Forex mai pehla kadam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai pehla kadam
    Forex mai pehla kadam rakhny sy pehly ap ko iss k bare mai full details ly kr ani chahiye aur fr apne paison ko forex mai invest krne k bare mai suchna chahiye bht sy new comers yeh krna bhool jaty hain aur short k through ameer hone ki try krty hain aur apna hi loss kr baithty hain inn logo ko proper guidance ki zarorAt hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے

    Dear friend ap nay bilkul sahe kaha he forex me lalach ni karna chahe bal k apnay experience or knowledge ko use karna chahe or sb say pehla kadam ye hona chahe k un ko apnay account me investment jama karni chahe
    • #3 Collapse

      Jee dear brother ap ney bilkul sahiee kaha hay kay forex ko join karney sey phely ise kay barey main puri maloomat lain ise business ko learn karain, forex ki skill par expertise hasil karney kay baad apni investment karain.
      • #4 Collapse

        jo log greedy hotye hain wo trade ko sekhtye he ni hai or greed ki waja sa real account main profit hasil karney k chaker main apna account wash karwa latey hain
        • #5 Collapse

          G han forex ko achi tarha samjh kar he start karna chahye. Ye game nhi hey, ye tu real money hey jo ya tu earn ho gi ya loose kar behto gay.
          • #6 Collapse

            forex mai pahla qadam yai hona k insan pahly kisi achy teacher say forex seakay iskay bad demo account par kam az kam one month tak kaam krna chai aur uskay bad work start krna chai .
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
              Forex mai pehla kadam rakhny sy pehly ap ko iss k bare mai full details ly kr ani chahiye aur fr apne paison ko forex mai invest krne k bare mai suchna chahiye bht sy new comers yeh krna bhool jaty hain aur short k through ameer hone ki try krty hain aur apna hi loss kr baithty hain inn logo ko proper guidance ki zarorAt hoti hai
              G dear ap ki bat se min iktfa karta ho kun ke kici kam ko shoro karne se phle us ke bare min infomation aur knowledge hona zrori hota hi aur yhin kam her new commers ko karna chye kun keh ager us ke pas basic information na ho to wo kese tradeing kar sakte hin aur is ke liye us ko demon account b bnana chye takeh wo is per practice b karta rhe .
              • #8 Collapse

                Aalam o alikum janab ye bilkul theek hai k jab ham forex ko join karin tu pehle os bare m knowledge hasil karin aur phir demo account per perctice karin os ke baad jab ex prince ho jae tu real account m invest karin
                • #9 Collapse

                  forex forum main kam start karny sy paly isky bary main sari detail sy information leni chahiye ar tarha sy jab ap satisfy ho jayen phir apko is main invetment karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                    Forex mai pehla kadam rakhny sy pehly ap ko iss k bare mai full details ly kr ani chahiye aur fr apne paison ko forex mai invest krne k bare mai suchna chahiye bht sy new comers yeh krna bhool jaty hain aur short k through ameer hone ki try krty hain aur apna hi loss kr baithty hain inn logo ko proper guidance ki zarorAt hoti hai
                    Dear as we know that its men nature k insan ko har chez ki jalsi hoti hai means k jaldi sy ameer hojau isi liya apny khud k paisy invest krta hai jis sy usy bht lost b ho skta hai as a gd trader new comer ko phly khob mehnst krni chahia tak k usy ziyda lost na ho
                    • #11 Collapse

                      ibtadai traders

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                      Forex mai pehla kadam rakhny sy pehly ap ko iss k bare mai full details ly kr ani chahiye aur fr apne paison ko forex mai invest krne k bare mai suchna chahiye bht sy new comers yeh krna bhool jaty hain aur short k through ameer hone ki try krty hain aur apna hi loss kr baithty hain inn logo ko proper guidance ki zarorAt hoti hai
                      very well , me bi ap sab ki in zarori aor monafa bakhsh malomaat aor forex kebare me new commers ko agahi par itefaq karta hon. Har banda jo trading se mohabat karta he us ko sab se pehle is ke faide aor nuqsan aor tariqae istamal ke bare me full informations hone chahiye. tab hi ja kar koi wo aik acha trader ban sakta he.... thanks alot
                      • #12 Collapse

                        My dear friends kisi bhi business ko join karne se pehle or ic main money invest karne se pehle ic business ke bare main pehle achi tarha knowledge leni chahiye or phir ic business ko join karna chahiye. forex main bhi apni investment karne se pehle ic ke bare main proper knowledge hasil kar leni chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Bilkul sahi baat ki, Jab tk insan k pass kisi chez ka tajarba na ho wo us kaam ki oonch neech ko ni smj skta... isi wja se wo apna loss kra bethta ha. Pehly kuch seekh lain phir kaam shuru krain.
                          • #14 Collapse

                            forex m phla kadam ap sab se phle learning se kro ge sab se phle forex ko janio ge smjho ge or is per ache se kam kro ge jab apko lge ap is k bare m jan chuke ho to phir ap posting pe ao ge post kro ge or is k bare m jan sko ge pir demo pe ap ache se seekho ge phir ap live pe ao ge or earning kro ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes I agree with you. Koi bhi business ho us mein knowledge aur experience k bagair kamyabi nahi mil sakti is liye jinta experience ho go utna hi profit ho ga aur jin kam experience ho ga utna hi loss ho ga is liye new user ko chaye k wo is ko pehle achi tarah samhjhe phir start kar. Kyun ki agar thori si galti ho gayi sab profit ka to loss hi ho jaye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X