Pip kia hoti hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pip kia hoti hai?
    % in point ko hum pip kehty hai. Yeh toh mujhe pta hai per kiya iss ko change lr skty hai. Hum ya nai aur kiya role hota hai iss ka trade k ander hamari aur pip ko dena zarori hai ya nai kiu k mujhe iss ka koi itna function smjh nai a rha k yeh kiu hoti hai. Koi mujhe plz achy sy guid kr skta hai ya nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear yah to ham janty hai k market continuous move kar rahy hai to jab un k price main chage aty hai to agr aik point change ho to ham us ko pip kahty hai. or agr zyda change ho to phir pips ho ga.
    • #3 Collapse

      Bhai instaforex ke account me jo last point he us ko ak pip Kaha jata he ab agar aap trading Kar rahay hain or 0.10 ki lot aap ne buy ki tu ak point pe aap ko 10 cent ka faida ho ga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Pip kia hoti hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: raja101 پيغام ديکھيے
        dear yah to ham janty hai k market continuous move kar rahy hai to jab un k price main chage aty hai to agr aik point change ho to ham us ko pip kahty hai. or agr zyda change ho to phir pips ho ga.
        Pip sy murad percentage in profit hai. yeh pip ap ko farz kar lain.ap nay aik price pay sale ki trade laga di or jab woh trade kuch time bad kisi or price range mai jay gi tu in dunu price ka jo difference ho ga us ko ap pip kehty hain. ap in pip ko lot size sy multiply kar kay profit ya loss ki value ko nikal sakty hain. pip sy ap values ki calculation ki sahi zarorat ap ko scalping main parti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X