Commission in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commission in forex
    Yr yeh commission ka kiya role hota hai forex k ander aur kiya role hota hai hamari trade k ander aur broker k ilawa kia koi aur bhi leta hai kiya commission hamari trades k ander sy aur kiya yeh apni commission apni marzi sy ly lety hain aur apni marZi ki value set lr dety hain ya hum sy puch kr krty hai. Yeh ?!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Broker ke commission ko forex ki zaban ne spread kehtay hain aap jab market ko dekhtay hain tu her pair ke 2 price aatay hain ab in price ka farak hota he wo broker ka commission hota he.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
      Yr yeh commission ka kiya role hota hai forex k ander aur kiya role hota hai hamari trade k ander aur broker k ilawa kia koi aur bhi leta hai kiya commission hamari trades k ander sy aur kiya yeh apni commission apni marzi sy ly lety hain aur apni marZi ki value set lr dety hain ya hum sy puch kr krty hai. Yeh ?!!
      Dear me be abi newbie ho lakin me itna keh sakta ho k is commision ak aesa role he jo har trader per lazim he ap k threads say forex company k broker ko commision milta he or is ko spread b kehte he or ye spread company say fixed hota he k har thread per broker ko spread milta he or is k lia hame kuch b un ko batana nahe parta
      • #4 Collapse

        No hum our broker he commission lety hain broker her trade main spread py apna commission leta hy mean 3 ka spread hy to humeri lot size k mutabik wo charges lay ga
         
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
          No hum our broker he commission lety hain broker her trade main spread py apna commission leta hy mean 3 ka spread hy to humeri lot size k mutabik wo charges lay ga
          ohhhh acha ye bat hai bhai mujhy ye pata ge nhi tha aap na btaya warna ma bhi sochta tha k in ko kya faida hota hai or kiss trha s aye company apni kmai krti hai khair thansk bro nice information
          • #6 Collapse

            Forax main har broker apna commission hum say lata hyy ya har broker ki marzi hoti hy kuch brokers ka commission fixed hota hyy or kuch ka un fixed hota hy kuch 40 sent laty hain to kuch 30 sent laty hain wasy fixed wly theek hoty hain kun ky pata hota hy ky comission fix hy
            • #7 Collapse

              Hum jo registration international market main keywaty hain aik to ye broker k through hoti hy second humeri her trade py broker commission leta our open kerta hy......
               
              • #8 Collapse

                jee her trade per jo spread hota ha wo broker ki commition hoty ha main tu iss ko forex broker ki commition ki bjay broker akhrajaat hi kahoon gy kio k forex broker hum ko ittiny sahuliat fraham ker raha han tu yeh akhraajaat hum per bi tu lagoo hotay han ......
                • #9 Collapse

                  oh acha yar humen to is pangy ka pata he nai tha k broker ka comtion bhi hota hai or yeh ketna hai ? or agr hum broker ko cometion dene se inkar kr den to kia hud trad nahen kr paen ge
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikum janab mere khayal me bhia ap ye samje ke borker ki fee commission aur spread ye borker ko hi jata hai ager ye na ho tu os ko kiya phaida iss se
                    • #11 Collapse

                      gee haan forex account mein kuch commision hota ha aor woh commsion na hony ka barbar hota ha is main koi msla nhi ha keh ap commison na clear kr skain blkeh asan ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        han broker asa kam karta hay ous ko koch faida hota ahy to wo kam karta hay na wo commession lata hay ap ki her trade per

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X