Forex part tenth

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex part tenth
    Forex k ander bht si esi chezen hoti hai jo hum ko course k ander nai perhai jati toh kiya unn ki wajha sy hamara loss hota hai ya koi trade per eefect perhta hai kiya hum ko yeh keh kr chorwa diya jata hai k coruse k liye tym kum hai aur yeh itni imp nai toh hum ap ko yeh nai krwa rhy hai. Toh kiya esa krna unn ka sahi hota hai k nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
    Forex k ander bht si esi chezen hoti hai jo hum ko course k ander nai perhai jati toh kiya unn ki wajha sy hamara loss hota hai ya koi trade per eefect perhta hai kiya hum ko yeh keh kr chorwa diya jata hai k coruse k liye tym kum hai aur yeh itni imp nai toh hum ap ko yeh nai krwa rhy hai. Toh kiya esa krna unn ka sahi hota hai k nai
    Dear ap nay sahe kaha course me jo cheze chor detay he un choti choti chezo say ham ko boht nuqsan hota he or ham kafi loss kar partay he g course ka time thora ho ya ziada jb tak ham forex ko mukamal sekh na le tb tak forex ko use ni kar saktay agr hame is ko mukamal use karna ata ho wo is say kafi earning kar sakta he
    • #3 Collapse

      waisy mujhy confirm to nahe k aisa hota ho. yani ko trader jiss ko paisay dy kar training karain or wo ap ki bat ko mukamal na karay . han ya mumkan hai k us trader ko un cheezo ko alam na ho. waisy her banda full training daita hai.
      • #4 Collapse

        mare khyal main ager ap ki senior trader se forex ko seakhtay hain to wo ap ko sari zroori cheezain bta data hay aur jo ni btata to un ki koi zroorat ni hoti phir ager ap ko trading main loss hota hay to is wjah se ni hota k ap ko kai cheezain ni btai gain ager ap ko loss hota hay to wo is wjah se ya to ap trading main greed kertay hain aur ya phir emotions ki wjah ho sekti hay.
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne forex trading ke learning mein jo coursed mein chezin milte hien woh apne hd tk sahih hein aur hmare zhn mein jo bat forex trading ke hote hein woh hm khod apne seniors se poch skte hien is mein koi aise bat to nhe he jb hm khod pochien ge to woh hmein bataein ge
           
          • #6 Collapse

            forex ko seekhne k liye bohat saari websites ko read karna ho ga aor different methods se trading ko samajhna ho ga aor demo pe practice bohat hi zaroori hai is k bager ham forex ko nahee samajh sakte hain
            • #7 Collapse

              Bhae jee app kis course ki baat ker rahy hain koi pata nahe hy app khud say ager internet say learn kerty hain to pher app ko sab chezoun ko cover ker k he real account main tab trading start kerni chahy ta k loss na ho
              • #8 Collapse

                gee bhai hemin apne trading mein khod ache learning krne hote aur hm ko apne trading mein experience acha krna hota he aur jb hm apne trading mein sahih kam krein ge aur apne trading mein market ko smjh kr order lagein ge to trading mein profit acha ho ga
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bhai course complete hona ka baad ya phla hum ko practice start krni chiya agr hum is waqt practice sa work lna gya then hum loss wgra nhi krna gya training ma kuch cheezan miss krna sa trader kafi big pay krta hai lakin agr wo kisi acha trader ka pass na ho phr

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X