain kr lain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kunsi currencies trade ki jati hain forex mai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fxdani پيغام ديکھيے
                          Forex main takrebn dunia kI tmaam currencies trade hoti hai. Major aur minor ka difference hai. Major main trading ziada hoti hai aur minor pairs main km hoti hai. Is k elawa commodities b hain jesy oil gold etc... ab aap ki marzi hai jis chez pr trade krna chahty hain kr lain.
                          ap ko takreeban har mulk ki currencies kay pairs milain gy lekin sub pairs pay trade karny ka faida nahi hai. ap ko kam sy kam jo spread hai woh ap ko major pairs mai milya ga.Major pairs mai ap ko eur, usd, cad, jpy, nzd, aud etc currencies hai jin kay pairs apis mai mil kar banaye howy hai. Major pair ka fiada yeh hota hai kay har koi in currencies kay baray mai janta hai or woh trader aram sy information ko ighata kar kay achi earning kar sakty hain or learning be kafi achhi kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X